!!^!! Nafrat Ke Is Daur Me !!^!!

by Matrix Guy on February 05, 2011, 11:11:53 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1252 times)
Matrix Guy
Guest


!!^!! Nafrat Ke Is Daur Me  !!^!!

Nafrat Ke Is Daur Me Tu Watan Ki Baat Na Kar
Barood Ke Is Shor Me Tu Aman Ki Baat Na Kar

Zarra Zarra Ranga He Zameen Ka Apno Hi Ke Khoon Se
Ee Dil E Nadan Tu Ab Bahar-E-Chaman Ki Baat Na Kar

Nikalte He Sab Ghar Se Har Roj Alvida Kahkar
Marne Tak Ka Thikana Nahi Tu Kafan Ki Baat Na Kar

Gandhi, Nehru, Subhash Ab Bitey Waqt Ki Batey He
Yaad Tak Koi Karta Nahi Tu Unhe Naman Ki Baat Na Kar

Kho Gaya Sabkuch Jese Kuch Tha Hi Nahi
Kar Koi Bhi Baat Bas Tu Watan Ki Baat Na Kar

Nafrat Ke Is Daur Me Tu Watan Ki Baat Na Kar
Barood Ke Is Shor Me Tu Aman Ki Baat Na Kar




 
Thankyou !
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
** Zindagi Ki Daur** by Rajesh Harish in Miscellaneous Shayri
daur..mb by marhoom bahayaat in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2  All »
DAUR.mb by marhoom bahayaat in Miscellaneous Shayri
Mohabbat Batne Se Mohabbat,Nafrat Se Nafrat Badhti Hai by @kaash in Ghazals
aaj ka daur........ by SURESH SANGWAN in Miscellaneous Shayri
brokenbyluv
Guest
«Reply #1 on: February 05, 2011, 11:17:30 AM »
Waah utkarsh ji bahut hi achi kavita likhi hai..very nice...
Logged
Anshumali
Guest
«Reply #2 on: February 05, 2011, 11:49:56 AM »


!!^!! Nafrat Ke Is Daur Me  !!^!!

Nafrat Ke Is Daur Me Tu Watan Ki Baat Na Kar
Barood Ke Is Shor Me Tu Aman Ki Baat Na Kar

Zarra Zarra Ranga He Zameen Ka Apno Hi Ke Khoon Se
Ee Dil E Nadan Tu Ab Bahar-E-Chaman Ki Baat Na Kar

Nikalte He Sab Ghar Se Har Roj Alvida Kahkar
Marne Tak Ka Thikana Nahi Tu Kafan Ki Baat Na Kar

Gandhi, Nehru, Subhash Ab Bitey Waqt Ki Batey He
Yaad Tak Koi Karta Nahi Tu Unhe Naman Ki Baat Na Kar

Kho Gaya Sabkuch Jese Kuch Tha Hi Nahi
Kar Koi Bhi Baat Bas Tu Watan Ki Baat Na Kar

Nafrat Ke Is Daur Me Tu Watan Ki Baat Na Kar
Barood Ke Is Shor Me Tu Aman Ki Baat Na Kar




 
Thankyou !

DeshBhakti par bahut Zabardast rachnaa likhi hai aapne ... matlaa bahut pasand aaya hume ... yuu sabhi ashaar bahut zordaar aur asardaar bane hai ... dil se daad ... Bhai !
Logged
dead heart
Guest
«Reply #3 on: February 05, 2011, 12:45:18 PM »
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Gussa dikha iss nazm main mujhe Utkarsh jee..
bahaut bahaut khoob..!
Logged
nirala
Guest
«Reply #4 on: February 05, 2011, 04:43:46 PM »
wah matrix yaara achhi soch aur gussa se rubaru karwaya.
ab hamne oppose krna chor dia aisi baaton ka issliye Support me kuch nahi kahunga.
aapke aashar achhe hain---
maza aaya janaab padhkar.
""
bhulakar kuch pal ko bebasi watan ki
    jhoothi saanse lete hain ab Chen O Aman ki
""
aman ki tabeez banakar pahn lo gale me yaara(NIR)
       na rona uss waqt jab Lahuluhaan ho koi apna hi pyaara
"
thanx
"
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #5 on: February 05, 2011, 05:14:03 PM »
bahut khoob
dil se likha hai bahut achhe.
 icon_flower icon_flower Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
MANOJ6568
Khaas Shayar
**

Rau: 31
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
42 days, 19 hours and 59 minutes.

Astrologer & Shayer

Posts: 12017
Member Since: Feb 2010


View Profile
«Reply #6 on: February 05, 2011, 06:23:29 PM »
wah


!!^!! Nafrat Ke Is Daur Me  !!^!!

Nafrat Ke Is Daur Me Tu Watan Ki Baat Na Kar
Barood Ke Is Shor Me Tu Aman Ki Baat Na Kar

Zarra Zarra Ranga He Zameen Ka Apno Hi Ke Khoon Se
Ee Dil E Nadan Tu Ab Bahar-E-Chaman Ki Baat Na Kar

Nikalte He Sab Ghar Se Har Roj Alvida Kahkar
Marne Tak Ka Thikana Nahi Tu Kafan Ki Baat Na Kar

Gandhi, Nehru, Subhash Ab Bitey Waqt Ki Batey He
Yaad Tak Koi Karta Nahi Tu Unhe Naman Ki Baat Na Kar

Kho Gaya Sabkuch Jese Kuch Tha Hi Nahi
Kar Koi Bhi Baat Bas Tu Watan Ki Baat Na Kar

Nafrat Ke Is Daur Me Tu Watan Ki Baat Na Kar
Barood Ke Is Shor Me Tu Aman Ki Baat Na Kar




 
Thankyou !
Logged
killbill
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
24 days, 7 hours and 41 minutes.
Posts: 2130
Member Since: Oct 2010


View Profile
«Reply #7 on: February 05, 2011, 06:55:42 PM »
bahut khubsurat aur haqeeqat se labalab aapka ye kalaam Matrix ji.
dili daad kubool karen
sukriya
Logged
mamta bajpai
Guest
«Reply #8 on: February 06, 2011, 12:15:33 AM »
Waaah Utkarsh!tumhaari rachnaa aakroshit hokar dil par teekhee chot kar rahee hai...bahut khoob!
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #9 on: February 07, 2011, 08:56:12 AM »
Nice Uttkarsh JI
Logged
Matrix Guy
Guest
«Reply #10 on: February 07, 2011, 08:56:43 AM »
thx u each members for ur kind support.........thx alot
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #11 on: February 07, 2011, 10:17:21 AM »


!!^!! Nafrat Ke Is Daur Me  !!^!!

Nafrat Ke Is Daur Me Tu Watan Ki Baat Na Kar
Barood Ke Is Shor Me Tu Aman Ki Baat Na Kar

Zarra Zarra Ranga He Zameen Ka Apno Hi Ke Khoon Se
Ee Dil E Nadan Tu Ab Bahar-E-Chaman Ki Baat Na Kar

Nikalte He Sab Ghar Se Har Roj Alvida Kahkar
Marne Tak Ka Thikana Nahi Tu Kafan Ki Baat Na Kar

Gandhi, Nehru, Subhash Ab Bitey Waqt Ki Batey He
Yaad Tak Koi Karta Nahi Tu Unhe Naman Ki Baat Na Kar

Kho Gaya Sabkuch Jese Kuch Tha Hi Nahi
Kar Koi Bhi Baat Bas Tu Watan Ki Baat Na Kar

Nafrat Ke Is Daur Me Tu Watan Ki Baat Na Kar
Barood Ke Is Shor Me Tu Aman Ki Baat Na Kar




 
Thankyou !

marvelous........!!!!!
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 24, 2024, 04:13:49 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.133 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer