lahoo watan ke liye hai to kyon badan mein rahe,

by nileshbenz9 on August 21, 2006, 01:12:56 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1627 times)
nileshbenz9
Guest
gulon ke beech ya kaanton ke anjujman mein rahe,
jahan bhi hum rahe bas apne baank-pan mein rahe,

jahan bhi honge hum khusboo luta rahe honge,
ye kya zaroori hai phoolein sada chaman mein rahe,

tujhe a khak-e-watan apna hum lahoo denge,
lahoo watan ke liye hai to kyon badan mein rahe,

charag-e-mulk saheedon ne jalaya hai,
bujha sakenge na gairon ke jo watan mein rahe,

na hum nein maangi hai do gaj zameen apne liye,
kayi "hasib" yahan ek hi kafan mein rahe.

bhool jaayein jise woh "badr", muhabbat hi nahin,
ye hai woh aag, qayamat tak jala karti hai,
Logged
Pooja
Guest
«Reply #1 on: August 23, 2006, 06:41:45 AM »
wah wah wah... kaya baat hai, kamal ka likha hai apne Nilesh ji.... bahoot khoob,...

Apka yoindia mai sawagat hai.....

good work
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: August 29, 2006, 12:40:02 PM »
Bahoot Khoob Nilesh benz,..

Jo Desh ke Kaam Naa Aa Saake,..
Wo Bekaar Jawaani Hai,..
Bahe Na Lahoo Jo Desh Ki Aan Ke Liye,..
Wo Lahoo Nahi Paani Hai,.
Logged
NETRAPAL
Guest
«Reply #3 on: September 02, 2006, 03:27:10 AM »
Quote from: "nileshbenz9"
gulon ke beech ya kaanton ke anjujman mein rahe,
jahan bhi hum rahe bas apne baank-pan mein rahe,

jahan bhi honge hum khusboo luta rahe honge,
ye kya zaroori hai phoolein sada chaman mein rahe,

tujhe a khak-e-watan apna hum lahoo denge,
lahoo watan ke liye hai to kyon badan mein rahe,

charag-e-mulk saheedon ne jalaya hai,
bujha sakenge na gairon ke jo watan mein rahe,

na hum nein maangi hai do gaj zameen apne liye,
kayi "hasib" yahan ek hi kafan mein rahe.




bhool jaayein jise woh "badr", muhabbat hi nahin,
ye hai woh aag, qayamat tak jala karti hai,


BHOOT ACHE NILESH JEE, POOJAA JEE, JANSHEEN JEE

DESH KEE BAAT ATE HEE JAAN SEE AAJAATEE HAI

"JIYE HAI DESH KEE KAHTHIR MARENGE DESH KEE KATHIR
MITA DENGE HAM GAIRO KO APNEE ANN KEE KAHTIR
YE DESH HAMARAA HAI YE, YE DHARTEE HAMAREE HAI
HAMAREE HAI GANGA BEE, HIMALAYA BHEE HAI APNAA SAA,
BHAA DENGE LAHOO APNAA HAM KAHSMEER KEE KATHIR."
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: September 04, 2006, 02:33:15 PM »
Shukriya Netra Pal Bhai And Nice One'
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 22, 2024, 09:36:14 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.111 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer