duniya banaye

by mohsin akhter on March 30, 2006, 12:11:09 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1578 times)
mohsin akhter
Guest
Quote

ek duniya esi banaye
jahan par chain sukun basaye
log mohabbat ke geet gaye
jahan koi sarhad na ho
aur na koi chaukidar ho
dil se dua hai meri
wahan par bas pyaar ho
na koi bin kapde rahe
aur na koi bhookha soye
ab ek bhi bachcha mere des ka
yaron kwab main bhi na roye
jab sab ho jaye to rakho uska naam
sochate kya ho mere dosto
naam rakho HINDUSTAN
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #1 on: March 30, 2006, 01:16:05 PM »
Mohsin bhai

InshAllah !

Hum sab ko yeh koshish mil kar karni hai

Rajbir
Logged
mohsin akhter
Guest
«Reply #2 on: March 30, 2006, 01:28:08 PM »
Quote from: "Rajbir"
Mohsin bhai

InshAllah !

Hum sab ko yeh koshish mil kar karni hai

Rajbir
sukriya mere bhai mere dost


ye duniya jald hi banegi
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: April 01, 2006, 01:24:18 PM »
Inshallah Zaroor sach Honge Sapne,..
Jo Tumne Aur Humne Dekhe Hain,.
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #4 on: April 02, 2006, 11:43:20 AM »
BAHUT KHOOB MOHSIN MERE BHAI... YEH SAPNA SIRF AAPKA HI NAHI POORE HINDUSTAN KA HAI....KYUNKI POORE SANSAAR MAIN SIRF EK HI DESH AISA HAI JO SIRF PYAR CHAHTA HAI AUR PYAR DETA HAI...................AAPKE SAPNE JAROOR POORE HONGE YEH DUA HAI MERI...
Logged
mohsin akhter
Guest
«Reply #5 on: April 03, 2006, 01:05:17 PM »
Quote from: "vicky AKELA"
BAHUT KHOOB MOHSIN MERE BHAI... YEH SAPNA SIRF AAPKA HI NAHI POORE HINDUSTAN KA HAI....KYUNKI POORE SANSAAR MAIN SIRF EK HI DESH AISA HAI JO SIRF PYAR CHAHTA HAI AUR PYAR DETA HAI...................AAPKE SAPNE JAROOR POORE HONGE YEH DUA HAI MERI...
sukriya mere bhai


watan se shan hai hamari
watan ye jaan hai hamari
watan par jaan loota dena
sanam aadat hai hamari
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #6 on: April 05, 2006, 05:57:47 AM »
Nahi Dekha Aisa Koi Desh Hindustaan Ke Baad,..
Jo Pyaar Baante Aur Pyaar Ka Paigaam De,..
Dushmano Ne Daali Hai Pal Pal Is Par Buri Nazar,.
Phir Bhi Ye Sab Ko Aman Ka Salaam De,...
__________________________________Aisa Desh Hai Mera,..
Logged
mohsin akhter
Guest
«Reply #7 on: April 07, 2006, 02:04:49 PM »
sukriya mere dost

keep it up
Logged
sayad
Guest
«Reply #8 on: April 08, 2006, 06:23:20 AM »
wah mohsin ji

aap jaroor kamyaab honge
Logged
mohsin akhter
Guest
«Reply #9 on: April 14, 2006, 10:05:59 AM »
ek baar phir sukriya aap kuch likhte kyon nahi


aap bhi kuh likhe
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 12:35:56 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.125 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer