Bomb Blast's In Holy Places,..

by Jaanasheen on April 19, 2006, 12:01:56 PM
Pages: 1 2 3 [4] 5
Print
Author  (Read 6817 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #45 on: December 20, 2007, 06:24:08 PM »
Aatank se hai bhoomi aatangith
Hinsa se her mann hai bhaiy-beeth
Bholi jaano se khelne ka
Hai diya kisne adhikar?
Tu math itna akad ye aatangwaad

Kyu ki

Insaniyat ghum hote hi
Sansaar nidrasth ho jata hai
Aur manavta ke jaagte hi
Sansaar prabhav pata hai

Bhale lagte ho hum alag-alag
Per vivid.dha hamare mann main nahi
Tujhe katam karne main hum
Chodenge koyi kasar nahi
tujhe ab is dharti per
Jyada waqt hai teherna nahi
Sacchi insaniyat ko manavta ko
Cheda hai, lalkara hai ye aatangwaad tune
Dekh iske haathon tera kya hashr hota hai



BAHUT KHOOB ROJA
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #46 on: December 20, 2007, 06:45:34 PM »
JO PYAAR BAANT THA PHIRE SAB MEIN
WOH JAAN SE PYAARA LAGTA HAI
JO NAFRAT PAIDA KARE,
SAB KE DIL MEIN,
WOH KHUD NAFRAT KA MAARA LAGTA HAI...

JO JAAT,PAAT KE NAAM PE LADE AUR LADAYE
USSE INSAAN NA SAMJHO,
WOH TO INSAAN KE ROOP MEIN
EK HATHYARA LAGTA HAI...

MAANA HUMNEIN "KHWAISH"
KE KUCH LOG HAI IS DUNIYA MEIN
JINHE RISHTE,KHOON,
INSAANIYAT KI KOI PARWAAH NAHI,
WOH TO GALAT SAUBAT KA MAARA LAGTA HAI

ROSHNI KI KAMI NAHI HAI JAHAN MEIN
PAR JO SACHAI AUR ACHAI KA RAASTA DIKHAYE,
WOHI CHAMAKTA SITARA LAGTA HAI...

JUNOON MEIN AAKE JO GUNAAH KAR CHUKE HAI
WOH EK GUZRA HUA KAL THA,
JO AAJ KADAR KARE HAR INSAAN KI,
WOH HUMEIN SACH MAAIYNE MEIN HAMARA LAGTA HAI...

JO PYAAR BAANT THA PHIRE SAB MEIN,
WOH JAAN SE PYAARA LAGTA HAI...


Logged
Rajbir
Guest
«Reply #47 on: December 20, 2007, 06:50:29 PM »
Khwaish bro

Bahut achcha reply diya !

Main wait kar raha tha tumhare reply ki...aur mujhe maaloom hai ki yeh tumne abhi abhi likhi hai...

God Bless you both !
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #48 on: December 20, 2007, 06:56:49 PM »
Khwaish bro

Bahut achcha reply diya !

Main wait kar raha tha tumhare reply ki...aur mujhe maaloom hai ki yeh tumne abhi abhi likhi hai...

God Bless you both !

THANX A LOT PAAJI..SAB NE EK SE BADKAR EK LIKHA HAI..EK CHOTI SI KOSHISH KAR RAHA THA LIKHNE KI,THANX A LOT FOR APPRECIATING PAAJI.
Logged
Roja
Guest
«Reply #49 on: December 21, 2007, 01:54:04 AM »
JO PYAAR BAANT THA PHIRE SAB MEIN
WOH JAAN SE PYAARA LAGTA HAI
JO NAFRAT PAIDA KARE,
SAB KE DIL MEIN,
WOH KHUD NAFRAT KA MAARA LAGTA HAI...

JO JAAT,PAAT KE NAAM PE LADE AUR LADAYE
USSE INSAAN NA SAMJHO,
WOH TO INSAAN KE ROOP MEIN
EK HATHYARA LAGTA HAI...

MAANA HUMNEIN "KHWAISH"
KE KUCH LOG HAI IS DUNIYA MEIN
JINHE RISHTE,KHOON,
INSAANIYAT KI KOI PARWAAH NAHI,
WOH TO GALAT SAUBAT KA MAARA LAGTA HAI

ROSHNI KI KAMI NAHI HAI JAHAN MEIN
PAR JO SACHAI AUR ACHAI KA RAASTA DIKHAYE,
WOHI CHAMAKTA SITARA LAGTA HAI...

JUNOON MEIN AAKE JO GUNAAH KAR CHUKE HAI
WOH EK GUZRA HUA KAL THA,
JO AAJ KADAR KARE HAR INSAAN KI,
WOH HUMEIN SACH MAAIYNE MEIN HAMARA LAGTA HAI...

JO PYAAR BAANT THA PHIRE SAB MEIN,
WOH JAAN SE PYAARA LAGTA HAI...


Bahut accha likha hai aapne Kwaish ji..Saat dene k liye shukhriya
Logged
~princess~
Guest
«Reply #50 on: December 22, 2007, 01:31:30 PM »
Dil mein ek sawal hai koi to jawab do
Kitna khoon baha hai sadkon mein
koi mujhe aaj iska hisaab do

Mere naam se ladkar mujhe badnaam kiya
Kaise karun guroor is khoon se range chehre par
Mujhe chupane ko do kat nakaab do

Naa rahungi mein naa hi hongi ladaiyan
Kehti hai meri dharti k mujhe mita do
K yun na roz mujhe beton k zakhmon ka tehzab do

Sisakta hai kaleja jab dekhti hu nafratein
Nai chaiye daulat mujhe na hi zameen se chah hai
Mujhe bas teh e dil se pyaar do

Har aur hai dehshat pheli dara hua hai sama
Bhul jao yeh dhushmani gale milkar aaj
Mujhe pyar mohobbat se bhara ek sansar do


~Roshni~

Logged
Rajbir
Guest
«Reply #51 on: December 22, 2007, 01:41:22 PM »
Roshu

Wow ! superbbbbbbbb !

Aakhir tumhari koshish kaamyab ho gayi Shayari-E-Watan par likhne ki !

Shabash !
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #52 on: December 22, 2007, 02:13:29 PM »
Bahoot Khoob,.
Roja Sis,.
Khwaish Bro,.
Roshni Sis,.
aap Sabne Jaan Daal Di,.
Kamaal ka Likha Hai,.
Excellent
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #53 on: December 24, 2007, 06:10:54 PM »
BAHUT BAHUT SHUKRIYA ROJA,AZEEM AAPKE HAUSLE-AFZAAI KA..
BAHUT KHOOB ROSHINI...
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #54 on: December 24, 2007, 06:16:34 PM »
JAANE KITNI UDAAN BAAKI HAI
PARINDE MEIN ABHI JAAN BAAKI HAI
JITNI BATNI THI BAT GAYI ZAMEEN
AB TO BAS AASMAAN BAAKI HAI
AB WOH DUNIYA AJEEB SI LAGTI HAI
JISME AMNO-AMAAN BAAKI HAI
   ----NM-----
Logged
Roja
Guest
«Reply #55 on: December 26, 2007, 05:38:38 PM »
Fantastic Roshni, and Khwaishji....
Logged
Roja
Guest
«Reply #56 on: December 26, 2007, 05:48:04 PM »
Dunia main aatangwaad ka kafi bhawal hai
Katre main sab ke zindagi ka jaano maal hai

Mazjid main ab Khuda ke Ajanon ki nahi hai kair
Mandir main ab Murli ke tanon ki nahi hai kair
Dehshad ke mare tehri hai dilon ki dhadkane
Aatangiyon ke haathon main vimanon ki nahi hai kair
Bhujte huwe chiragon ki tadapti hai roshni
Aandhi ki nahi hai khair, toofano ki nahi hai kair
Charon taraf maut ke udane lage hai ab
Zameen ki nahi hai kair aasmano ki nahi hai kair
Dham todti hayate aur jeene ko machal rahi
Rote huwe jahan main insano ki nahi hai kair
Aaya hai jaise pehlu main jang ka bhuchaal hai
Khatre main sab ke zindagi ka jaano maal hai..

Seema paar se woh mere Kashmir ko loot rahe
Bharat ke ekta ke taqdeer ko loot rahe
Laila ko loot rahe hai woh Majnu ke naam se
Ranje aatangwaad k aad main, mere Heer ko loot rahe
Danga fasaad apharan aur firauthi maang rahe
Woh daulat se malamaal jagir ko loot rahe
Haqikat yahi hai ki wo ban ke Gajnabi
Armaan bare kwabon ke tabeer ko loot rahe
Fariyaad kiske aage jakar sunaye hum
Aatangi gareeb to kya ameer ko loot rahe
Inke samne rakhwaon ki sehmi majaal hai
Katre main sab ke zindagi ka janomaal hai..


Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #57 on: December 27, 2007, 10:41:31 AM »
Waah Roja Sis Kamaal ka Likha Hai Aapne,.
And Nice Sharing Khwaish Ji,.

Logged
Roja
Guest
«Reply #58 on: December 28, 2007, 03:35:25 PM »
Thanks Jaanasheen ji
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #59 on: December 31, 2007, 11:23:04 AM »
U Are Welcome Roja Ji,.
Logged
Pages: 1 2 3 [4] 5
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 07:47:23 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.11 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer