*DEsH*

by honeyrose on November 29, 2008, 09:48:21 AM
Pages: [1] 2 3  All
Print
Author  (Read 4409 times)
honeyrose
Guest
Alag alag agar ho pooja ghar ek hain
Dharam imaan lekin mera mandir masjid pyaar hindustan hain
Dharti se gagan tak yahan aankhon mein pyaar hain

Raag bansanti gaaye mera mann nikle naach,,pyaar hain
Sone jaise din iske chaandi jaise tan hain
Satrangi chunari oodhe nachti rim jim barsaaton mein tiranga hain

Mujhko aise desh mein pyaare dost bhai behen mile hain
Mein bharat-santaan, mera ghar sakal jahan hain
Mera pyaar sirf Hind desh aapna jahan hain

________honeyrose__________
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
desh begana by yog in Miscellaneous Shayri
Desh Ka Sipahi by mistufer in Shairy-E-Watan
desh kee mitti by Nira in Shairy-E-Watan
desh bhakti by sanjuindia in Shairy-E-Watan
Ye desh chalaenge!! by salma786 in Shairy-E-Watan « 1 2  All »
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #1 on: November 29, 2008, 10:02:56 AM »
Waah Didi Kya Khoob Likha Hai,.
Nice One,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: November 29, 2008, 10:07:59 AM »
Alag alag agar ho pooja ghar ek hain
Dharam imaan lekin mera mandir masjid pyaar hindustan hain
Dharti se gagan tak yahan aankhon mein pyaar hain

Raag bansanti gaaye mera mann nikle naach,,pyaar hain
Sone jaise din iske chaandi jaise tan hain
Satrangi chunari oodhe nachti rim jim barsaaton mein tiranga hain

Mujhko aise desh mein pyaare dost bhai behen mile hain
Mein bharat-santaan, mera ghar sakal jahan hain
Mera pyaar sirf Hind desh aapna jahan hain

________honeyrose__________


Naaz Karta Hai Dil Mera, Ke Main Yahaan Paida Hua,.
Ye Wo Desh Hai, Jahaan Mohabbat Ka Na Kabhi Sauda Hua,.

Mahatma Hain, Abdul Kalaam, Bhagat Singh, Aur Tipu Sultan Hain,.
Soch Mere Dost Is Zameen Par Janam Lena, Kitna Bada Faida Hua,.

_____________________________________-Jaanasheen-
Logged
diya786
Guest
«Reply #3 on: November 29, 2008, 10:21:29 AM »
Bahut accha likha hai jaya di
keep it up Applause

aur Azeem sahab aapne bhi kamaal ka likha hai
really nice
Applause
Logged
Tanha(Saurabh)
Guest
«Reply #4 on: November 29, 2008, 10:22:58 AM »
BOHAT PYAARA BOHAT KHOOB HONEY JI.... Applause Applause
Logged
Tanha(Saurabh)
Guest
«Reply #5 on: November 29, 2008, 10:24:06 AM »
VERY NICE REPLY JAANASHEEN JI......
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #6 on: November 29, 2008, 11:07:42 AM »
Shukriya Kashish,. Ji,.
And Saurabh Bhai,.
Achcha Lagta Aap Bhi Kuch Likh Kar jaate,.
Logged
baadal102
Guest
«Reply #7 on: November 29, 2008, 01:54:01 PM »
 Applause Applause
honey ji
N
Jaan ji Clapping Smiley

sat sat naman mera iss mata ko,
jis ne apni kohk se veero ko janam diya,

Diye lal bahadur jaise insaan to,
Kurbaan hone wala bhagtat singh diya.






Baadal
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: November 29, 2008, 02:15:41 PM »
Applause Applause
honey ji
N
Jaan ji Clapping Smiley

sat sat naman mera iss mata ko,
jis ne apni kohk se veero ko janam diya,

Diye lal bahadur jaise insaan to,
Kurbaan hone wale bhagtat singh diye.






Baadal

Bohat Badhiya Badal Bhaijaan,.

Khurbaani Mere Desh Ki Khaali Na Gayi,.
Aaj Bhi Darrte Hain Dushman Tipu Aur Bhagat Singh Se,.

Afsos Ke Hamaare Desh Mein Hi, Kuch Gaddar Nikle,.
Jo Inke Mansoobon Ko Anjaam Dene Lage,.

__________________________-Jaanasheen-
Logged
baadal102
Guest
«Reply #9 on: November 29, 2008, 02:18:58 PM »
thanx jaan bhai




Baadal
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #10 on: November 29, 2008, 02:29:05 PM »
Shukriya ...Azeem bro bohat khoob likha hai aapne..
Shukriya ......diya dear
Shukriya ..Sourabh ji...
Shukriya ...Baadal ji bohat khoob likha hai aapne


 

Aaj jawano ne beheno ki izzat bachai
Kal humari umeed khali nahi jaayegi

Aaj ki josh mein jeeta hai ek ek insaan
Kal humari umeed par saath denge sara hindustan..

________honeyrose_______
Logged
sweetdoll
Guest
«Reply #11 on: November 29, 2008, 03:13:56 PM »
hi aap online hai to fir baat kyo nahi ker rahe
Logged
sweetdoll
Guest
«Reply #12 on: November 29, 2008, 03:15:19 PM »
mujhe is site ke baare me kuch batao jisse me baat ker saku pls if you dont mind
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #13 on: November 29, 2008, 03:48:11 PM »
Hai Sweet Doll Ji,.
Baatein Karne Ke Liye Aap Chit Chat Thread Mein Jaayein,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #14 on: November 29, 2008, 03:53:13 PM »
Shukriya ...Azeem bro bohat khoob likha hai aapne..
Shukriya ......diya dear
Shukriya ..Sourabh ji...
Shukriya ...Baadal ji bohat khoob likha hai aapne


 

Aaj jawano ne beheno ki izzat bachai
Kal humari umeed khali nahi jaayegi

Aaj ki josh mein jeeta hai ek ek insaan
Kal humari umeed par saath denge sara hindustan..

________honeyrose_______


Shukriya Didi Jaan,.
And Nice One Again,.

Un Shaheedon Ki Khurbaani Bhi Khaali Na Gayi,.
Aatankwaadiyon Ko Bhi Inki Goli Sambhaali Na Gayi,.

Mar Kar Bhi Desh Ke Laal, Desh Ki Shaan Badhaa Gaye,.
Aatankiyon Ko Maar Giraaya, Charaag Inka Bujhaa Gaya,.

Salaam Karta Hai Tum Shaheedon Ko,,
Dil Se Azeem,.

Logged
Pages: [1] 2 3  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 12, 2024, 08:15:48 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.136 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8507 Real Poets and poetry admirer