DESH BHAKTI

by Ishq007 on July 27, 2013, 02:22:15 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 10366 times)
Ishq007
Guest
THE POST AND IT'S TITLE HAS BEEN EDITED BY 'HRIDAY' AS IT WAS NOT AS PER COMMUNITY GUIDELINES:

Do not use any post which is against any not limited to but country, religion, community etc.




Dedicate to Indian soilders.............

seema ke prahri gar seema par nahi hote....
holi na diwali koi teej na toyhaar hai....
darwaje to kya hain, khidki bhi kholne se pahle....
sochte ki bahar ki hawa ki raftaar kya hai.......

unke hawsle ka bhugtaan kya karega koi....
unki shahadat ka karj desh pr udhar hai....
aap aur ham is liye khushhaal hain Qki....
seema pe sainik shahadat ko taiyar hai......

dekhna mumkin bhi nhi, sochna bhi jinko muskil....
aise hadson ko hamne seene se lagaya hai....
hanth ko bhi hanth na dikhai de, wo andhiyara....
aise me hanthon ne hathiyaar ko uthaya hai.....

maa teri duwa ke dam se, anchal ki hawa ke dam se....
barfeeli chattano pe barood ko ugaya hai....
parinda bhi jahan par na maar sake....
us jagah ja ke bhi TIRANGA fahraya hai.....

kya huwa kuch pal ke liye saanse meri ruk gayi hai....
maa meri mujhko bhi is baat ka gumaan hai....
jab tak saanse rahi, seena dusman se sammukh tha....
aise seene pr meri saanse kurbaan hain......

mera shav dekho to kayar na samjh lena....
ye to un darindon ki pahchan hai....
vaise to pura shareer ghav se bhara huwa pr....
peeth pr marne ke baad ke nishaan hain.....

peeth ke nishan mere hausle ko gali denge....
varna to jiwan ka udhar leke jata mai....
chahe is lok jata, chahe us lok jata....
har ek ghav ko khuddar leke jata mai.....

kahin kisi bhav mil jati gar chand saanse.....
lahu girvi rakh udhaar leke aata mai....
hausla tha par meri sanse daga de gayi thi.....
varna TIRANGA seema par leke jata mai....

dobara janam lunga seema pr ladne ko....
TIRANGE ko apni jubaan deke aya hun....
dharti ke bin maange, mitti ke sitaare taange....
vardi ki maryada ko pahchaan deke aya hun.....

aan-baan-shaan sab lekar ke aaya hun....
teer jaise bete ko kamaan dekar aya hun....
jo bhi tha hasil diya tha, dube ko sahil diya tha.....
KARGIL ko dil diya tha, JAAN deke aya hun.......

Jai hind jai bharat.......
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Bhakti seh bolo by honeyrose in Shayari-e-Parastish
desh bhakti by sanjuindia in Shairy-E-Watan
DESH BHAKTI GEET by ajayagyat in Shairy-E-Watan
DESH BHAKTI--By ghansham das ahuja by ahujagd in Shairy-E-Watan
Bhakti Se Bharat Maa by suman59 in Miscellaneous Shayri
Ishq007
Guest
«Reply #1 on: July 27, 2013, 02:48:50 AM »
Jara yaad unhe bhi kar lo , jo laut ke ghar na aye............


Kargil Vijay Diwas , named after the success of Operation Vijay . On this day, 26 July 1999, India successfully took command of the high outposts which had been lost.

Kargil War Martyrs In all 527 soldiers from Indian Armed Forces sacrificed their lives
during the war Lieutanant Col R.Vishwanathan..

Major Ajay Singh Jasrotia
Major Kamlesh Prasad
Major Padmapani Acharya
Major Parmanand
Major Rajesh S. Adhikari
Major Vivek Gupta
Captain Amit Bhardwaj
Captain Aditya Mishra
Captain Haneefuddin
Captain Jerry Premraj
Captain Jintu Gogoi
Captain Keishing Clifford Nongrum
Captain P.V.Vikram
Captain Vikram Batra
Captain Anuj Nayyar
Captain Amol Kalia
Lieutanant Amit Kaul
Lieutanant Neikezhakou Kengurusie
Lieutanant Sourav Kalia
Lieutanant Vijayant Thapar
LieutenantManoj Kumar Pandey
Deputy Commander Sukhbir Singh
Yadav
Driver-Soldier Gopinath Moharana
Flight Engineer Raj Kishore Sahoo
Flight Lieutanant S Muhilan
Grenadier Amardeep
Grenadier Bajinder Singh
Grenadier Mohan Katha
Grenadier Munish Kumar
Grenadier Raj Kumar
Grenaidier Yogendera Singh Yadav
Havaldar Abdul Karim
Havaldar Beejay Singh
Havaldar Daler Singh Bahu
Havaldar Jai Prakash Singh
Havaldar Khazan Singh
Havaldar Padam Singh Dhama
Havaldar Ram Kumar
Havaldar Sarwan Singh Se
ngar Havaldar Surendra Singh
Havaldar Sultan Singh Narwari
s Havaldar Tan Bahadur Chhetri
Havaldar Tsweang Rigzin
Havaldar Yashvir Singh
Jawan Arvind Kumar Pandey
Lance Havaldar Ramkumar
Lance Havaldar Samandar Singh
Hooda
Lance Naik Ahmed Ali
Lance Naik Balwan Singh
Lance Naik Bijender Singh
Lance Naik Eknath Khairnar
Lance Naik Gurmail Singh
Lance Naik Hera Singh
Lance Naik Keshan Singh
Lance Naik Madan Singh
Lance Naik Manas Ranjan Sahu
Lance Naik Om Prakash
Lance Naik Rakesh Chand
Lance Naik Ram Kumar Pradhan
Lance Naik Surianam Singh
Lance Naik Shankar Shinde
Lance Naik T.S.Jaswant Singh
Naik Anand singh
Naik Bharat Singh
Naik Birender Singh Lamba
Naik Buta Singh
Naik Chaman Singh
Naik Dharam Singh
Naik Ganesh Prasad Yadav
Naik Guardian Mekh Bahadur
Gurung
Naik Jagat Singh
Naik Kasmir Singh
Naik Krishan Pal
Naik Mangat Singh
Naik Narayana Rao Desai
Naik Nirmal Singh
Naik R. Kamaraj
Naik Raj Kumar Punia
Naik Rakesh Chand
Naik Ram Swarup
Naik Sachidananda Malik
Naik Samunder Singh
Naik Shatrughan Singh
Naik Shiv Vasayya
Naik Surendra Singh
Naik Surendra Pal
Naik Surjeet Singh
Naik Subedar Lal Chand
Naik Vikram Singh
Naik Yoginder Singh
Rifleman Ansuya Prasad Dhayani
Rifleman Bachan Singh
Rifleman Dabal Singh
Rifleman Dilwar Singh
Rifleman Jaideep Singh
Rifleman Kuldeep Singh
Rifleman Linkon Pradhan
Rifleman Mohammed Aslam
Rifleman Mohammed Farid
Rifleman Rattan Chand
Rifleman Shaukat Hussain Kalgam
Rifleman Sunil Jungt Mahat
Rifleman Varinder Lal
Rifleman Vikram Singh
Rifleman Guardian Johar Singh
Rifleman Guardian Sarvan Kumar
Sergeant PVNR Prasad
Sergeant Raj Kishore Sahu
Sepoy Ajmer Singh
Sepoy Amardeep Singh
Sepoy Anil Kumar
Sepoy Arjun Ram
Sepoy Arvind Kumar Pandey
Sepoy Bajinder Singh
Sepoy Bhanwar Lal Bagaria
Sepoy Bhikaram
Sepoy Chara Nicholas
Sepoy Dharambir Singh
Sepoy Dineshkumar Vaghela
Sepoy Gangching Konyak
Sepoy Gazpal Singh
Sepoy Gopinath Mohrana
Sepoy Harendragiri Goswami
Sepoy Jugal Kishore
Sepoy Har Prasad
Sepoy Karan Singh
Sepoy Keolanand Dwivedi
Sepoy Kewal Anand
Sepoy Khem Raj
Sepoy Krishan Kumar
Sepoy Moola Ram
Sepoy Naresh Singh
Sepoy Pramod Kumar
Sepoy Rajinder
Sepoy Rajvir Singh
Sepoy Raswinder Singh
Sepoy Satvir Singh
Sepoy Satnam Singh
Sepoy Senthil
Sepoy Shaikh Mastan Wali
Sepoy Sheesh Ram
Sepoy Shiv Shankar Prasad Gupta
Sepoy Sukhwinder Singh
Sepoy Suresh Chhetri
Sepoy Suresh Kumar
Sepoy Varinder Kumar
Sepoy Vijaypal Singh
Signalman Rajan Sahu
Signalman Vinod Kumar
Subedar Bhanwar Lal
Subedar Harpaul Singh
Subedar Lal Singh
Subedar K. Medappa
Subedar Randhir Singh
Subedar Sumer Singh Rathore
Squadron Leader Ajay Ahuja
Squadron Leader Rajiv Pundir
Squadron Leader Lal Singh
Squadron Leader Ojha
Zrfn Man Singh
Kaushal Yadav

Jai jawan jai bharat...........
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #2 on: July 27, 2013, 02:52:00 AM »
http://www.yoindia.com/shayariadab/yoindias-news-and-announcement/general-code-of-conduct-of-yoindia-members-rules-regulation-guidelines-t26202.0.html

Rules for Posting Poetry (Shayari) and related stuff
1. You are allowed to post your creation.
2. If you are posting poetry which is not your then please give proper credits. Anyone found to be posting someone's creation with his/her name will get that post deleted.
3. If you don't like someone's creation then please don't reply or post in hatred or harsh manner, instead you can suggest him to improve etc.
4. Don't use Copyright stuff obtained from other website etc.
5. You are not allowed to post any creation which is related to religion. This is not the place to show off your religion's greatness or vice-verca.
6. Do not use any post which is against any not limited to but country, religion, community etc.
7. The use of "Quote" feature should be limited, the post which are doing quote to big messages will be deleted without warning.

Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #3 on: July 27, 2013, 02:58:13 AM »
Ishq Ji Veer Ras Mein Kavita Likhne Par Koi Manaahi nahi Hai..Par Iss Baat Ka Khayal rahe Ke Hum Koi Galat lafz Istemaal Naa Kare Apni Kavita Mein Jo Ek Ek Shaantmayi Mehfil ke liye accha nahi...Kuch Log Buure Hote Hai,Par Poora Desh Nahi..Aur Buure Log Kahaan Nahi Baste.....

bas ek geet ke bol yaad aa gaye..likhta chaloon

Hothon Pe Sachchaai Rahati Hai
Jahaan Dil Men Safaai Rahati Hai
Ham Us Desh Ke Vaasi Hain,
Ham Us Desh Ke Vaasi Hai.N
Jis Desh Men Gangaa Bahati Hai

Mil Jul Ke Raho Aur Pyaar Karo
Ek Chiz Yahi Jo Rahati Hai
Ham Us Desh Ke Vaasi Hain,
Ham Us Desh Ke Vaasi Hain
Jis Desh Men Ganga Bahati Hai


Jai Bharat Maa...Pranaam ShaheedoN ko...
Logged
RAJAN KONDAL
Guest
«Reply #4 on: July 27, 2013, 06:11:24 AM »
THE POST AND IT'S TITLE HAS BEEN EDITED BY 'HRIDAY' AS IT WAS NOT AS PER COMMUNITY GUIDELINES:

Do not use any post which is against any not limited to but country, religion, community etc.




Dedicate to Indian soilders.............

seema ke prahri gar seema par nahi hote....
holi na diwali koi teej na toyhaar hai....
darwaje to kya hain, khidki bhi kholne se pahle....
sochte ki bahar ki hawa ki raftaar kya hai.......

unke hawsle ka bhugtaan kya karega koi....
unki shahadat ka karj desh pr udhar hai....
aap aur ham is liye khushhaal hain Qki....
seema pe sainik shahadat ko taiyar hai......

dekhna mumkin bhi nhi, sochna bhi jinko muskil....
aise hadson ko hamne seene se lagaya hai....
hanth ko bhi hanth na dikhai de, wo andhiyara....
aise me hanthon ne hathiyaar ko uthaya hai.....

maa teri duwa ke dam se, anchal ki hawa ke dam se....
barfeeli chattano pe barood ko ugaya hai....
parinda bhi jahan par na maar sake....
us jagah ja ke bhi TIRANGA fahraya hai.....

kya huwa kuch pal ke liye saanse meri ruk gayi hai....
maa meri mujhko bhi is baat ka gumaan hai....
jab tak saanse rahi, seena dusman se sammukh tha....
aise seene pr meri saanse kurbaan hain......

mera shav dekho to kayar na samjh lena....
ye to un darindon ki pahchan hai....
vaise to pura shareer ghav se bhara huwa pr....
peeth pr marne ke baad ke nishaan hain.....

peeth ke nishan mere hausle ko gali denge....
varna to jiwan ka udhar leke jata mai....
chahe is lok jata, chahe us lok jata....
har ek ghav ko khuddar leke jata mai.....

kahin kisi bhav mil jati gar chand saanse.....
lahu girvi rakh udhaar leke aata mai....
hausla tha par meri sanse daga de gayi thi.....
varna TIRANGA seema par leke jata mai....

dobara janam lunga seema pr ladne ko....
TIRANGE ko apni jubaan deke aya hun....
dharti ke bin maange, mitti ke sitaare taange....
vardi ki maryada ko pahchaan deke aya hun.....

aan-baan-shaan sab lekar ke aaya hun....
teer jaise bete ko kamaan dekar aya hun....
jo bhi tha hasil diya tha, dube ko sahil diya tha.....
KARGIL ko dil diya tha, JAAN deke aya hun.......

Jai hind jai bharat.......

Jai hind icon_salut
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 23, 2025, 07:03:27 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.164 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer