Halat Mere Desh Ki,.

by Jaanasheen on August 27, 2008, 10:27:11 AM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 4149 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
Kisne Nazar Mere Watan Ko Lagaai Hai,.
Jiski Khateer Kashmir Mein Ladaai Hai,.

Sulag Raha Hai Desh Mera Nafraton Ki Aag Mein,.
Ya Rab Ye Kaisi Haalat Mere Desh Mein Aaai Hai,.

Lard Rahe Hain Kyun Log Mazhabon Ke Naam Par,.
Kisne "Azeem" Ye Dharm Ki Saazish Rachaai Hai,.

Ek Taraf Ho Rahi Hai Barbaadi Barsaat Se,.
Aur Ek Taraf Bhai Ka Dushman Khud Apna Bhaai Hai,.

____________________________-Jaanasheen-


Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Mere Desh ki Dharti....! by sharmaarunkumar in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Kuch Alfaz Mere Desh Key Bashaa Mein by apnaa_koi in Shayri for Khumar -e- Ishq
MERE HALAT by tauhid_siddiqui786 in Shayri for Dard -e- Judai
MERE HALAT by tauhid_siddiqui786 in Shayri for Dard -e- Judai
Desh ki halat aisi Hai jaisi desh Ki halat ki gayi hai by khumaar in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Roja
Guest
«Reply #1 on: August 27, 2008, 02:37:27 PM »
Bahut Khoob Jaanasheen brother  Applause  Applause
Logged
syednaami
Guest
«Reply #2 on: August 27, 2008, 02:56:42 PM »
Azeem bhaya,
Bahut sahih farmaaya. Khoob sach kaha.  Applause
Logged
Talat
Guest
«Reply #3 on: August 27, 2008, 07:19:00 PM »
Bohot Khoob Azeem
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: August 31, 2008, 09:01:28 AM »
Shukriya Roja Ji,.
Syed Bhai,.
Talat Ji,.
Aap Bhi Apne Dil Ki Baat Zaaheer Karte To Achcha Lagta,
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: August 31, 2008, 09:11:54 AM »
Kyun Orissa Mein Sulag Rahi Hai Aag Doston,.
Daman Mein, Watan Ke Kyun Lag Rahe Hain Daag Doston,.

Kaun Rachaa Raha Hai Ladaai Hinduon Ki Aur Isaaiyon Ki,.
Kyun Khud Desh Waasi Bujhaa Rahe Hain Desh Ke Charaag Doston,.

Dil Rota Hai Mera Dekhkar Aisa Khooni Manzar "AZEEM",.
Tum Bhi Dilon Ko Mom Banaalo, Bujhaa Do Nafraton Ki Aag Doston,.

__________________________________-Jaanasheen-
 



Logged
Talat
Guest
«Reply #6 on: August 31, 2008, 09:14:49 AM »
Nice thoughts Azeem, good one.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: August 31, 2008, 10:48:12 AM »
Thank You Talat Ji,.
Aap Apne Jazbaat Poshida Kijiye,.
Logged
Muhammed
Guest
«Reply #8 on: November 04, 2008, 10:32:41 AM »
Kisne Nazar Mere Watan Ko Lagaai Hai,.
Jiski Khateer Kashmir Mein Ladaai Hai,.

Sulag Raha Hai Desh Mera Nafraton Ki Aag Mein,.
Ya Rab Ye Kaisi Haalat Mere Desh Mein Aaai Hai,.

Lard Rahe Hain Kyun Log Mazhabon Ke Naam Par,.
Kisne "Azeem" Ye Dharm Ki Saazish Rachaai Hai,.

Ek Taraf Ho Rahi Hai Barbaadi Barsaat Se,.
Aur Ek Taraf Bhai Ka Dushman Khud Apna Bhaai Hai,.

____________________________-Jaanasheen-



Kyun Orissa Mein Sulag Rahi Hai Aag Doston,.
Daman Mein, Watan Ke Kyun Lag Rahe Hain Daag Doston,.

Kaun Rachaa Raha Hai Ladaai Hinduon Ki Aur Isaaiyon Ki,.
Kyun Khud Desh Waasi Bujhaa Rahe Hain Desh Ke Charaag Doston,.

Dil Rota Hai Mera Dekhkar Aisa Khooni Manzar "AZEEM",.
Tum Bhi Dilon Ko Mom Banaalo, Bujhaa Do Nafraton Ki Aag Doston,.

__________________________________-Jaanasheen-
 

Waah Mere Tenage Icon !
MeiN To Bas Itna Kehta hun...Jehaad e Asgar Kahun Jise Watan Ki Khatir "Kalam Se Jehaad" Karte Ho Aap.
Kaul va Hadith e Mubaraq Hai " Al- Hubb-Ul-Watani Nisf-Ul-Imaan "
""...Watan Ki Muhabbat adhaa Imaan Hai....""Majid Tarajeem va Kutub dekh Ligiye Ga..Ref.Hawala Bukhari sharif ka hi hai.allahu a'alum.

Badhiya Likha Hai Azeem..!!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #9 on: November 07, 2008, 09:29:18 AM »
Shukriya Bhaijaan,.

Talwaaron Pe Hum Yakheen Nahi Rakhte,.
Ye To Hukumat Dilaati Hai Jism-o-Maal Ki,.

Hum To Lafzon Ke Teeron Par, Aitbaar Rakhte Hain,.
Ye Hukumat Dilaati Hai Dil-o-Jaan Ki,.
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #10 on: November 07, 2008, 12:26:56 PM »
Bohat khoob bhai..... Applause
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #11 on: November 07, 2008, 12:48:38 PM »
Shukriya Didi jaan,.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #12 on: November 13, 2008, 11:39:37 PM »
WAH KAYA BAAT HAI, BAHOOT KHOOB LIL BRO
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #13 on: November 29, 2008, 10:15:48 AM »
WAH KAYA BAAT HAI, BAHOOT KHOOB LIL BRO

Shukriya Didi,.
Achcha Lagta Aap Bhi Kuch Likh Kar Jaati To,.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #14 on: December 09, 2008, 10:26:21 PM »
Shukriya Didi,.
Achcha Lagta Aap Bhi Kuch Likh Kar Jaati To,.

jalad he kuch likhne ki koshish karugi!!
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 01:50:37 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 1.481 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer