Kab Tak...Aakhir Kab Tak "Khwaish"

by khwaish on June 15, 2011, 10:25:34 AM
Pages: 1 [2]  All
Print
Author  (Read 3301 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #15 on: June 16, 2011, 08:12:49 AM »
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley great work bro... Thumbs UP


Aakpka Bahutttttttt Bahutttttttt Shukriya Sanjeev Bro.... icon_flower
Logged
Rahi2001
Maqbool Shayar
****

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
5 days, 19 hours and 8 minutes.

ミ★яαнι★彡¤ℓσνє¤ ●๋•кιηg σƒ ωαソ●๋•

Posts: 745
Member Since: Nov 2008


View Profile WWW
«Reply #16 on: June 16, 2011, 08:23:57 AM »
Kab Tak yeh Duniya Soti Rahegi
Kab Tak  Aankhein Roti Rahegi

Kab Tak  Koi Zulm Sehta Rahega
Kab Tak Lahoo kisi Ka Behta Rahega

Kab Tak Yeh Awaaze Khamosh Rahegi
Kab Tak Zindagi Apni Behosh Rahegi

Kab Tak Yeh Log Humein Ladaate Rahenge
Dharam Ke Naam Par,Ek Duje Ko marate Rahenge

Kab Tak Hum Sab Kuch dekhkar Bezubaan Rahenge
Aane wale Daur mein Aakhir Kaha Insaan Rahenge??

Aakhir Kab Tak Koi Kuch Bhi naa Kahega
Dard Sehne Wala Kya Bas Dard Sehta Rahega??

Kab Tak Dil Ki Awaaz Majbooriyon Tale Dabi rahegi!!
Aakhir Kab Tak Yahan Sirf Khamoshi Rahegi....

           ~~~~~Khwaish~~~~~


jab tak ham chup chap sahengy
jab tak ghar ke andar rahengy
agar nikal aaye ham bahar
to ye sab kaise nahi darengy


dekhna hai kab tak bhagengy ye log
dekhty hai kaise nahi jagengy ye log
aao ham sab mil ke jagaty hai
aakhir kabhi to haq ke liye ladengy log

sach hai anna sach hai ramdev ka samarpan
sach hai unki dono ki baten
aur sach hai unka tarpan

to chalo maan lo ke ek baar fir ham gulaam hai
to chalo maan lo aaj fir 1945 ka anjaam hai
nikalty hai apne ghar se aaj
aur dikhaty hai duniya ko ki hamara kaisa intkaam hai

//////////////////////////



aap ne bhut acha likha hai aur jo baten padhi unsab ko mila kar maine bhi kuch kahna chaha hai

badon ki mahfil me bachon ko taliyan bajana hota hai par maine kuch kahne ki jurrat ki hai '' bura lage to maaf karna
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #17 on: June 16, 2011, 05:02:58 PM »
bahut khoob kwaish zi

Aapka bahut bahut Shukriya manishji icon_flower
Logged
**~**aaksar**~**
Guest
«Reply #18 on: June 17, 2011, 07:50:10 AM »
wah.... ji gazab hai...... Clapping Smiley
 icon_king
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #19 on: June 17, 2011, 08:49:18 AM »
Bahut khubsurat baat kahi apne apne lafzo mein khwaish ji..har insan jo waqt aur halato samaj k bebuniyad niyamo k hath majbur hai har pal uske zehen mein apke likhe ye sawal umadte rehte hai..
Logged
Anshumali
Guest
«Reply #20 on: June 17, 2011, 03:37:56 PM »
Kab Tak yeh Duniya Soti Rahegi
Kab Tak  Aankhein Roti Rahegi

Kab Tak  Koi Zulm Sehta Rahega
Kab Tak Lahoo kisi Ka Behta Rahega

Kab Tak Yeh Awaaze Khamosh Rahegi
Kab Tak Zindagi Apni Behosh Rahegi

Kab Tak Yeh Log Humein Ladaate Rahenge
Dharam Ke Naam Par,Ek Duje Ko marate Rahenge

Kab Tak Hum Sab Kuch dekhkar Bezubaan Rahenge
Aane wale Daur mein Aakhir Kaha Insaan Rahenge??

Aakhir Kab Tak Koi Kuch Bhi naa Kahega
Dard Sehne Wala Kya Bas Dard Sehta Rahega??

Kab Tak Dil Ki Awaaz Majbooriyon Tale Dabi rahegi!!
Aakhir Kab Tak Yahan Sirf Khamoshi Rahegi....

           ~~~~~Khwaish~~~~~


Very Impressive Creation ... Khwaish Ji !

Good Expression ... Dil Se Daad !!
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #21 on: June 20, 2011, 07:40:10 AM »
wah wah khwaishji.... bahut sachche sawal... aur in sawalo ke jawab bhale na milen par agar kuchh logon ke zahan main ye sawal hi uthne lage ye hi kafi hai... pahle ham sawal uthane jaisa mudda mehsus to kare tm jawab bhi milne lagege aur badlao bhi aayega...

shukriya aapka ye sawal apne zahan se hamare zahan tm pahunchane ke lie...


Aapka Bahut bahut Shukriya Anju ji..Inn Sawaalo Inn Ehsaaso Ko Samajhne Ke Liye..Ji bilkul Sach kaha aapne hum agar sawaal dhonndne lage to jawaab bhi mil hi jaayenge..
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #22 on: June 20, 2011, 10:23:07 AM »
bahut badhiya khwaish ji...bahut khoob likha he aapne..


Aapka Bahut bahut Shukriya Abhiji icon_flower
Logged
malli
Guest
«Reply #23 on: August 07, 2011, 03:04:03 AM »
Kab Tak yeh Duniya Soti Rahegi
Kab Tak  Aankhein Roti Rahegi

Kab Tak  Koi Zulm Sehta Rahega
Kab Tak Lahoo kisi Ka Behta Rahega

Kab Tak Yeh Awaaze Khamosh Rahegi
Kab Tak Zindagi Apni Behosh Rahegi

Kab Tak Yeh Log Humein Ladaate Rahenge
Dharam Ke Naam Par,Ek Duje Ko marate Rahenge

Kab Tak Hum Sab Kuch dekhkar Bezubaan Rahenge
Aane wale Daur mein Aakhir Kaha Insaan Rahenge??

Aakhir Kab Tak Koi Kuch Bhi naa Kahega
Dard Sehne Wala Kya Bas Dard Sehta Rahega??

Kab Tak Dil Ki Awaaz Majbooriyon Tale Dabi rahegi!!
Aakhir Kab Tak Yahan Sirf Khamoshi Rahegi....

           ~~~~~Khwaish~~~~~


Bahut khoob  Applause Applause
Logged
malli
Guest
«Reply #24 on: August 07, 2011, 03:18:33 AM »
Tod do fark ki diware siyasat ne jo banayi
Pakad lo raah jo santon ne is mulq ko dikhayi

Khija ka to kaam hai chaman mein aana aur jaana
Chaa jao bankar bahar jisse her kali muskurayi

Hum ek hi sa khate ek saat sote jaagte hai
Takat yahi hai hamari bas yahi hamari kamayi

Aulaade ho adaam ki ya manu ki ho santane
Nadaan hai aapas mein jo ladte hai bhai-bhai

Fark kya padta hai mandir bane ke masjid
Baki hai jahno dilon mein aaj tak vo judayi

Lahu ki ek bhoond bi gir gayi agar zameen per
To kayi sadiyan tak na hogi berpayi

Hind watan hai mera jahan mukhtale phool khilte hai
Is mehekte chaman ko ye nazer kisne lagayi

Vo kamjharf kya jaane majhab insaniyat ka mubeen
Sabab jinke failthi hai nafrat hoti hai rusvayi...

Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #25 on: August 18, 2011, 07:47:37 PM »
jab tak ham chup chap sahengy
jab tak ghar ke andar rahengy
agar nikal aaye ham bahar
to ye sab kaise nahi darengy


dekhna hai kab tak bhagengy ye log
dekhty hai kaise nahi jagengy ye log
aao ham sab mil ke jagaty hai
aakhir kabhi to haq ke liye ladengy log

sach hai anna sach hai ramdev ka samarpan
sach hai unki dono ki baten
aur sach hai unka tarpan

to chalo maan lo ke ek baar fir ham gulaam hai
to chalo maan lo aaj fir 1945 ka anjaam hai
nikalty hai apne ghar se aaj
aur dikhaty hai duniya ko ki hamara kaisa intkaam hai

//////////////////////////



aap ne bhut acha likha hai aur jo baten padhi unsab ko mila kar maine bhi kuch kahna chaha hai

badon ki mahfil me bachon ko taliyan bajana hota hai par maine kuch kahne ki jurrat ki hai '' bura lage to maaf karna



Bahut Bahut Khoob Likha Hai Aapne Bhi Raahiji..

Aur Mere Chote Bhai..Bura Kyon lagega Mujhe..aap Bilkul mere har thread pe likh sakte hai balki ,mujhe khushi ke aapne apni soch ke mutaabik iss topic par kuch likha hai..plzz aaena yeh muaafi na amangieya

Bahut Bahut Khoob Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Pages: 1 [2]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 08:34:44 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.127 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer