Kya Is Aazadi Ke Sahi Huqdaar Hain Hum.!

by majid on August 15, 2008, 06:47:50 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1402 times)
majid
Guest
Kyun Duniya Kehti Hai Ki Aazad Hain Hum.
Kal Gairon Ke The Aaj Apno Ke Gulaam Hai Hum.

Rishwat Khori Ke Daldal Main Dhass Raha Hai Mulq.
Kyun Bikne Ke Liye Har Waqt Tayyar Hain Hum.

Dangon Ke Gubaar Se Syaah Hai Desh Ka Chehra.
Kyun Aaj Apno Ki Khatir Jalaad Hain Hum.

Paani_ Bijli Ab Bhi Door Hain Aam Insaano Se
Phir Kaise Kahen Ki Aabad Hain Hum.

Netaaon Ke Jhuthe Waadon Ki Aas Par Kaayam
Kyun Ghut Te Hue Watan Ki Fariyad Hain Hum.

Jin Sapno Par Taamir Kiya Tha Mulq Humne.
kyun Un Raahon Main Aaj Deewar Hain Hum.

Jashn..E..Aazadi Chhod Jaati Hain Kahin Sawal.
Kya Is Aazadi Ke Sahi Huqdaar Hain Hum....?
N/M
Logged
shashinav
Guest
«Reply #1 on: August 15, 2008, 07:43:28 AM »

Talat
Guest
«Reply #2 on: August 15, 2008, 08:18:39 AM »

Nice sharing
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #3 on: August 15, 2008, 09:40:20 AM »
Subhan Allah Bhaijaan,.
Kya Posting Ki Hai Aapne,.
Nice One,.
Logged
Muhammed
Guest
«Reply #4 on: November 04, 2008, 09:12:47 AM »
Kyun Duniya Kehti Hai Ki Aazad Hain Hum.
Kal Gairon Ke The Aaj Apno Ke Gulaam Hai Hum.

Rishwat Khori Ke Daldal Main Dhass Raha Hai Mulq.
Kyun Bikne Ke Liye Har Waqt Tayyar Hain Hum.

Dangon Ke Gubaar Se Syaah Hai Desh Ka Chehra.
Kyun Aaj Apno Ki Khatir Jalaad Hain Hum.

Paani_ Bijli Ab Bhi Door Hain Aam Insaano Se
Phir Kaise Kahen Ki Aabad Hain Hum.

Netaaon Ke Jhuthe Waadon Ki Aas Par Kaayam
Kyun Ghut Te Hue Watan Ki Fariyad Hain Hum.

Jin Sapno Par Taamir Kiya Tha Mulq Humne.
kyun Un Raahon Main Aaj Deewar Hain Hum.

Jashn..E..Aazadi Chhod Jaati Hain Kahin Sawal.
Kya Is Aazadi Ke Sahi Huqdaar Hain Hum....?
N/M

Majeed Mere Bhai.....Saare Gile Shikwe Chhodo aur aa jaa o !!!
Kya sharing Ki Hai Zabardast !!
Bhai Lekin Ye sub Kon samazta Hai is pur Fitan Duar MeiN.
Public soyi huee hai..!!
Ye na jaaage Usi Me Subka Fayda Hai !!!!

badhiya sharing...

Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #5 on: November 04, 2008, 10:17:38 AM »
Nice sharing Shihab Ji
Logged
Pooja
Guest
«Reply #6 on: November 13, 2008, 11:47:48 PM »
nice work shihab and shashinav
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 22, 2024, 03:55:19 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.1 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer