Mazhabi Ladaai,.

by Jaanasheen on October 05, 2008, 10:46:19 AM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 3368 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
As Salaam Walaikum./
Satsriyakaal,.
Namaste,.
Aadaab,.

Aur Hai,.

Doston,.
Jaane Kiski Buri Nazar Lag Gayi Hai Hamaare Watan Ke Chain-o-Sukoon Par,.
Ke Har Taraf Bombaari,.
Mazhabi Ladaayiyaan,.
Khudrat Ka Kehar,.
Baras Raha Hai,.
Aye Maalik,.
Hum Par Taras Khaa,.
Hume Ye Manzar Na Dikhlaa
,..

Kyaa hi dilaaweij chaahat hai aap ki! Applause Applause Applause kaash, sabhi aisaa hi socheyn!!
                  - abd bundeli

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Mazhabi sirf wo jo har mazhab ki izzat kare by khumaar in Shayari-e-Parastish
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #1 on: October 05, 2008, 11:11:18 AM »
Kyun Sulag Gayi Aag Phirse, Hinduon Aur Isaaiyon Ki,.
Chitaayein Jalaa Rahein Hain, Kyun, Log Apne Hi Bhaiyon Ki,.

Orissa Mein Issaaiyon Ke Gharon Ko, Jalaaya Gaya,.
Gujrat Mein Musalmaano Ko, Khoob Sataaya Gaya,.

Kyun Bhool Gaye Log Hindustaan Ke, Pehchaan Apni,.
Kyun Gawaa Rahe Hain Mazhabon Ke Naam Par, Jaan Apni,.

Tarrakhi Watan Ki, Na Kar Paa Rahe Hain,.
Bekaar Mein Desh Ki Ekta Ko, Mitaa Rahe Hain,.

Ya Rab Tabaah Kar Unhe Jo Firkhe Daal Rahe Hain,.
Mitaa De Unhe Jo Desh Mein, Dushman Paal Rahe Hain,.

Maangta Hai "AZEEM" Ya Rab Tujhse, Watan Ki Hifazat,.
Mitaa De Zindagi Se Nafrat, Phailaa De Dilon Mein Mohabbat,.

Ya Rab Mere Watan Mein Har Waqt Khushaali Rahe,.
Logon Ke Dil Khushiyon Se Bhare Ho, Dil Ghamo Se Khali Rahe,.

_____________________________________-Jaanasheen-




Logged
honeyrose
Guest
«Reply #2 on: October 05, 2008, 03:51:07 PM »
Bohat khoob likha hai Azeem bhai .. Applause Applause Applause icon_salut
Logged
Sonia01
Guest
«Reply #3 on: October 05, 2008, 03:53:30 PM »
Kyun Sulag Gayi Aag Phirse, Hinduon Aur Isaaiyon Ki,.
Chitaayein Jalaa Rahein Hain, Kyun, Log Apne Hi Bhaiyon Ki,.

Orissa Mein Issaaiyon Ke Gharon Ko, Jalaaya Gaya,.
Gujrat Mein Musalmaano Ko, Khoob Sataaya Gaya,.

Kyun Bhool Gaye Log Hindustaan Ke, Pehchaan Apni,.
Kyun Gawaa Rahe Hain Mazhabon Ke Naam Par, Jaan Apni,.

Tarrakhi Watan Ki, Na Kar Paa Rahe Hain,.
Bekaar Mein Desh Ki Ekta Ko, Mitaa Rahe Hain,.

Ya Rab Tabaah Kar Unhe Jo Firkhe Daal Rahe Hain,.
Mitaa De Unhe Jo Desh Mein, Dushman Paal Rahe Hain,.

Maangta Hai "AZEEM" Ya Rab Tujhse, Watan Ki Hifazat,.
Mitaa De Zindagi Se Nafrat, Phailaa De Dilon Mein Mohabbat,.

Ya Rab Mere Watan Mein Har Waqt Khushaali Rahe,.
Logon Ke Dil Khushiyon Se Bhare Ho, Dil Ghamo Se Khali Rahe,.

_____________________________________-Jaanasheen-

Bahut accha likha hai aapne Jaanasheen jii. aur bahut sahi likha hai aapne  Clapping Smiley
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #4 on: October 05, 2008, 03:58:18 PM »
Har taraf desh mein dehshat hi dehshat faila rahe hain 
Log ladte ladte bhool gaye aapni zameen ko mitta rahe hain

Har taraf swarth mein khoon ki holi khel rahe hai
Log  bekaar hai fir bhi aapne zidd par mazhabon ko ilzaam de rahe hain

Pehchaante nahi desh ko,,desh ki halat din ba din fanaa ho rahe hain
Har ek din maa aur beheno ki aabroo loot rahi hain..
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #5 on: October 06, 2008, 09:33:39 AM »
GHAYEL AAPKI IS KOSHISH AUR DUA KO SALAM KARTA HAIN.
Kyun Sulag Gayi Aag Phirse, Hinduon Aur Isaaiyon Ki,.
Chitaayein Jalaa Rahein Hain, Kyun, Log Apne Hi Bhaiyon Ki,.

Orissa Mein Issaaiyon Ke Gharon Ko, Jalaaya Gaya,.
Gujrat Mein Musalmaano Ko, Khoob Sataaya Gaya,.

Kyun Bhool Gaye Log Hindustaan Ke, Pehchaan Apni,.
Kyun Gawaa Rahe Hain Mazhabon Ke Naam Par, Jaan Apni,.

Tarrakhi Watan Ki, Na Kar Paa Rahe Hain,.
Bekaar Mein Desh Ki Ekta Ko, Mitaa Rahe Hain,.

Ya Rab Tabaah Kar Unhe Jo Firkhe Daal Rahe Hain,.
Mitaa De Unhe Jo Desh Mein, Dushman Paal Rahe Hain,.

Maangta Hai "AZEEM" Ya Rab Tujhse, Watan Ki Hifazat,.
Mitaa De Zindagi Se Nafrat, Phailaa De Dilon Mein Mohabbat,.

Ya Rab Mere Watan Mein Har Waqt Khushaali Rahe,.
Logon Ke Dil Khushiyon Se Bhare Ho, Dil Ghamo Se Khali Rahe,.

_____________________________________-Jaanasheen-





Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #6 on: October 06, 2008, 11:36:39 AM »
Shukriya,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: October 06, 2008, 12:03:24 PM »
Aankh Bhar Aati Hai, Jab Dekhta Hoon Nafraton Ka Charaag Jalta Hua,.
Dekh Raha Hoon Kyun Main, Desh Mein Mere, Insaaniyat Ko Yun Marta Hua,.

Chord Gaye Mahatma, Desh Ko, Desh Hi Ki Khateer "Azeem",.
Kya Guzregi Jab Dekhenge Wo, Ek Desh-waasi Ek Desh-waasi se Lardta Hua,.

_______________________________________-Jaanasheen-
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #8 on: October 06, 2008, 12:11:25 PM »
WELL SAID HONEY
Logged
Talat
Guest
«Reply #9 on: October 22, 2008, 01:26:39 PM »
Bohot achcha likha hai, Azeem, Honey Applause
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #10 on: October 22, 2008, 03:25:05 PM »
Shukriya Talat Ji,.
Aap Ne Bhi Kuch Likhna Tha Na,.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #11 on: October 24, 2008, 04:19:07 AM »
good work lil bro
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #12 on: October 29, 2008, 10:05:57 AM »
Shukriya Didi jaan,.

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #13 on: October 29, 2008, 10:08:45 AM »
Ya Rab Mere Mulk Ko Chain-o-Sukoon Ataakar,.
Jo Tord Rahe Hain Mulk Mera, Unhe Gaib Se Tu Tabaah Kar,.

Logged
Muhammed
Guest
«Reply #14 on: November 04, 2008, 11:23:22 AM »

Khuda qadir e Mutlqq Hai Azeem..Ye Masiyat e Ilaahi Hai..Jo Ho rahaa Hai Hone Do !!
Aur
Badhiya Kalaam Likha Hai aapne.
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 11:04:37 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.114 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer