Mere Pyare Watan

by honeyrose on January 21, 2008, 07:04:16 PM
Pages: 1 2 3 [4] 5
Print
Author  (Read 7976 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #45 on: April 21, 2008, 03:58:15 PM »
Nice Lines Sis,. Applause
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #46 on: April 21, 2008, 04:01:48 PM »
Watan Ki Khusbhoo Har Phool Me Mehakti Hai,.
Jism To Jai Pyaasa Mera,.
Rooh Bhi Yaad-e-Watan Pe Tadapti Hai,.

 
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #47 on: May 09, 2008, 10:05:47 AM »
Watan Ki Khusbhoo Har Phool Me Mehakti Hai,.
Jism To Jai Pyaasa Mera,.
Rooh Bhi Yaad-e-Watan Pe Tadapti Hai,.

 


Very nice line Azeem bro..Usual Smile 

Mera dil bhi aapne desh ke liye tadapta hai
Main dur hoon aapne desh se yeh soch kar dil tadapta hai

Kya mil payegi mujhe aapni desh ka sukh soch kar dil tadapta hai
Jism jaise yahan hai aur rooh kahe rahi ho chal aapne desh ko tham loh

Aab nahi sahe yeh judai aapno se ho gaye hai paraye ye soch kar dil tadapta hai
Aaj bhi mera desh bhook se tadapta hai aur mujhe khoon ke aasu lulata 
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #48 on: May 14, 2008, 08:25:56 AM »
Aaj Mere Pyare Watan Ka Dukh Na Dekh Paye Hum
Roz Roz Se Mithi Hue Gum Ko Na Dekh Paye Hum
Lakhon Jaane Jaa Rahi Hai Ek Ek Din
Kya Iss Darti Ke Liye Fir Bhi Hum Jee Rahe Hai 

Bache Buzurq Ke Liye Koi Izzat Nahi Rahi
Atyachar Se Bhara Desh Koi Khushi Nahi Rahi
Har Koi Jeeta Hai Aapne Aarzoo Ke Liye

Ya Koi Keheta Hai Hum Jeete Hai Desh Ke Liye
Khoon Se latpat Hai Yeh Desh Hum Phir Bhi Jee Rahe Hai Desh Ke Liye
Har Din Ke Baat Raat Aati Hai Har Subha Ek Dukh Ki Haadasaa Ho Rahi Hai
Kab Hoga Yeh Mera Desh Dukh Se Aazaad Fir Bhi Hum Jee Rahe Hai 
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #49 on: May 14, 2008, 01:08:08 PM »
Waah Jaya Sis,.'Kamaal Ka Likha Hai yaar,.
Too Good,. Applause Clapping Smiley
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #50 on: May 14, 2008, 01:12:15 PM »
Thanks Azeem bro..Usual Smile shukriya aapka..Usual Smile
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #51 on: May 17, 2008, 01:52:14 PM »
Hoon Main Pardesh Par Yahan Koi Nahi Hai Aapne
Door Jaa ke Chor Chali Main Pardesh Koi Nahi Hai Aapne
Ik Chahat Lagai Hai Iss Mitti Se Koi Nahi Hai Aapne
Har Jagah Desh Main Ho Rahi Hai Barbadi Aur Maut Koi Nahi Hai Aapna
Roz Jab Dekh Rahi Hoon Iss Watan Main Bhari Musibat Aur Bhook Koi Nahi Hai Aapne
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #52 on: May 25, 2008, 10:45:20 AM »
Nice One Again Honey Sis,.
keep Going yaar,. Applause
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #53 on: June 01, 2008, 12:12:47 PM »
Aaj hum desh ki zanjiron mein bandhe hue hai
Humare bhai beheno ki aansu mein bandhe hue hai
Har din ek nayaa sangrash aapne dil mein liye bandhe hue hai
Watan ki mohabbat mein hum chhup aur khaamosh bandhe hue hai
Aaj hum aapni desh ki Zanjiron mein bandhe hue hai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #54 on: June 02, 2008, 11:52:55 AM »
Nice One Honey Sis,./
Yunhi Likhte Rahiye,.
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #55 on: June 11, 2008, 01:45:22 PM »
Door huey me.n aapne desh se paraye hue pardesh me.n
Aur umeed nahi rahi chalna hain mujhe aapne desh me.n

Door huey aapno se dil lagye pardesh me.n
Aur umeed nahi rahi chalna hain mujhe aapne ghar ke aagan me.n

Door huey hum chandi ki roshni se jahan maa ki pukar mujhe bulaye aapne desh me.n
Aur umeed nahi rahi chalna hain mujhe aapne maa ki chaaon me.n
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #56 on: June 15, 2008, 12:46:26 PM »
Nice One Jaya sis
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #57 on: August 22, 2008, 12:21:25 PM »
Azaadi se kya mila hai gam ka darya bangaya hain
Soch rahe hain azaadi se humen khushi hain
Par chaaron taraf se aag ki barsaat ho rahi hain
Hum alag alag desh mein hokar bhi ek sansar hain
Hum ek jaan hain koi alag nahi kar sakte hain
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #58 on: August 24, 2008, 03:58:15 PM »
Wahaa Didi Jaan Kya Khoob Likha Hai Aapne,.
Good One Yaar,.
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #59 on: August 24, 2008, 05:55:27 PM »
Shukriya aapka Bhai jaan..



Kya khushi mili hai humen iss azaadi se
Gham hi gham mila rahe hai iss azaadi se
 

Kal khushi thi aaj nafraat ho gaya hai azaadi se
Har taraf loot rahi hai insaan ki jaan azaadi se
 
Maut ka tamasha dekh rahe hai awaam
Aankhon mein khoon sawar hai dushman ki aatma mein
 
Aur nahi nikale masoom ke aankhon se aansu
Aur kya mila hai azaadi se jiski khwab dekhna fuzool
 
Maut ka khel ho rahe hai har roz kahin na kahin
Dar bas gaya hai logon ke mann mein kahin na kahin


***honeyrose***
Logged
Pages: 1 2 3 [4] 5
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 10:09:08 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.107 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer