Mere Pyare Watan

by honeyrose on January 21, 2008, 07:04:16 PM
Pages: 1 [2] 3 4 5
Print
Author  (Read 7921 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #15 on: February 20, 2008, 09:23:59 AM »
Shukriya Pooja Didi,
And Nice One Seeya Sis,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #16 on: February 20, 2008, 09:27:21 AM »
Haal Jo Mera Hai, Tera Bhi Wohi Hoga,.
Bichardke Apne watan se Kaun Sukhi Hoga,.

__________________________---Jaanasheen--- Crying
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #17 on: March 01, 2008, 01:36:41 PM »
Haal Jo Mera Hai, Tera Bhi Wohi Hoga,.
Bichardke Apne watan se Kaun Sukhi Hoga,.

__________________________---Jaanasheen--- Crying




Wah bohat khoob azeem bro ji..
Thanks pooja..


Aapni mitti sey dur hokar bhi na aaye chain pardesh mein
Jiski mehek thi hai khushboo mere dil mein na aaye chain pardesh mein
Na aaye Mujhe dil mein sukun na tasali paya chain pardesh mein
Bas chann dino ki saason mein na chor jaye chain pardesh mein.. Crying

~honeyrose~
Logged
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
19 days, 8 hours and 57 minutes.

always smile

Posts: 15216
Member Since: Aug 2004


View Profile
«Reply #18 on: March 01, 2008, 01:40:16 PM »
bahut ache honey di
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #19 on: March 01, 2008, 01:42:42 PM »
Shukriya samnoj bro .. Usual Smile
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #20 on: March 03, 2008, 11:54:18 AM »
Nice One Honey Sis,.
And THank U,.

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #21 on: March 03, 2008, 12:00:21 PM »
Kaise Jee Rahe Ho Tum Bichardkar Apne Watan Se,.
Ye Hum Jaante Hain,,.

Kaise Khaak Mein Milti Hai Kali Tootkar Chaman Se,.
Ye Hum Jaante Hain,,.

____________________________________--Jaanasheen--
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #22 on: March 03, 2008, 06:55:43 PM »
Bohat khoob azeem bro ...

Kitne zakhm milte hai aapne watan se judha hokar
Kitne aasu nikal the hai aapne watan se judha hokar
Aapne watan se kon pyaar na kare bas humhe jee rahe hai judha hokar
Kabhi iss tanha dil se pooche koi
Kya keemat adha ki hai humne watan se judha hokar
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #23 on: March 04, 2008, 02:31:39 PM »
Shukriya Didi,.
And Bakhoob Likha Hai Aapne,.
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #24 on: March 09, 2008, 03:12:08 PM »
Aaj  yaad aaye mere watan ki khushbu
Yaad aaye woh aloo ke parathe jismein mila hai

Maa ka pyaar bhara mohabatt aur woh unka jalak tha pyaar
Na mile aise pardesh mein humhe aisa pyaar jo hum chor aaye

Kyun lagta hai iss dil mein key hum tanha hai gairon ki tarah idher aaye
Ek maa ki ghood aur unki pyaar bhari gane jo khano mein gunj rahe hai

Pardesh mein rehna aur phir aansu bahana yeh hi bass mil gaya hai..
Aaj  yaad aaye mere watan ki khushbu
 
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #25 on: March 14, 2008, 09:17:07 AM »
Nice One Sis,.
Yunhi Likhte Rahiye,.
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #26 on: March 18, 2008, 07:02:12 AM »
Thank you Azeem bro ..

Kal desh mein the aaj pardesi ho gaye
Dard na mith paye seene se meri desh ki yaadein

Har woh bachpan har woh lamha yaad dila deti hai humara desh
Kab mujhe mil paye ghi woh khushiyan joh chor aaye hum desh

Mitti ki khusbu ki mehek na jaaye mere dil se chor aaye hum desh
Aisa lagta hai ki kal hum aapne the aur aaj paraya ho gaye chor aaye hum desh
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #27 on: March 19, 2008, 10:21:36 AM »
Nice One Again Sis,.
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #28 on: March 23, 2008, 10:58:13 AM »
Thank you Azeem bro

Har lamha mere watan se juda hokar yeh dil tadap ta hai
Kuch aise dard dil pe na kaha sakoon yeh dil tadap ta hai
Dil ki chahat mein laut jaane ki aarzoo hai ye dil tadap ta hai
Par umeedon  ki khayamat ho jaye mujh par ye dil tadap ta hai
Judai se bekarar hai mere dil ye desh mera aapna ye dil tadap ta hai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #29 on: March 23, 2008, 11:08:07 AM »
U Are Welcome And Nice One Sis,. Applause
Logged
Pages: 1 [2] 3 4 5
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 02:56:38 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.108 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer