Islaam Aman Ka Paighaam, Islaam Dehshat Nahi Sikhaata,.

by Jaanasheen on December 30, 2008, 08:08:50 PM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 3573 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
Kuch Logon Ki Wajaah Se Mere Mazhab Ka Naam Na Badnaam Karo,.
Mera Mazhab Aman Ki Misaal Hai, Ye Seekhaata Hai Sabko Salaam Karo,.

Paak Hai Mazhab Mera, Isliye To Kuch Log Daag Daal Rahe Hain,.
Wo Hum Logon Mein Se Nahi, Jo Dehshatgardon Ko Paal Rahe Hain,.

Jaane Kyun Sab Milkar Islaam, Par Ungli Uthaate Hain,.
Shaitaan Hai Wo Dehshat Gar Jo Khud Ko Musalmaan Bataate Hain,.

Hamaare Nabi {SAWS} Ne Hume Seekhayaa Hai, Wafaa Nibhaana,.
Jaane Kyun Aise Mazhab Ko, Buraa Keh Raha Hai Zamaana,.

Wo Log Musalmaan Nahi, Jo Maasoomon Ki Jaan Lete Hain..
Musalmaan To Wo Hain, Jo Dusron Ki Khaateer Apni Jaan Dete Hain,.

Dehshat Islaam Kabhi Seekhaata Nahi, Jihaad Hume Ye Bataata Nahi,.
Jo Khaum Ka Naam Badnaam Kare, Wo Khaum Ka Rehbaar Kehlaata Nahi,.

Jihaad Hume Seekh Deta Hai, Haq Ke Liye Bagaawat Karna,.
Jihaad Hume Seekhata Hai, Maasoomo Ki Hifazat Karna,.

Jo Islaam Ko Badnaam Kare, Wo Islaam Ke Gaddaar Hain,.
Musalmaan Nahi, Wo Log To Shaitaano Ke Sardaar Hain,.

Mera Mazhab To Meri Jaan Hai,.
Jo Sabki Parwaah Kare Wohi Musalmaan Hai,.

Bas Itna Hi Kahoonga Main,.
Islaam Is Peace,.
And Those Who Are Creating Violence They Are Not Muslim,.
They Are Not Muslim,.
And You People Dont Compare Them With Us,.

________________________________-Azeem,.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Aman ki baat by kohinoor_ in Shairi - E - Zindagi
Dhamaaka,. Dehshat Ka,. by Azeem Azaad in Shairy-E-Watan
Way Aman by sunilastin in Shayri for Khumar -e- Ishq
Hajj/Islaam by ehsaas chahat ka in The Wishes and Celebrations
Aman aur bhaichaargi ka paighaam Quraan by @kaash in Shayari-e-Parastish
Pooja
Guest
«Reply #1 on: December 30, 2008, 08:27:18 PM »
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Lil bro apki bhawnao aor apki kavita ko shat shat parnaam. bahoot he dil se ek ek shabd apne likha hai.. bahoot khoob!!


Apki sari lines parr kar yahi do line man main aai hai:

na hindu, na muslmaan, kisi bhi imaan ka nahi wo
Insaan ho kar jab insaan ka nahi wo
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: December 30, 2008, 08:35:59 PM »
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Lil bro apki bhawnao aor apki kavita ko shat shat parnaam. bahoot he dil se ek ek shabd apne likha hai.. bahoot khoob!!


Apki sari lines parr kar yahi do line man main aai hai:

na hindu, na muslmaan, kisi bhi imaan ka nahi wo
Insaan ho kar jab insaan ka nahi wo


Sach Kaha Aapne,.

Na Hindu Na Musalmaan Kisi Bhi Imaan Ka Nahi Wo,.
Insaan Hokar Jab Insaan Ka Nahi Wo,.

Maasoomo Ko Maarkar, Islaam Ko Badnaam Kare,.
Dehshatgardi Jo Apnaaye, Islaam Ka Nahi Wo,.
Logged
cara
Guest
«Reply #3 on: December 31, 2008, 04:31:26 AM »
bahu khoob likha hai aapne -lajawaab -jaanasheenji....

hai dehshat karnewalo jab takaap maar raheho ,tab tak aap ki jay-jaykar hai,
aur jab khud mar jate hon, aap ki laashon ko bhi pehechan ne se inkar hai.
yeh kaisa jihad hai, marne ke baad bhi, aap ko apno ka saman  nahin milta.
Logged
k.shael
Guest
«Reply #4 on: December 31, 2008, 10:16:53 AM »
 Applause  Applause  Applause  Clapping Smiley

Bahut Khoob Likha Hai Azeem Ji,

Sach me padkar bahut hi aacha laga,

U hi likhte rahiye...

Shally.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: December 31, 2008, 11:12:32 AM »
Shukriya Shally Ji,.
Cara Ji,.
Logged
fairy2633
Guest
«Reply #6 on: December 31, 2008, 11:18:10 AM »
bahut hi accha likha hai aapne janasheen ji..... icon_salut
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: December 31, 2008, 11:41:31 AM »
Shukriya Fairy Ji,.
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #8 on: January 01, 2009, 04:03:09 PM »
Kuch Logon Ki Wajaah Se Mere Mazhab Ka Naam Na Badnaam Karo,.
Mera Mazhab Aman Ki Misaal Hai, Ye Seekhaata Hai Sabko Salaam Karo,.

Paak Hai Mazhab Mera, Isliye To Kuch Log Daag Daal Rahe Hain,.
Wo Hum Logon Mein Se Nahi, Jo Dehshatgardon Ko Paal Rahe Hain,.

Jaane Kyun Sab Milkar Islaam, Par Ungli Uthaate Hain,.
Shaitaan Hai Wo Dehshat Gar Jo Khud Ko Musalmaan Bataate Hain,.

Hamaare Nabi {SAWS} Ne Hume Seekhayaa Hai, Wafaa Nibhaana,.
Jaane Kyun Aise Mazhab Ko, Buraa Keh Raha Hai Zamaana,.

Wo Log Musalmaan Nahi, Jo Maasoomon Ki Jaan Lete Hain..
Musalmaan To Wo Hain, Jo Dusron Ki Khaateer Apni Jaan Dete Hain,.

Dehshat Islaam Kabhi Seekhaata Nahi, Jihaad Hume Ye Bataata Nahi,.
Jo Khaum Ka Naam Badnaam Kare, Wo Khaum Ka Rehbaar Kehlaata Nahi,.

Jihaad Hume Seekh Deta Hai, Haq Ke Liye Bagaawat Karna,.
Jihaad Hume Seekhata Hai, Maasoomo Ki Hifazat Karna,.

Jo Islaam Ko Badnaam Kare, Wo Islaam Ke Gaddaar Hain,.
Musalmaan Nahi, Wo Log To Shaitaano Ke Sardaar Hain,.

Mera Mazhab To Meri Jaan Hai,.
Jo Sabki Parwaah Kare Wohi Musalmaan Hai,.

Bas Itna Hi Kahoonga Main,.
Islaam Is Peace,.
And Those Who Are Creating Violence They Are Not Muslim,.
They Are Not Muslim,.
And You People Dont Compare Them With Us,.

________________________________-Azeem,.


Bahut Bahut Khoob Azeem bro...Azeem ek baat kehana chahunga aapse, koi mazhab ya Dharm bura nahi hota..kuch Log bure hote hai,aur woh har dharm mein hote hai..
main personally chahunga ki har yoindian iss poetry ko zaroor padhe..
bahut hi acha likha hai aapne.. Applause Applause Applause Applause
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #9 on: January 01, 2009, 04:35:58 PM »
Bahut Bahut Khoob Azeem bro...Azeem ek baat kehana chahunga aapse, koi mazhab ya Dharm bura nahi hota..kuch Log bure hote hai,aur woh har dharm mein hote hai..
main personally chahunga ki har yoindian iss poetry ko zaroor padhe..
bahut hi acha likha hai aapne.. Applause Applause Applause Applause


Ji Bhai,.
Aapne Sahi Kaha,.

Koi Mazhab Kabhi Kisi Ki Buraai Karna Nahi Sikhaata,.
Aur Jo ye Buraai Karte hain, Wo Kisi Mazhab Ke Nahi,.
Shukriya Bhaijaan Ke Aapne Ise Pardha, Aur Aap Sachchaai Ke saath Hain,.

Khushi Hui,.
Logged
Prateek Mardia
Guest
«Reply #10 on: January 02, 2009, 10:51:13 AM »
bahut accha likha hai,azeem bhai.dumdaar kavita hai yeh.
Logged
ANAAM
Guest
«Reply #11 on: January 02, 2009, 11:18:17 AM »
AZEEMJI,
Bahut koobsurat khayal hain aapke....
Chand badmasho ne mazhab ko badnaam kar diya hai...
Sab mazhab to aman hi shikhate hain....
Jehhad ka ye log matlab he galat nikalte hain...
kutark k sahare 17 se 25 saal k jawan yuvakon ko kurban karte hain..
Apna political ullu sidha karte hain...

kaise samjhaye in Shaitano ko....

Anaam
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #12 on: January 02, 2009, 01:11:06 PM »
Shukriya Prateek Ji,.
And Anaam Ji,.
Logged
rubynaaz
Guest
«Reply #13 on: January 02, 2009, 05:23:35 PM »
 Applause

really u r right.
islam for peace and prosperity for humanity
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #14 on: January 02, 2009, 05:38:37 PM »
Azeem bro

Like always very good Applause

Shabash ! Keep it up Thumbs UP
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 04:32:52 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 1.241 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer