khuda ne tujhe apnaya

by shyama on December 31, 2008, 08:47:01 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1564 times)
shyama
Guest
 [/font]

In honour of palestinian martyrs

huwi yaadein kuch aise taaza ke qatl ka manzar ubhar aaya
wohi dard, wohi bebasi, wohi raat ka saaya

ilzaam doon bhi to kisse ke qatil nikla mera hamsaya
hai noor iss qadr tere chehre pe ke jaise farishton ne tujh pe abe zam zam barsaya

na hoga aaj ke baad kabhi dard tujh ko ke khuda ne tujhe apnaya
rote hein woh, hai tu jiss pe qurbaan woh zameen, woh asmaan, woh aqsa ka parchaya

hai mujhe khabbar ke hai aaj tu kush iss qadar, jo asmaan ne fakhr se tujhe bulaya: woh dekho mera shaheed aya

Tu ne hai lotayi yeh udhaar ki zindagi kuch iss tarah ke aaj firdous pe hai tera hi bharam chaya
aaj se hai yeh jannat teri, tere hein yeh baagan, yeh nehr, ke khuda ko tujh pe ghuroor aya.

 
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Khuda se kya tujhe maangen by hanifjav in SMS , mobile & JOKES
tujhe ishq ho Khuda kare...!!! by Sadia Raja in Shayeri for Dard -e- Bewafai
ya khuda aj tujhe......... by abdulqadeer in Ghazals
ya khuda aj tujhe......... by abdulqadeer in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Aae Khuda Muje Nazar Aisi De Jo Har Pal Tujhe Dekh Saku by Shayaries_King in Shairi for Manzar -e- Kudrat
Pooja
Guest
«Reply #1 on: December 31, 2008, 09:03:10 PM »
 Applause Applause Applause

bahoot khoob shyama ji
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: December 31, 2008, 11:24:21 PM »
[/font]

In honour of palestinian martyrs

huwi yaadein kuch aise taaza ke qatl ka manzar ubhar aaya
wohi dard, wohi bebasi, wohi raat ka saaya

ilzaam doon bhi to kisse ke qatil nikla mera hamsaya
hai noor iss qadr tere chehre pe ke jaise farishton ne tujh pe abe zam zam barsaya

na hoga aaj ke baad kabhi dard tujh ko ke khuda ne tujhe apnaya
rote hein woh, hai tu jiss pe qurbaan woh zameen, woh asmaan, woh aqsa ka parchaya

hai mujhe khabbar ke hai aaj tu kush iss qadar, jo asmaan ne fakhr se tujhe bulaya: woh dekho mera shaheed aya

Tu ne hai lotayi yeh udhaar ki zindagi kuch iss tarah ke aaj firdous pe hai tera hi bharam chaya
aaj se hai yeh jannat teri, tere hein yeh baagan, yeh nehr, ke khuda ko tujh pe ghuroor aya.

 

Wah Waah Mere Bhai Mere Dost, Dil Ko Choo Gayi Ye Kalaam,.
Sach Mein Bohat Achcha Likha Hai Tune,.
May Allah Bless You,. Me And All,.
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #3 on: January 01, 2009, 11:06:04 AM »
Kasam Khuda ki samaj me nahi aa raha kin shabdo me tareef karu GHAYEL aapke is kalam ko SALAM karta hain aapke is kalam se aakhe bhar aayee khuda aapko shaheedo ki shahadat ke sadke bohat khushiyaa de AAMEEN.

AAJ ise noha banakar dil se padugaa mere dost
Logged
shyama
Guest
«Reply #4 on: January 01, 2009, 03:52:47 PM »
gar qalam ki sihaai mit jaye bhi to kya, laho to hamesha rang laya hai
gar duniya hum se rooth jaye bhi to kya, pehle bhi khuda hi ka to saaya hai
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #5 on: January 01, 2009, 04:05:54 PM »
[/font]

In honour of palestinian martyrs

huwi yaadein kuch aise taaza ke qatl ka manzar ubhar aaya
wohi dard, wohi bebasi, wohi raat ka saaya

ilzaam doon bhi to kisse ke qatil nikla mera hamsaya
hai noor iss qadr tere chehre pe ke jaise farishton ne tujh pe abe zam zam barsaya

na hoga aaj ke baad kabhi dard tujh ko ke khuda ne tujhe apnaya
rote hein woh, hai tu jiss pe qurbaan woh zameen, woh asmaan, woh aqsa ka parchaya

hai mujhe khabbar ke hai aaj tu kush iss qadar, jo asmaan ne fakhr se tujhe bulaya: woh dekho mera shaheed aya

Tu ne hai lotayi yeh udhaar ki zindagi kuch iss tarah ke aaj firdous pe hai tera hi bharam chaya
aaj se hai yeh jannat teri, tere hein yeh baagan, yeh nehr, ke khuda ko tujh pe ghuroor aya.

 

Bahut Khoob shyama ji.. Applause Applause Applause
Logged
Sonia01
Guest
«Reply #6 on: January 01, 2009, 04:06:29 PM »
gar qalam ki sihaai mit jaye bhi to kya, laho to hamesha rang laya hai
gar duniya hum se rooth jaye bhi to kya, pehle bhi khuda hi ka to saaya hai

Nice lines shayama (Nice Id Name)
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #7 on: January 01, 2009, 04:57:09 PM »
Nice one Shyama Ji
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 12, 2024, 07:32:32 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.1 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8507 Real Poets and poetry admirer