~*Majboor Nahi Hai Hum*~

by honeyrose on December 01, 2008, 01:48:36 PM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 2556 times)
honeyrose
Guest

Majboor nahi hai hum na kamzor hai unke zulm se
Aage badkar haathon mein haath chalna socha hai

Atankvaad se pareshan hai insaan kar do azaad unko zulm se
Dilon mein kauf aur duniya mein na zulm badhne nahi denge socha hai 

Hum sab saath milkar ban jaayenge ek aag
Iss zulm ko hamesha ke liye mitta denge aaj...
 


_________honeyrose_____________-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
majboor by neerajB in Shayri for Dard -e- Judai
~~LEKIN...AAJ HAM MAJBOOR HAI~~ by ANJALI33 in Shayeri for Dard -e- Bewafai « 1 2 3  All »
Majboor by sunilastin in Shayri for Khumar -e- Ishq
Majboor by amitmehtagnr in SMS , mobile & JOKES
Majboor by amitmehtagnr in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry)
honeyrose
Guest
«Reply #1 on: December 01, 2008, 05:48:34 PM »
Mere aankhon se ashq sukhte nahi
Ke duniya ki beimaani mitte nahi

Mere aankhon ne woh sok bhule nahi
Mere aankhon ne woh tasveer bhule nahi
Kyun mere desh ki halat aaj bhi sahi nahi

Humara tiranga hai sunder ye desh humari hai
Ye desh humari hai,ye desh mujhko pyari hai

___________honeyrose__________
Logged
Pooja
Guest
«Reply #2 on: December 01, 2008, 05:52:23 PM »
good work Honey
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #3 on: December 01, 2008, 06:04:17 PM »
good work Honey

Thanks Pooja...
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #4 on: December 02, 2008, 12:04:49 AM »
Nice work HR Ji
Logged
NETRAPAL
Guest
«Reply #5 on: December 02, 2008, 03:33:14 AM »

Majboor nahi hai hum na kamzor hai unke zulm se
Aage badkar haathon mein haath chalna socha hai

Atankvaad se pareshan hai insaan kar do azaad unko zulm se
Dilon mein kauf aur duniya mein na zulm badhne nahi denge socha hai 

Hum sab saath milkar ban jaayenge ek aag
Iss zulm ko hamesha ke liye mitta denge aaj...
 


_________honeyrose_____________-


aaj ke haalaat pe bahoot achaa likha hai aapne.....

netra..
Logged
k.shael
Guest
«Reply #6 on: December 02, 2008, 05:52:08 AM »

Majboor nahi hai hum na kamzor hai unke zulm se
Aage badkar haathon mein haath chalna socha hai

Atankvaad se pareshan hai insaan kar do azaad unko zulm se
Dilon mein kauf aur duniya mein na zulm badhne nahi denge socha hai 

Hum sab saath milkar ban jaayenge ek aag
Iss zulm ko hamesha ke liye mitta denge aaj...
 


_________honeyrose_____________-



BAHUT KHOOB HONEY DIDI,
BY. K.SHAEL


KAR LO KOSHISH TUM JEE BHAR KAR
DEKHTE HAI KITNA BAAJOEY DAMM RAKHTE HAI,

HAM BHI HAI BHARAT MATA KE LAAL,
DIL ME APNE DESH KA PYAAR AUR MAATHE PE MITTI
KA AASHIRWAAD RAKHTE HAI,

KHUD BHI WO CHOOR HO JAAYENGE,
JO HAME TODNE KA KHAWAAB RAKHTE HAI,

EK HAMARE PYAARE KO MAROOGE TO,
DASS KO MAAR GIRAYENGE,

HAM HAI HINDUSTANI DIL ME HAI AGAR PYAR
APNO KE LIYE, TO DUSHMANO KE LIYE NAFRAT BHI BAHUT
RAKHTE HAI,
Logged
Pooja
Guest
«Reply #7 on: December 02, 2008, 05:54:50 AM »
 Applause Applause Applause

bahoot khoob shally...
Logged
k.shael
Guest
«Reply #8 on: December 02, 2008, 06:06:21 AM »
Applause Applause Applause

bahoot khoob shally...

SHUKRIYA POOJA DIDI,
AACHA LAGTA AGAR AAP BHI KUCH LIKHKAR
JAATI...
BY. K.SHAEL
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #9 on: December 02, 2008, 11:09:15 AM »
Bohat Badhiya,.
jaya Sis,.
And Shally Ji,.
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #10 on: December 02, 2008, 11:53:16 PM »

BAHUT KHOOB HONEY DIDI,
BY. K.SHAEL


KAR LO KOSHISH TUM JEE BHAR KAR
DEKHTE HAI KITNA BAAJOEY DAMM RAKHTE HAI,

HAM BHI HAI BHARAT MATA KE LAAL,
DIL ME APNE DESH KA PYAAR AUR MAATHE PE MITTI
KA AASHIRWAAD RAKHTE HAI,

KHUD BHI WO CHOOR HO JAAYENGE,
JO HAME TODNE KA KHAWAAB RAKHTE HAI,

EK HAMARE PYAARE KO MAROOGE TO,
DASS KO MAAR GIRAYENGE,

HAM HAI HINDUSTANI DIL ME HAI AGAR PYAR
APNO KE LIYE, TO DUSHMANO KE LIYE NAFRAT BHI BAHUT
RAKHTE HAI,
  Nice work Shael Ji
Logged
k.shael
Guest
«Reply #11 on: December 03, 2008, 05:35:43 AM »
 notworthy          notworthy
SHUKRIYA AZEEM JI & RAJESH JI,
BY. K.SHAEL
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #12 on: December 04, 2008, 09:03:02 AM »
U Are Welcome Shally Ji,.

Logged
diya786
Guest
«Reply #13 on: December 04, 2008, 11:00:16 AM »
GOOD WORK JAYA DI  Applause
NICE LINES SHALLY
Applause
Logged
Deepati
Guest
«Reply #14 on: December 05, 2008, 05:23:51 AM »

Majboor nahi hai hum na kamzor hai unke zulm se
Aage badkar haathon mein haath chalna socha hai

Atankvaad se pareshan hai insaan kar do azaad unko zulm se
Dilon mein kauf aur duniya mein na zulm badhne nahi denge socha hai 

Hum sab saath milkar ban jaayenge ek aag
Iss zulm ko hamesha ke liye mitta denge aaj...
 


_________honeyrose_____________-


Bahut acha likha hai, Honeyrose Ji Usual Smile
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 04:16:34 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.093 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer