Hum Sher Hain Kutton Se Lada Nahi Karte

by abdulqadeer on January 03, 2009, 11:35:39 AM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 7954 times)
abdulqadeer
Guest
Maine is Ghazal me Khuch Ishare Dene ki koshish ki hai Tawajo Chahonga !!

Ye Ghazal maine Har wo shaqsiyath pe likhi jo khud ko taqatqar aur dusroon ko kamzoor samajhta hai !! Agar Ghazal se mil jaoo to daad chahonga !!Qadeer

Apne gam khud jhelte hain kissi se gila nahi karte !!
Paulaad ka jism rakhte hain hum dhoop se pigla nahi karte !!

Apni zulm ki bijliyan kahin aur gira-o nadaan !!
Hum wo chattaan hain jo tufaano se  hila nahi karte !!

Mujh ko samjhna hai to meri tanha-e-yoon me bas jao !!
Yun mahefiloon me kissi  ko samjha   nahi karte !!

Ab kiya hai daga tune to qubool bhi karle !!
Yun dost banker piche se waar nahi karte

Karni hai jung to bula le mujhe maidaan me !!
Yun masomoon ki zindagi se khela nahi karte !!

Ab meri qamushi ko kamzori na samjna !!
Hum sher hain kuttoon se lada nahi karte !!

Qadeer Toopchi

From Dubai
But An indian
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #1 on: January 03, 2009, 01:39:02 PM »

Waah Mere Hero Waah,
Kya Khoob Kaha Hai Tumne,.
Great, Execellent,.
Subhanallah,.

Jitni Bhi Taareef Karoon Kam Hai,.
 Tumne Is Ghazal Mein Jaane Kya Kya Keh Daala,.
Khudaa Tumhe Khush Rakhe,.
Aameen,.

Aur Uske Chahne Waalon KO Aman Bakshe,.
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #2 on: January 03, 2009, 01:54:50 PM »
VERY NICE ABDUL. bahut sahi kaha aap neh

Jasbir Singh
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #3 on: January 04, 2009, 03:33:07 AM »
Is Nacheez ko itni Izzath aur husla Afza-e- ka Shukriya Janasheen Bhai and thanks a lot Jasbir bhai !!

Qadeer Toopchi
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #4 on: January 04, 2009, 08:08:18 PM »
Is Nacheez ko itni Izzath aur husla Afza-e- ka Shukriya Janasheen Bhai and thanks a lot Jasbir bhai !!

Qadeer Toopchi

Yunhi LIkhte Raho,.
Inshallah Allah Aapko Kamyaab Karenge,/.
Logged
Deepati
Guest
«Reply #5 on: January 04, 2009, 08:51:13 PM »
Maine is Ghazal me Khuch Ishare Dene ki koshish ki hai Tawajo Chahonga !!

Ye Ghazal maine Har wo shaqsiyath pe likhi jo khud ko taqatqar aur dusroon ko kamzoor samajhta hai !! Agar Ghazal se mil jaoo to daad chahonga !!Qadeer

Apne gam khud jhelte hain kissi se gila nahi karte !!
Paulaad ka jism rakhte hain hum dhoop se pigla nahi karte !!

Apni zulm ki bijliyan kahin aur gira-o nadaan !!
Hum wo chattaan hain jo tufaano se  hila nahi karte !!

Mujh ko samjhna hai to meri tanha-e-yoon me bas jao !!
Yun mahefiloon me kissi  ko samjha   nahi karte !!

Ab kiya hai daga tune to qubool bhi karle !!
Yun dost banker piche se waar nahi karte

Karni hai jung to bula le mujhe maidaan me !!
Yun masomoon ki zindagi se khela nahi karte !!

Ab meri qamushi ko kamzori na samjna !!
Hum sher hain kuttoon se lada nahi karte !!

Qadeer Toopchi

From Dubai
But An indian

 Applause Applause Applause

Bahut hii khoob, Abdul Ji

Ek ek line kamaal ki hai ... Waqya hi Tareef-e-qabil!!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #6 on: January 04, 2009, 10:05:52 PM »

qadeer ji apki kavita kai baar parri... magar her baar last line ne sara asar khatam kar diya, asal main last line ke Ku** word ne sab garbar kar di... app agar is shabd ki jagah koi aor shabd use karte to apki kavita kaafi dumdaaar rahti meri najar main...

Hum sher hain MURDA DILO se lada nahi karte !!

Kuch bhi, magar aisa shabd nahi jo insaan ke khud ki kamzori jhalka de... kyun ki shabd kis ke pass se aa rahe hai yah bahoot mayne rakhta hai.. meri najar main...

Apki kai posts parri hai.. iss liye bina kuch likhe jaane ki bajaaye, maine apne vichar yaha likhna jayada acha samjha.
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #7 on: January 05, 2009, 03:54:08 AM »

Applause Applause Applause

Bahut hii khoob, Abdul Ji

Ek ek line kamaal ki hai ... Waqya hi Tareef-e-qabil!!

Shukriya Deepati Ji !!

Apne is Ghazal Ko samjha to meri Ghazal Ka maqsad pura ho gaya !!

Qadeer Toopchi
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #8 on: January 05, 2009, 03:56:18 AM »
Yunhi LIkhte Raho,.
Inshallah Allah Aapko Kamyaab Karenge,/.

Justaju to shadath se hai !!
dekhne ye hai ke qalam se taqdeer badal ne me aur kitna waqath lagega Azeem bhai !!

Qadeer Toopchi
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #9 on: January 05, 2009, 04:05:27 AM »

qadeer ji apki kavita kai baar parri... magar her baar last line ne sara asar khatam kar diya, asal main last line ke Ku** word ne sab garbar kar di... app agar is shabd ki jagah koi aor shabd use karte to apki kavita kaafi dumdaaar rahti meri najar main...

Hum sher hain MURDA DILO se lada nahi karte !!

Kuch bhi, magar aisa shabd nahi jo insaan ke khud ki kamzori jhalka de... kyun ki shabd kis ke pass se aa rahe hai yah bahoot mayne rakhta hai.. meri najar main...

Apki kai posts parri hai.. iss liye bina kuch likhe jaane ki bajaaye, maine apne vichar yaha likhna jayada acha samjha.

Hum Apke Ahesanmand hai ke apni hamari Ghazaloon pe raushni dali aur hame nisihat se nawaza !! inshallah ya nachiz hamesha koshish karega ke apni ghazalon me mazi aur mustaqbil dono ka amna samna ho sake !!

Meri ghazaloon me koi ayeb dhoond ne laga !!
jalake mera shaher mera ghar dhoond ne laga !!

Qadeer Toopchi
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #10 on: January 05, 2009, 11:05:46 PM »

qadeer ji apki kavita kai baar parri... magar her baar last line ne sara asar khatam kar diya, asal main last line ke Ku** word ne sab garbar kar di... app agar is shabd ki jagah koi aor shabd use karte to apki kavita kaafi dumdaaar rahti meri najar main...

Hum sher hain MURDA DILO se lada nahi karte !!

Kuch bhi, magar aisa shabd nahi jo insaan ke khud ki kamzori jhalka de... kyun ki shabd kis ke pass se aa rahe hai yah bahoot mayne rakhta hai.. meri najar main...

Apki kai posts parri hai.. iss liye bina kuch likhe jaane ki bajaaye, maine apne vichar yaha likhna jayada acha samjha.

Are Didijaan,.
This Is Not Fare,.
Jab Hum Likhte Hain, To Usme Koi Galti Kyun Nahi Nikaalte Aap,.
Kyun Hume Seekhne Ka Maukha Nahi Dete,.

Kyun Hamaare Kalaamon Mein Se Galti Nahi Nikaalte,.

Galti Hi Insaan Ko, Sahi Karti Hai,.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #11 on: January 05, 2009, 11:08:10 PM »
Are Didijaan,.
This Is Not Fare,.
Jab Hum Likhte Hain, To Usme Koi Galti Kyun Nahi Nikaalte Aap,.
Kyun Hume Seekhne Ka Maukha Nahi Dete,.

Kyun Hamaare Kalaamon Mein Se Galti Nahi Nikaalte,.

Galti Hi Insaan Ko, Sahi Karti Hai,.

Meri najar main kabhi koi aisa shabd nahi ayya apki kavitao main, ki mujhe apse kuch kahna parre... jis din najar ayya.. galti pakdne ke sath sath apke kaan bhi pakdugi... samjhe lil bro..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #12 on: January 05, 2009, 11:46:47 PM »
Meri najar main kabhi koi aisa shabd nahi ayya apki kavitao main, ki mujhe apse kuch kahna parre... jis din najar ayya.. galti pakdne ke sath sath apke kaan bhi pakdugi... samjhe lil bro..
U Always Welcome Didi.
Khushi Hogi Ke Meri Galtiyaan Aap Nikaal Kar Mujhe,.
Shayaari Ka Sahi Andaaz Sikhaaye,.

Aur Aap Mujhe Maar Bhi Sakte Ho,.

Logged
Pooja
Guest
«Reply #13 on: January 05, 2009, 11:53:28 PM »
U Always Welcome Didi.
Khushi Hogi Ke Meri Galtiyaan Aap Nikaal Kar Mujhe,.
Shayaari Ka Sahi Andaaz Sikhaaye,.

Aur Aap Mujhe Maar Bhi Sakte Ho,.

sahi galat shabdo tak he rahne do... shayri ka andaaz  Crying .. abhi khud ko nahi ayya...apko kaya sikhaugi   DOH
Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #14 on: January 06, 2009, 09:33:06 AM »
Apne gam khud jhelte hain kissi se gila nahi karte !!
Paulaad ka jism rakhte hain hum dhoop se pigla nahi karte !!

Apni zulm ki bijliyan kahin aur gira-o nadaan !!
Hum wo chattaan hain jo tufaano se  hila nahi karte !!

Ab kiya hai daga tune to qubool bhi karle !!
Yun dost banker piche se waar nahi karte

Karni hai jung to bula le mujhe maidaan me !!
Yun masomoon ki zindagi se khela nahi karte !!

Ab meri qamushi ko kamzori na samjna !!

Hum sher hain kuttoon se lada nahi karte !!
Qadeer Toopchi
From Dubai
But An indian
  ApplauseBahut achchhaa likhaa hai; khaas tour sey yah char sheir!
Aakhiree laain mein 'kuttoun' kaa isteymaal na hotaa to beyhtar hotaa! 'Kuttaa' gaalee samjhee jaatee hai; 'Geedarhoun' sey kaam chal saktaa thaa, kyoun ki geedarh 'kaayar' bhi hotaa hai, aur saamney aaney sey dartaa bhi hai!
                                 - abd bundeli
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 01:18:02 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.122 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer