Ekta

by darde_dil on May 01, 2006, 09:47:15 AM
Pages: 1 [2]  All
Print
Author  (Read 4875 times)
mrkotians
Guest
«Reply #15 on: May 20, 2006, 09:32:40 PM »
very good dard e dil.... aur janasheen aap ka jawab nahin...

yeh desh, bhoosh, vesh aur bhasha kabhi hamara ho
kahan bhi ho, kaise bhi ho, tan mann mein desh hi ho

swarg ke seema hain, ganga jamuna sa shresht
paththaron mein kala khile hue desh yeh vishisht
vishva khyaati ke vigyaniyon ne janme hue yeh desh

durga maa ki raksha, baahubali ke pehra hain hume
sharada maa ki leela, maharathiyon ke awaas
vishva khyaati ke kavijanon ne janme hue yeh desh

chahe saath janmon ho, paida yahin honge hum
chahe saath sankat ho, jiyenge marenge hum
tan bharat, mann bharat aur dhan bharat desh hi ho...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Ekta ki pehachan by Rajiv'sshayri in Shayari-e-Parastish
ekta ki lakir by jannatjahan in Shairy-E-Watan
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #16 on: May 21, 2006, 06:42:12 AM »
Nice One Mrkotians Bhai and Shukriya,..

Watan Hamara Misaal Deta Hai Mohabbat Ki,..
Ye To Tordta Aaya Hai Har Deewar Nafrat Ki.,.

Khush Naseeb Hoon Main Ke Mili Mujhe Zindagi Is Haseen Chaman Mein,..
Bhoola Nahi Sakta Koi Bhi Iski Mehekti Khushboo Ko Sathon Janam Mein,..

Ye Desh Hai Mera Jo Har Kisi Ko Mohabbat Ka Paigaam Deta Hai,..
Lakhon Hain Dushman Iske Phir Bhi Ye Sako Aman Aur Salaam Deta Hai,..

Lakhon Ne Loota Watan Ko Mere Kai Arse Aur Zamaane Se,..
Phir Bhi Milti Aayi Hai Khushiaan Khudrat Ke Khazaane Se,..

Markar Bhi Mujhe Iski Godd Mein Sona Pasand Hai,..
Watan Ki Shaan Ke Liye Jaanasheen Mujhe Zindagi Khona Pasand Hai,...

_______________________-Azeem-_____________________
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #17 on: May 21, 2006, 08:01:20 AM »
bahoot khoon Mk and Jsheen
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #18 on: May 21, 2006, 01:29:06 PM »
Shukriya Pankhuri Ji,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #19 on: May 21, 2006, 01:31:44 PM »
Jo Desh Ke Kaam Na Aa Sake Wo Zindagi Kis Ko Chahiye,..
Jis Ki Jaan Desh Ke Kaam Na Aa Sake Wo Jawaani Kis Ko Chahiye,..

_____________________________________________-Jaanasheen-
Logged
darde_dil
Guest
«Reply #20 on: May 24, 2006, 03:48:13 AM »
Bohot Khoob J'sheen Bhai !!!!!

Jaan Le Meri Agar Tujhe Zarurat Lage Balidan Ki,
Magar Ae Khuda Na Aanch Aane De Mere Watan Par !!!!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #21 on: May 24, 2006, 10:49:31 AM »
Waah Bhai bahoot Khoob Kaha Tumne,...
Logged
darde_dil
Guest
«Reply #22 on: May 26, 2006, 12:21:09 AM »
Shukriya J'sheen Bhai Magar Aap Ne Kuch Likha Kyo Nahi Huh?Huh???
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #23 on: May 26, 2006, 08:20:40 AM »
Tumhari Khateer Bhai,..

Kasam Tumko Watan Walo, Kabhi Mayoos Mat Hona,..
Manana Jashn-e-Azaadi, Na Mere Waste Rona,..
Nigahein Mout Se Bhi Hum, Milaane Se Nahi Darte,..
Watan Ke Naam Pe,..
Hum Sar Kataane Se Nahi Darte,..

_______________________________________--NM--
Logged
darde_dil
Guest
«Reply #24 on: May 26, 2006, 07:44:18 PM »
Shukriya J'sheen Bhai Ki Mera ITa Man Rakha !!!!!

Bohot Hi Khoob Kaha Hai Aapne !!!!!

Mayus Na Ho, Na Gum Kar Meri Maut K Aane Ka,
Na Hi Kabhi Dua Karna Mere Laut K Aane Ka !!!!
Logged
mrkotians
Guest
«Reply #25 on: May 27, 2006, 06:02:59 AM »
nice one jaanaab..

Quote from: "Jaanasheen"
Tumhari Khateer Bhai,..

Kasam Tumko Watan Walo, Kabhi Mayoos Mat Hona,..
Manana Jashn-e-Azaadi, Na Mere Waste Rona,..
Nigahein Mout Se Bhi Hum, Milaane Se Nahi Darte,..
Watan Ke Naam Pe,..
Hum Sar Kataane Se Nahi Darte,..

_______________________________________--NM--
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #26 on: May 27, 2006, 09:59:29 AM »
Shukriya Manjoo Bhai And Dard-e-Dil Bhai,..

Marrke Bhi De Jaaonga Main Ek Naam Watan Ko,..
Ke Meri Maut Bhi Hogi Inshallah Shaan Watan Ko,..

________________________________-Jaanasheen-
Logged
Pages: 1 [2]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 10:33:43 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.108 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer