Denge Jaan Watan Ke Waste

by Jaanasheen on March 09, 2006, 05:43:19 AM
Pages: [1] 2 3  All
Print
Author  (Read 5969 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
Denge Jaan Hum Watan Ke Waste,..
Chahe Chalna Pade Humne kanton Bhare Raste,..
Watan ke Liye Mita Denge Hum Apna Wajood,.
Agar Koi buri Nazar Pade Is Par To barsaayenge goli aur Barood,..
Humein Na Samajhna Dushman Tu Ke Yahan Hindu Aur Musalmaani Hain,,
Baat Aayi watan ke Khilaaf To Hum sab Ek Hai Hindustaani Hai,..
Agar Tu Karega Batwaara Hindu aur Musalaam Ka,..
To kehte Hain Bahega lahoo wahaan Se Jahan se aaj Behta Paani Hai,..
Bach Ke Rehna Humse Dushmano, Ye Meri Tumse Chetavni Hai,..
Hum Sab Ek Hi Hindustaani hai,..
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #1 on: March 09, 2006, 06:57:54 AM »
Jaanasheen

Bahut he khoobsurat !

Kash sab log aap ki tarah ki soch rakhte  sad5

Rajbir
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: March 09, 2006, 07:13:59 AM »
Rajbir Bhai Ye Ho Nahi Sakta Ke Sab Ki Soch Ek Ho,.
Haan Ye Ho Sakta Hai Sab Log Ek Ho,..
Jab Sab Ek Ho To Dushman Bhi Humse Dareinge,..
Aur Hum Ek Naa Ho To Wo Kuch na Kuch Kareinge,..
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #3 on: March 09, 2006, 07:16:57 AM »
Janasheen

Aree aap ne to humara dil jeet liya !

Aap isi tarah achcha likhte rahiye !

Wishing you all the best in life

Rajbir
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: March 09, 2006, 07:25:10 AM »
Shukriya Ki Apne Hume Is Kadar Samjha..
Warna Hum To Kisi Bhi Kaam Ke Kabeel Na the,..
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #5 on: March 09, 2006, 07:27:27 AM »
Sab nek insaan aisa he kehte hain !
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #6 on: March 09, 2006, 07:33:37 AM »
Rajbir Bhai,..

Apne Watan Ke Liye Marna Neki Nahi..,
Ye To Sab Ka Farz Hai,..
Kabar Mein Wo Kaise Soyega,..
Jis Ke Upar Watan Ka karz Hai,..
Hum Nahi Kehte Ke Do Jaan Watan Ke Waste,..
Haan Jab tak Jeeyo,.Do Shaan watan ke Waste.,..
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #7 on: March 09, 2006, 07:38:10 AM »
Sahi kaha !

Aaj jo hum sab ko itni izzat milti hai duniya bhar main
woh sab humare veer jawaano ki qurbaniyon ka phal hai

Aaj humare naam ke saath humare watan ka bhi naam juda hai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: March 09, 2006, 07:42:57 AM »
Jaan To Kardi Humne Watan ke Naam Par,..
Shaan To kardi Humne watan Ke Naam Par..
Qurbaanion Se Paayi Hai Humne Azaadi.,.
Naa Hi Talwaron se,.. Hamara Watan To Lakhon Mein Ek hai,.
Aaan Bhi Kardi Humne Watan Ke Naam par,..
Logged
mili_genie
Guest
«Reply #9 on: March 16, 2006, 02:37:10 PM »
really too good.. mind blowing Jaanasheen....
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #10 on: March 17, 2006, 09:14:27 AM »
Shukriya Mili..

Majdhaar Mein Kashti Chalana Seekho,..
Haq Ke liye Awaaz lagana Seekho,..
Yun Watan Watan Kehna Asaan Hai,.
Kabhi Watan Ke Liye Sar Katana Bhi Seekho,..
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #11 on: March 17, 2006, 10:41:05 AM »
Jaanasheen

Beautiful !

Rajbir
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #12 on: March 17, 2006, 10:44:30 AM »
Shukriya Rajbir,.

Kasam Tum Ko Watan Walon,.
Kabhi Mayoos Mat Hona,..
Manana Jash-n-Azaadi,..
Na Mere Waste Rona,..
Nigahein Mout Se Bhi Hum, Milane Se Nahi Darte,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #13 on: March 20, 2006, 09:12:51 AM »
Maine Dekha Hai America Aur Pakistaan,,.
Nahi Dekha Hai Maine Dusra Hindustaan,..
Yahaan To Tum Sab Ko Dekh Sakte Ho,..
Hindu Christian Sikh Aur Musalmaan,.
Batao Kahin Aur Hai Ye Sab ,..
Balki Ek Hi Mazhaab Hota Hai Phir Bhi Hote Hain Unke Yahan Jhagde,..
Aur Yahan Sab Ke Alag Alag Mazhab Hain,. Aur watan Hai Hindustaan,..
Logged
mili_genie
Guest
«Reply #14 on: March 20, 2006, 09:38:59 AM »
mind blowing...

really amazing... Jaanasheen
Logged
Pages: [1] 2 3  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 01:21:34 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.164 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer