Bomb Blast's In Holy Places,..

by Jaanasheen on April 19, 2006, 12:01:56 PM
Pages: 1 2 [3] 4 5
Print
Author  (Read 6820 times)
Roja
Guest
«Reply #30 on: October 29, 2007, 03:54:47 PM »
Gandhi Ke Desh Main...

Her zulm pal raha hai Gandhi ke desh main
Khota sikka bhi chal raha hai Gandhi ke desh main

Hindu ho ya musalmaa.n, sikh ya isayi
Her shaks jal raha hai Gandhi ke desh main

Bijli pe giri bijli aur gul ho gayi
Andhera pal raha hai Gandhi ke desh main

Is desh main bhale hi behti hazaron nadhiyan
Jal-sankat chal raha hai Gandhi ke desh main

Labalab bara hua hai godaam main anaaz
Gareeb haath mal raha hai Gandhi ke desh main

Desh main hamare Gandhigiri ka natak
Safar khoob chal raha hai Gandhi ke desh main

Roja
[/color][/size]
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #31 on: October 29, 2007, 03:57:37 PM »
Quote from: "Roja"
Gandhi Ke Desh Main...

Her zulm pal raha hai Gandhi ke desh main
Khota sikka bhi chal raha hai Gandhi ke desh main

Hindu ho ya musalmaa.n, sikh ya isayi
Her shaks jal raha hai Gandhi ke desh main

Bijli pe giri bijli aur gul ho gayi
Andhera pal raha hai Gandhi ke desh main

Is desh main bhale hi behti hazaron nadhiyan
Jal-sankat chal raha hai Gandhi ke desh main

Labalab bara hua hai godaam main anaaz
Gareeb haath mal raha hai Gandhi ke desh main

Desh main hamare Gandhigiri ka natak
Safar khoob chal raha hai Gandhi ke desh main

Roja
[/color][/size]


Bahoot Khoob Exellent,.
Mind Blowing,.
I Cant Say Any Words,.
Speechless Yaar,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #32 on: October 29, 2007, 04:05:56 PM »
Kehkar Bas, Beh Laate Hain Dil ke Mera Desh Mahaan Hai,.
Koi Kehta Hai Main Hindu Koi Kehta Musalmaan Hain,.

Jaane Kyun Har Shaqs Apni Pehchaan Se Anjaan Hai,.
Mahan Tab Hoga Desh "Roja",.
Jab Har Koi Samajh Le Ke Pehle Wo Insaan Hai,.

_________________________________-Jaanasheen-
Logged
Pooja
Guest
«Reply #33 on: October 29, 2007, 05:44:40 PM »
bahoot khoob Roja and Lil Bro
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #34 on: October 30, 2007, 09:25:15 AM »
Shukriya Didi,.
Aapne Kuch Likha Nahi,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #35 on: October 30, 2007, 09:27:38 AM »
Shukriya Didi,.
Aapne Kuch Likha Nahi,.
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #36 on: October 30, 2007, 11:51:07 AM »
Roja, Azeem

Bahut khoob =D> =D> =D>

Roja your reply was superb !
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #37 on: October 30, 2007, 11:53:54 AM »
Thank U Rajbir Bhai,.
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #38 on: December 19, 2007, 07:04:57 PM »
Aye Dushman-e-Watan,..

Kyun Ladaata Hai Hume Tu Bomb Aur Baroodon Se,..
Kya Tujhe Maloom Nahi Hume Pyaar Hai Phoolon Se,..

Tune Daala Tha Bomb Haridwaar Par Aur Aaj Dala Hai Jamia Masjid Mein,..
Aur Machaya Tha Matam Tune Bombay Ki Galion Mein,..

Kya Teri Chaal Hai Zara Hume Bhi Bata,..
Tu Kaun Se Dharan Ka Maan ne Wala hai Hume Bhi Bata,..

Kyun Ki Koi Dharam Nahi Seekhata Aapas Mein Lardna,..
Phir Kyun Karta Hai Tu Aise Kaam Jis Se Parta Hai Sab Ko Mitna,..

Hum To Aman Aur Pyaar Ki Maan Ne Waale Hain,..
Phir Kyun Tumne Bomb Hamaare Desh Mein Daale Hain,..

Teri In Harr Katon Se Shaitaan Bhi Sharmaata Hai,..
Kyun Ki Wo To Sirf Insaano Ko Darrata Hai,..

Kyun Lete Ho Jaan Tum Masoomon Ki,..
Wo To Misaal Dete Hai Mehakte Phoolon Ki,..

Hum Nahi Darrte In Bomb Aur Baroodon Se,..
Kyun Ki Hum Pyaar Karte Hai Phoolon Se,.

Bas Itna Kehte Hain Ye Jo Teri Harkatein Hain,..
Is Se Baaz Aaaja,..

Tu To Khelta Hai Bomb Aur Baroodon Se,..
Hum To Khela Karte Hain Toofaano Se,..

Aur Jaanta Hai Tu Toofaano Ka Waar,..
Jis par Girte Hain Ye Wo Hojaata Hai Bekaar,..

Phir Kyun Tum Log Samajhte Nahi Yaar,..
Lardwaate Hain aise Desh Mein,..
Jo Dushmano SE Bhi Karte Hain Pyaar,..

_____________-Azeem-_____________[/b]

Pyaar Se Chalti Hai Duniya Pyaar Phailao,..

BAHUT BAHUT KHOOB AZEEM.AAP NE BAHUT HI ACHA,BEHTEREEN..TOO GOOD
GREAT GOING AZEEM
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #39 on: December 19, 2007, 07:06:06 PM »
Gandhi Ke Desh Main...

Her zulm pal raha hai Gandhi ke desh main
Khota sikka bhi chal raha hai Gandhi ke desh main

Hindu ho ya musalmaa.n, sikh ya isayi
Her shaks jal raha hai Gandhi ke desh main

Bijli pe giri bijli aur gul ho gayi
Andhera pal raha hai Gandhi ke desh main

Is desh main bhale hi behti hazaron nadhiyan
Jal-sankat chal raha hai Gandhi ke desh main

Labalab bara hua hai godaam main anaaz
Gareeb haath mal raha hai Gandhi ke desh main

Desh main hamare Gandhigiri ka natak
Safar khoob chal raha hai Gandhi ke desh main

Roja
[/color][/size]

BAHUT KHOOB ROJA..SACHAI SE BHARI..BAHUT ACHE
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #40 on: December 20, 2007, 06:40:03 AM »
very well written by Jaanasheen N Roja.. Very Good
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #41 on: December 20, 2007, 09:45:55 AM »
Sukriya Khwaish Ji,.
And Deepika Ji,.
Thanx For Reading It,.
Logged
Roja
Guest
«Reply #42 on: December 20, 2007, 05:34:19 PM »
Sabne bahut hi accha likha hai... esp Janasheen... fantastic...
Logged
Roja
Guest
«Reply #43 on: December 20, 2007, 05:38:41 PM »
Aatank se hai bhoomi aatangith
Hinsa se her mann hai bhaiy-beeth
Bholi jaano se khelne ka
Hai diya kisne adhikar?
Tu math itna akad ye aatangwaad

Kyu ki

Insaniyat ghum hote hi
Sansaar nidrasth ho jata hai
Aur manavta ke jaagte hi
Sansaar prabhav pata hai

Bhale lagte ho hum alag-alag
Per vivid.dha hamare mann main nahi
Tujhe katam karne main hum
Chodenge koyi kasar nahi
tujhe ab is dharti per
Jyada waqt hai teherna nahi
Sacchi insaniyat ko manavta ko
Cheda hai, lalkara hai ye aatangwaad tune
Dekh iske haathon tera kya hashr hota hai

Logged
Rajbir
Guest
«Reply #44 on: December 20, 2007, 06:13:15 PM »
Roja

Bahut achche ! Very well said !

Shabash !
Logged
Pages: 1 2 [3] 4 5
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 08:02:12 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.1 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer