*DEsH*

by honeyrose on November 29, 2008, 09:48:21 AM
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Author  (Read 4419 times)
honeyrose
Guest
«Reply #15 on: November 29, 2008, 04:25:42 PM »
Shukriya Didi Jaan,.
And Nice One Again,.

Un Shaheedon Ki Khurbaani Bhi Khaali Na Gayi,.
Aatankwaadiyon Ko Bhi Inki Goli Sambhaali Na Gayi,.

Mar Kar Bhi Desh Ke Laal, Desh Ki Shaan Badhaa Gaye,.
Aatankiyon Ko Maar Giraaya, Charaag Inka Bujhaa Gaya,.

Salaam Karta Hai Tum Shaheedon Ko,,
Dil Se Azeem,.


 



Applause Applause Bohat khoob Azeem bhai... notworthy
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
desh begana by yog in Miscellaneous Shayri
Desh Ka Sipahi by mistufer in Shairy-E-Watan
desh kee mitti by Nira in Shairy-E-Watan
desh bhakti by sanjuindia in Shairy-E-Watan
Ye desh chalaenge!! by salma786 in Shairy-E-Watan « 1 2  All »
honeyrose
Guest
«Reply #16 on: November 29, 2008, 04:31:50 PM »
 
 Joh kho chuki hai khushiyan woh gham kaise bhool jaaye
Joh jaan gawa chuke hai shahid hue hai woh jabaaz kahan milenge
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #17 on: November 29, 2008, 07:21:46 PM »


JAWANOH KI SHAHDAT SEY HI MILI KHUSHIYA HUM KOH HAI
JAWANOH KI KURBANI SEY HI MILI SHOWRAT HUM KOH HAI
KURBAAN JANEY INN JAWANOH PEH
JAWANOH KI BADOLAT HI MILI AZAADI HUM KOH HAI      icon_salut icon_salut



JASBIR SINGH
hira_company@yahoo.com
Logged
Pooja
Guest
«Reply #18 on: November 30, 2008, 01:53:39 AM »
 Applause Applause Applause Applause

bahoot khoob Honey, lil bro and baadal ji
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #19 on: December 01, 2008, 06:53:39 AM »
Applause Applause Applause Applause

bahoot khoob Honey, lil bro and baadal ji


Shukriya Pooja Didi,.
Jayaa Didi,.

Pooja Didi Aap Kuch Likh Kar Jaate To Achcha Lagta,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #20 on: December 01, 2008, 07:10:16 AM »
Marr Rahe The Jab Log, Wahaan Par, Goliyon Se,.
Netaa Hamaare, Dukh Bhar Rahe The, Unki Boliyon Se,.

Aa Gaye Kaise Log, Yahaan Par Rehnumaa Banke,.
Dete Hain Daawat, Aatank Ko, Mehmaan Banke,.

Koi Marta Hai, Us Par Bhi Rajneeti Ka Khel Khelte Hain,.
Kaise Hain Ye Neta, Desh Ki Khushiyon Se ye Jalte Hain,.

___________________________________-Jaanasheen-



Logged
honeyrose
Guest
«Reply #21 on: December 01, 2008, 10:27:38 AM »
Bohat khoob bhai... Applause

Bohat khoob Jasbir ji... Applause

Thanks pooja....


Jalte hai log duniya mein roz roz jeene se
Kya khushi milegi humen duniya mein jeene se

Har ek ke dilon mein kauf base hain jeene se
Aayegi kab duniya mein haryali jab mitege dusman desh se

___________honeyrose_______
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #22 on: December 01, 2008, 10:37:48 AM »
Thanks Honey

DUSHMANOH KOH DESH SEY HATANA HAI
JAMANEY SEY INKOH MITANA HAI

MAJHAB KEY NAAM LADTEY HAI YEH
KHUDD MAJHAB NAHI JANTEY HAI YEH

KAUN SA MAJHAB SIKHATA HAI, INSANOH KI JAAN LENA
MITT CHUKEY HAI DIL-OH-DIMAAG TUMHAREY, APNA BHI GHAR BACHA LENA



JASBIR SINGH
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #23 on: December 01, 2008, 01:40:42 PM »
Thanks jasbir ji...

Meri aankhon mein sirf dard hi likha hai
Dusmano ko desh se sirf mitta na hi socha hai

Majboor nahi hai hum na kamzor hai unke zulm se
Aage badkar haathon mein haath mila kar mita denge unhe desh se

 

 
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #24 on: December 02, 2008, 11:11:27 AM »
Shukriya Didi Jaan,.
And Nice One,.
Jasbir Bhai,.
And Jaya Did,.
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #25 on: December 02, 2008, 12:09:30 PM »
Thanks HONEY
Thanks Jahanasheen


Jasbir Singh
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #26 on: December 02, 2008, 12:13:08 PM »
Thanks jasbir ji...

Meri aankhon mein sirf dard hi likha hai
Dusmano ko desh se sirf mitta na hi socha hai

Majboor nahi hai hum na kamzor hai unke zulm se
Aage badkar haathon mein haath mila kar mita denge unhe desh se

 

 



JULM SEY LADNA, HAMARI DUTY HAI
DESH KOH BACHANA, HAMARI DUTY HAI
INHEY MITTI MEH MILANA,HAMARI DUTY HAI
INSANIYAT KOH BACHANA, HAMARI DUTY HAI


JASBIR SINGH
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #27 on: December 07, 2008, 11:36:51 AM »
Nice One Jasbir,.
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #28 on: December 09, 2008, 10:48:02 AM »
Nice One Jasbir,.


Thanks Jahanasheen

TUM BHI KUCH APNI DUTY KAR JATEY
DESH WASIOH KEY NAAM KUCH SANDESH KAR JATEY

HAR DESH KA APNA HI MEHATVA HAI
DESH WASIOH KA APNEY DEKH KEY
LIYE MARNA, KARTAVIYA HAI

CHAHEY KOI BHI HO DESH, HAR DESHWASIOH KA YEHI NARA HOGA
HAMEY PYARA HAI APNA WATAN, YEH WATAN SIRF HAMARA HOGA



JASBIR SINGH
Logged
Pooja
Guest
«Reply #29 on: December 09, 2008, 10:23:33 PM »
Nice work Honey and Jas ji...

Lil bro.. ajkal kalam sath nahi de rahi hai... jaise he sath mila jaroor kuch likhugi!!
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 08:49:02 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.107 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer