Lahu apna Bahaker... Saavan...

by Saavan on January 27, 2018, 06:54:25 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 701 times)
Saavan
Guest
Happy Republic Day-2018

Aaj Hum Deshbahakti ki Kahani Gungunayenge..
ise Kal bhi nibhaya tha..ise 'Kal' bhi Nibhayenge..
Lahu apna Bahaker Humne pai hai ye Azadi..
ise Hasker manaya hai..ise Hasker manayenge..


Ki iski Shan me Raushan Yaha Pyara Tiranga hai
Aur iski Godi me Jhume..Yaha Pawan ye Ganga hai
Hai Apna Mulk.. Duniya me.. alag Sabse mere Humdam
Yaha ka Bachha-Bachha Desh ki Bhakti me ranga hai


Himalay Ki Bulandi se Suno 'Awaaj' hai aayi
Kaho Maao se de Bete..Kaho Bahno se de Bhai..
Koi kabtak sahega Julm Sarhad ki Rawani me..
Bahut sah li hai Berahmi, Bahut sah li hai Ruswai..



Jamane ko Hum iske Naam..ke age Jhuka denge
Koi Aankhe dikhaye ger ise..Usko mita denge..
Koi Lalkare Sima pe..To bolo chup kaha baithe..
Zarurat ger huyi is Desh ko..Hum Sir kata denge..


Azaano se Yaha ki Her Subah Gulfam hai Her-din
Aarti bhi Yaha ke Mandiro ki Shan hai Her-din
Sikkho ki, iShaiyo ki karu kya baat Ya Maula...
Ki Gautam Ki Misalo se Yaha ka Naam hai Her-din.


Jai-Hind..


Saavansahib...

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
lahu by tushar_4u_im in Shayri-E-Dard
Apna to Khuda.. Saavan. by Saavan in Shayari-e-Parastish
Apna PM derta hai to bas... ...Saavan.. by Saavan in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Chand ko apna banane nikla tha... Saavan.. by Saavan in Miscellaneous Shayri
LAZAT LAHU KEE by surindarn in Miscellaneous Shayri
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
«Reply #1 on: January 27, 2018, 10:07:59 PM »
Happy Republic Day-2018

Aaj Hum Deshbahakti ki Kahani Gungunayenge..
ise Kal bhi nibhaya tha..ise 'Kal' bhi Nibhayenge..
Lahu apna Bahaker Humne pai hai ye Azadi..
ise Hasker manaya hai..ise Hasker manayenge..


Ki iski Shan me Raushan Yaha Pyara Tiranga hai
Aur iski Godi me Jhume..Yaha Pawan ye Ganga hai
Hai Apna Mulk.. Duniya me.. alag Sabse mere Humdam
Yaha ka Bachha-Bachha Desh ki Bhakti me ranga hai


Himalay Ki Bulandi se Suno 'Awaaj' hai aayi
Kaho Maao se de Bete..Kaho Bahno se de Bhai..
Koi kabtak sahega Julm Sarhad ki Rawani me..
Bahut sah li hai Berahmi, Bahut sah li hai Ruswai..



Jamane ko Hum iske Naam..ke age Jhuka denge
Koi Aankhe dikhaye ger ise..Usko mita denge..
Koi Lalkare Sima pe..To bolo chup kaha baithe..
Zarurat ger huyi is Desh ko..Hum Sir kata denge..


Azaano se Yaha ki Her Subah Gulfam hai Her-din
Aarti bhi Yaha ke Mandiro ki Shan hai Her-din
Sikkho ki, iShaiyo ki karu kya baat Ya Maula...
Ki Gautam Ki Misalo se Yaha ka Naam hai Her-din.


Jai-Hind..


Saavansahib...


kyaa baat hai nisaar maan ke, Rau ke saath daad.
 Thumbs UP Thumbs UP icon_flower icon_flower icon_flower Thumbs UP Thumbs UP
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Saavan
Guest
«Reply #2 on: January 28, 2018, 02:32:30 PM »
Shukriya..
Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 4 hours and 11 minutes.
Posts: 14553
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #3 on: January 30, 2018, 06:57:56 AM »
bahut khoob
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 10:28:38 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.104 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer