Mehangaai,.

by Jaanasheen on October 22, 2008, 03:38:06 PM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 2152 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
As Salaam Walaikum,.
Satsriyakaal,.
Namaste,.

Hai Doston,.
Aaj Ki Present Samasya hai Mehangaai,.
Jiski Haddein Paar Ho rahi Hain,.
Tomatto 60 Rs,.
Carrot 32,.
Chaval 28,.
Daal 58,.
Petrol 57,.

 Hay Ye Mehangaai,.
Bahoot Sitam Dhaa Rahi Hai,.
Rab Hum Par Reham Farmaaye,.
Hume is Aag Se Bachaaye,.

Ise Mudde Ko Nazron Mein rakhte Hue,.
Main yahaan Manzar Bhopali Ji,.
Ki Mehangaai waali Nazm Pesh Kar raha hoon,.

Hope You All Will Like It,.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Haalat Desh Ki {Mehangaai,.} by Azeem Azaad in Shairy-E-Watan
Mehangaai Is In Control,. by Azeem Azaad in Shairy-E-Watan
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #1 on: October 22, 2008, 03:45:02 PM »
Baba Re Baba Ye Mehangaai,.
Haay Qayamat Humpar Aai,.
Salma Bole Hay Re Allah,.
Raadha Bole Raam Duhaai,.

Munna Maange Agar Khilona,.
Yaar Mujhe Aata Hai Rona,.
Beti Ki Shaadi Karne Ko,.
Kahaan Se Laoon Chaandi Sona,.

Giwi Hue Sab Ghar Ke Bartan,.
Beeg Gaya Sofa, Beechi Razaai,.
Baba Re Baba Ye Mehangaai,.

Roti Bangaai Ek Chalawa,.
Pait Mein Pakta Bhool Alawa,.
Cheen Gaye Apne Mooh Se Niwaale,.
Kaisi Mithaai, Kaisa Maawa,.

Hum Paani Ko Taras Rahe Hain,.
Neta Khaaye Doodh Malaai,.
Baba Re Baba Ye Mehangaai,.

Kaisa Murha Kahaan Ki Boti,.
Daal Hai Patli, Sookhi Roti,.
Har Dum Darr Rehta Hai Mujhko,.
Utar Na Jaaye Kahin Langoti,.

Naaye Daur Mein Sab Ulta Hau Hai,.
Daaku Bangaaye, Haatim Taai,.
Baba Re Baba ye Mehangaai,.

_________________-Manzar Bhopali,.
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #2 on: November 03, 2008, 09:46:22 AM »
Wah bohat khoob Azeem bhai.. Applause

Logged
diya786
Guest
«Reply #3 on: November 03, 2008, 10:06:09 AM »
nice lines Azeem
nice thoughts too !!!
Clapping Smiley
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #4 on: November 03, 2008, 02:39:04 PM »
sabkuch hain mere desh me roti nahi to kya
wada lapet lo langoti nahi to kya

                            -nm-
Logged
Muhammed
Guest
«Reply #5 on: November 04, 2008, 11:11:13 AM »

Kahaan Hai Mehngaai Azeem ! Mujhe To Nazar Nahi aati.

Waah..badhiya Likha Badhiya Sharing kiya
Bas AzeeM Ko To Topic Chahiye
Har Baar Kuch Naya Nikaal K Lata Hai
Ye banda Kuch Bhi Likhega
Aur Aisa Likhega ki Sub Commnt Dene Se Pahele Soch Mein Pad Jayege !!!!!
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #6 on: November 04, 2008, 12:45:00 PM »
Very Nice Sharing, Azeem and Sajid ji.. Thumbs UP
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #7 on: November 04, 2008, 01:10:56 PM »
Mehangaai se bachkar gareeb ek roti ke liye tarasta hai
Aaj naye naye ishtehaar se roz roz logon ke zaroorat badhti hai

---------honeyrose--------
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: November 04, 2008, 01:15:33 PM »
Shukriya,.
And Nice One
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #9 on: November 04, 2008, 01:21:37 PM »
Shukriya bhai.. notworthy
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #10 on: November 05, 2008, 09:34:45 AM »
Shukriya Raza Bhai,.

Sone Ka Dam Sasta Hua, Khaana Sabka Mehanga Kyun Hain,.
Kapde Chamakte Hain Dukaano Mein, Insaan Yahaan Nanga Kyun Hai,.

Aye Khudaya Ye Kaisi, Mufloosi Tune Hum Sab Ko Ataa Ki,.
Maaf karde Hum Sabko Malik, Jo Humne Tujhe Bhoolne Ki Khataa Ki,.

______________________________________-Jaanasheen-
Logged
Pooja
Guest
«Reply #11 on: November 13, 2008, 11:47:01 PM »
nice work lil bro
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #12 on: November 17, 2008, 09:35:25 AM »
Shukriya Didi jaan,.
Logged
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005


View Profile
«Reply #13 on: November 17, 2008, 09:47:21 AM »
bahoot khoob Azeem...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #14 on: November 17, 2008, 10:57:38 AM »
Shukriya bekaraar Ji,.
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 04:31:48 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.092 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer