Mere Pyare Watan

by honeyrose on January 21, 2008, 07:04:16 PM
Pages: [1] 2 3 4 5
Print
Author  (Read 7940 times)
honeyrose
Guest
Jab mere dil mein ho na dar..
Aur uncha rakhe sar hum..
jab gyan ho svatantra.
Hum saath dekghe mera desh.
 
Jab koi toot na jaayee iss dunia mein..
Hum hoghe saath likhey haath mein
Yaadh aayee woh  ghare nisha
Joh desh keh itihass mein..
Yaadh aayee woh mere pyare watan

 
Hai aapna watan ucha iss
Dil mein rakhe pyaar mere watan..
   
HUMARA HINDUSTAN


Na peeche rakheghe kadam

Hum hai yeh desh ki shaan-e-watan..
Suder sa hai yeh tera tiranga jandha uncha
..
 
Aapne azadi koh na hum mita sakthe hai..
Sar hai uncha aur hum sar juka ye ghe nahi ..
Chahe kitne bhi musibat aayee hum..
Milkar saath yeh kaha "Ae mere pyare
 
Vatan, ae mere bichhde chaman
Tujhpe dil qurbaan ..
Rahe hum dil-o-jaan
Woh bharat desh mera..
Logged
mehhekkk
Guest
«Reply #1 on: January 22, 2008, 05:50:52 PM »
bahut khub

watan parast hone ka dava na kar sirf
kuch aisa kar gujar ke watan kahe
tu uski shaan hai .
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: January 25, 2008, 12:49:35 PM »
Bahoot Hi Khoob Bayaan Kiya Hai aapne,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: January 25, 2008, 12:54:22 PM »
Mitti Bhi Desh Ki Meri Sona Ugalti Hai,.
Hawaaein Se Bhi Meethi Khushboo Mehakti Hai,.

Bichardna Gawaara Unhe Bhi Nahi Hota Jo Aaaye Yahaan,.
Aisi Mohabbat Yahaan Ke Logon Se Barasti Hai,.

Bayaan Jitna Bhi Kare Kam Hain Apne watan Ke Baare Mein,.
Har Desh Waasi Me "Azeem" Hindustaan Ki Dhadkan Dhadkti Hai,.

______________________________-Jaanasheen-
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #4 on: January 31, 2008, 09:33:35 AM »
BOHAT ACHA LIKHA HAI AZEEM BRO AUR MEHEKK

 
MERA WATAN SEH MEIN HOON DURR
MERA WATAN KI YAAD..

MERE DIL MEIN GUZAR THI HAI
MERA WATAN KI MEHAK MERI HAR.
.

KHUSHBU HAWAON MEIN MEHEK THI HAI..
MERA WATAN KI BATEIN HAR..


DILON MEIN CHAHAKTE HAI..
MERA WATAN KI YAAD.
.

MERI AAHSHU SEH SISKATE HAI..
MERA DIL ISS DESH KI..

MEETI KEY LIYE DHADAKTA HAI..
MERA DESH MAHAAN DESH..

TUJPE DIL QURBAAN HAI..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: January 31, 2008, 04:26:35 PM »
Shukriya Sis.
And Nice One,.
Logged
Roja
Guest
«Reply #6 on: February 01, 2008, 02:56:47 AM »
Honey dear and Jaanasheenji... bahut accha likha hai aap dono ne.
Keep flowing
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #7 on: February 02, 2008, 08:27:29 PM »
Roja dear and Azeem bro thanks so much.. Usual Smile
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: February 07, 2008, 09:52:02 AM »
Shukriya Roja Sis,.
And Welcome Seeya Sis,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #9 on: February 07, 2008, 09:56:28 AM »
Watan Se Hokar Judaa, Chain Na Paa Saka Kahin,.
Pardes Me Tha Main Tanha,
Saath Tha Dhoondla Aasmaan Aur Zameen,.

_____________________________-Jaanasheen-
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #10 on: February 10, 2008, 12:01:03 PM »





Aapne watan sey durr hokar na khush hai hum..
Aapne watan ki mitti ki khushbu yaad dila thi hai..

Aapne watan sey durr hokar na khush hai hum..
Aapne watan mein hai woh sanskar aur sabiyata

Aapne watan pey chaya hai khushiyan aur azadi..
Aapne watan sey durr hokar na khush hai hum..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #11 on: February 12, 2008, 11:25:15 AM »
Waah Sisi Kamaal ka Likha hai,.
Great,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #12 on: February 12, 2008, 11:28:19 AM »
Aye Mere Pyaare Watan,.
Aye Mere Bichde Chaman,.
Tujhpe Dil Kurbaan,.

Ye Wo Patriotic Song Hai,.
Jo Pardes me Rehne waale Har Hindustaani Ko,.
Rulaa Deta hai,.
one Of My Fav8 Song
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #13 on: February 14, 2008, 06:44:31 AM »



JIS MITTI KO HUM SEENE SEY LAGATHE HAI
US MITTI KO HAMARA SALAM.

JOH MAR MITE HAI ISS WATAN KEY LIYE..
USS MAHAN HASTI KO MERA SALAM..

JOH JEETHE HAI WATAN KI KATHIR..
USS WATAN KO MERA SALAM..

AAJ KE HAMARA JOH TRIRANGA LAHERE
USS WATAN KO MERA SALAM

HAMARE WATAN KI MITTI HAI SONA..
USS WATAN KO MERA SALAM
Logged
Pooja
Guest
«Reply #14 on: February 14, 2008, 06:22:01 PM »
wah bahoot khoob Honey and Lil bro
Logged
Pages: [1] 2 3 4 5
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 11:03:37 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.131 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer