NETRAPAL
Guest
|
ye chand line un parivaaro ko shrdhaa sahit arpit hai jo apne kaleje ka tukdo desh kee rakshaa ke liye foj me bhej dehe fir chahe wo unkee iklotee ladkee hee kyo na ho or unkee shadaahat pe garv se muskarate hai....
Aise bhee hai, janak desh me Moh bandhan me fans jate hai Ataa hai jab samay sankat kaa Muhh fer khade ho jaate hai..
Naman meraa un maat pita ko Pathaar see chaatee kar lete hai Iklote se anmol pushp ko Matrbhoomee pe arpit kar dete hai
Kar dete hai vida shaheed ko Wo maa aysee hee hotee hai Bas chand aansoo le kar ankho me Shradhaa se sheesh jhuka letee hai
Kya khanaa us veer pita ko Budhe se jawaa ho jate hai Nahee jhukte hai kande ta unke Shadaahat ko kandha jab dete hai…
Dekh saheed kee bahanaa ko Ankhe bhee nam ho jatee hai Kartee hai abheeman bhaayee pe Jab chatee pe goli patee hai….
Naman tumhe aye veer vadhu Sadhvaa ban kar jeenaa chatee ho Nahi karte tum gilaa tanik bhee Jab vidhwaa. saheed ki ho jatee ho..
Dekh kurbaane un maat pita kee Us bholee see komal bahnaa kee Ham shradaa se jhuk jate hai Jab unke nikale ashroo anksho se Ham daaman apnaa failaalete hai….
Neta....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
madhuwesh
Guest
|
|
«Reply #1 on: May 19, 2009, 06:53:46 AM » |
|
very very nice netrapal ji.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sajid_ghayel
Guest
|
|
«Reply #2 on: May 19, 2009, 07:22:02 AM » |
|
Netrapal Jee aapki is rachna ko mera koti koti pranam......kuch kalam aise hote hain jinke aage "Bohat khoob" lafz bhi bohat chota nazar aata hain......bas aap hamare beech hain yeh hamara saubhagya hain.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
NETRAPAL
Guest
|
|
«Reply #3 on: May 19, 2009, 07:28:18 AM » |
|
very very nice netrapal ji.
thanks madhuwesh ji..... Netra....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
NETRAPAL
Guest
|
|
«Reply #4 on: May 19, 2009, 07:29:17 AM » |
|
Netrapal Jee aapki is rachna ko mera koti koti pranam......kuch kalam aise hote hain jinke aage "Bohat khoob" lafz bhi bohat chota nazar aata hain......bas aap hamare beech hain yeh hamara saubhagya hain.
Sajid Bhayee, Hosla afjaayee ke liye bahut bahut shukriyaa........ Netra...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
deepika_divya
Guest
|
|
«Reply #5 on: May 19, 2009, 07:32:25 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
MHussain
Guest
|
|
«Reply #6 on: May 19, 2009, 07:59:36 AM » |
|
I have no good knowledge of Hindi, but I can understand the feelings.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
NETRAPAL
Guest
|
|
«Reply #7 on: May 19, 2009, 09:41:56 AM » |
|
thanks sophi ji..... Netra..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
NETRAPAL
Guest
|
|
«Reply #8 on: May 19, 2009, 09:43:14 AM » |
|
I have no good knowledge of Hindi, but I can understand the feelings.
Hussain sahib bahut bahut shukriyaaa aapka... Netra....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
NETRAPAL
Guest
|
|
«Reply #9 on: May 19, 2009, 09:44:32 AM » |
|
Behad acha likha hai aapne Netra ji behad sachhe jazbaat aur bhawnaon me samahit hoke...every ash'aar is touchy kaash jee thanks for reading and reply... Netra...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
punam
Guest
|
|
«Reply #10 on: May 19, 2009, 10:07:54 AM » |
|
Netra ji jeetna bhi tareef karun kam hai..kya khoob likha hai...aap ke khayaalon ki bayaangee me kaafi safaai aur khoobsooratii hai..gr8...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Talat
Guest
|
|
«Reply #11 on: May 19, 2009, 10:14:11 AM » |
|
Bohot Khoob Netra Ji...Humesha ki tarah !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
NETRAPAL
Guest
|
|
«Reply #12 on: May 19, 2009, 11:36:27 AM » |
|
Netra ji jeetna bhi tareef karun kam hai..kya khoob likha hai...aap ke khayaalon ki bayaangee me kaafi safaai aur khoobsooratii hai..gr8...
thanks poonam jee aapko hamaree rachnaa pasand ayee.. Netra...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
NETRAPAL
Guest
|
|
«Reply #13 on: May 19, 2009, 11:37:32 AM » |
|
talat jee aapkaa bahut bahut dhanwaad
Netra...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Rajbir
Guest
|
|
«Reply #14 on: May 19, 2009, 12:05:11 PM » |
|
Netra, Ek baar phir se, ek aur dil ko choo jaane wali rachna ! Keep the burning torch of revolutionary poetry alight
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|