Denge Jaan Watan Ke Waste

by Jaanasheen on March 09, 2006, 05:43:19 AM
Pages: 1 2 [3]  All
Print
Author  (Read 5929 times)
Rajbir
Guest
«Reply #30 on: April 14, 2006, 11:14:11 AM »
Jaanasheen

Aree bhai yeh bimaari to sab ko lagni chahiye  :D

Rajbir
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #31 on: April 14, 2006, 11:18:12 AM »
Gar Sabhi Ko Lag Jaayegi Ye Beemari,..
To Sab Sirf Desh Ki Shaan Mein Kehte Rahenge,,...
Koi Bhi Isko Aage Badaane Ka Nahi Sochega Mere Dost,..
Likhne Ke Saath Kuch Karna Bhi Chahiye, Desh Ke Liye,..

Allah Mujhe Aur Appko Desh Ke Liye Kucjh Karne Ka Jazbaa de,..
Logged
nirbhay
Guest
«Reply #32 on: April 19, 2006, 02:02:53 PM »
Sarr kata saktein hain lekin sarr Jhuka Saktey nahi
Jaan Le saktein hain Watan ke Dushmano kee
parr unke hath Jaan Gawaan saktey nahi
Sarr kata saktein hain lekin Sarr Jhuka saktey nahi!!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #33 on: April 19, 2006, 02:41:51 PM »
bahoot khoob JSheen!!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #34 on: April 20, 2006, 06:44:41 AM »
Nice Nirbhay Aur Shukriya Pooja Ji,..

Sar To Lakhon Kate Hai Watan ke Liye,..
Aur Lakhon Mite Hai Watan Ke Liye,..
Unke Hi Khurbaanion Se Dekh Rahe Hain Hum Aaj Ka Suraj,..
Warna Hum Bhi Kisi Ke Ghulaam Hote,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #35 on: May 05, 2006, 02:15:55 PM »
Aye Mere Watan Tu Nah Afsos Kar ke Tu Loota Jaa Raha Hai,..
Gar Tujhe Lootlenge Sab To Hum Bhi Apni Jaan Lootaadenge,..
Logged
Kismat ke Maare
Guest
«Reply #36 on: May 21, 2006, 02:58:56 PM »
wow amazing jaanasheen ji,..
Logged
Kismat ke Maare
Guest
«Reply #37 on: May 21, 2006, 02:59:41 PM »
Quote from: "Jaanasheen"
Aye Mere Watan Tu Nah Afsos Kar ke Tu Loota Jaa Raha Hai,..
Gar Tujhe Lootlenge Sab To Hum Bhi Apni Jaan Lootaadenge,..

app ka likha hua to bahoot sunder hai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #38 on: May 21, 2006, 03:01:54 PM »
Shukriya Dost,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #39 on: June 07, 2006, 07:57:03 AM »
Mitti Se Bhi Aati Hai Khushboo Lahoo Ki Yahan,..
Jiski Aazadi Ke Liye Yahan Lakhon Sar Kate,..
Hum Kya Jaane Keemat Azaadi Ki Doston..
Hum To Nahi The Tab, Poocho Unse Jinke Baap Bete Mar Mite,..

___________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #40 on: July 11, 2006, 01:05:48 PM »
Sarfaroshi Ki Tamanna Ab Hamare Dil Mein Hai,..
Dekhna Hai Zor Kitna Baazoo Ye Kateel Mein Hai,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #41 on: October 22, 2006, 09:33:40 AM »
Mil Jaaonga Mitti Mein Main Naam Watan Ka Unchaa Karte Karte,..
Gar Main Khakh Bhi Ban jaaon To Gham Na Hoga,..

_________________________________________-Jaanasheen-
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #42 on: January 12, 2010, 03:25:33 AM »
 :icon_salut:Wah Azeem bhai bahut achi soch hai aapke.kitna bhi tareef karu kam padega.mindblowing creation.excellent. Hats off to you! Thumbs UP Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Bored
Guest
«Reply #43 on: January 19, 2010, 12:58:14 AM »
Well Said
Logged
Pages: 1 2 [3]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 11:09:33 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.093 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer