NAUJAWAAN-E-WATAN... "MohaN"

by surindarn on January 26, 2018, 06:37:05 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 742 times)
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012

View Profile
NAUJAWAAN-E-WATAN

Naujawan-e-watan tumh kis neend sote rahe
Desh kaa har chunaav hee tumh khote rahe
Desh naa sochhaa apnaa faedaa hee sochhaa
Galat netaaon ke liye tumh bigal bajaate rahe

Tumh laumarhion kee hee talaash mein rahe
Kisee aachee khaal kee hee talaash mein rahe
Dharti-o-bazurgon kaa khoon pukaartaa rahaa
Tumh khoon peene waalee jokein khojte rahe

Waqt hai naujawaano gehri neend se jag jaao
Khaiti sookhh rahee hai apnaa khait bachaao
Hari kee chirhaa to naa hain chug rahee khait
Bherhiye hain jo desh nochh nochh  khaa rahe  

MohaN tumhein husn kee pehchaan naa rahee
Baahir dekhte rahe andhar kee jaan naa rahee
Tumh eid ke hee bakre rahe shaheed hote rahe
Tumh andhey rahe asmat-e-maan lutaate rahe

Surindar. N                      "MohaN"

Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012

View Profile
«Reply #1 on: January 27, 2018, 02:14:49 AM »

icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012

View Profile
«Reply #2 on: January 28, 2018, 02:29:18 AM »
NAUJAWAAN-E-WATAN

Naujawan-e-watan tumh kis neend sote rahe
Desh kaa har chunaav hee tumh khote rahe
Desh naa sochhaa apnaa faedaa hee sochhaa
Galat netaaon ke liye tumh bigal bajaate rahe

Tumh laumarhion kee hee talaash mein rahe
Kisee aachee khaal kee hee talaash mein rahe
Dharti-o-bazurgon kaa khoon pukaartaa rahaa
Tumh khoon peene waalee jokein khojte rahe

Waqt hai naujawaano gehri neend se jag jaao
Khaiti sookhh rahee hai apnaa khait bachaao
Hari kee chirhaa to naa hain chug rahee khait
Bherhiye hain jo desh nochh nochh  khaa rahe 

MohaN tumhein husn kee pehchaan naa rahee
Baahir dekhte rahe andhar kee jaan naa rahee
Tumh eid ke hee bakre rahe shaheed hote rahe
Tumh andhey rahe asmat-e-maan lutaate rahe

Surindar. N                      "MohaN"

Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Saavan
Guest
«Reply #3 on: January 28, 2018, 02:21:06 PM »
Bhai Bahut Khub..
Offer Qabul hai apka..

Chalo Party banate hai..Neta Banke rahenge.
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012

View Profile
«Reply #4 on: January 29, 2018, 02:23:32 AM »
Bhai Bahut Khub..
Offer Qabul hai apka..

Chalo Party banate hai..Neta Banke rahenge.
bahut shukria Saavan Jee.
 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2
 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012

View Profile
«Reply #5 on: January 30, 2018, 02:18:28 AM »
Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
kermit kermit kermit kermit kermit
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012

View Profile
«Reply #6 on: January 31, 2018, 01:15:08 AM »
NAUJAWAAN-E-WATAN

Naujawan-e-watan tumh kis neend sote rahe
Desh kaa har chunaav hee tumh khote rahe
Desh naa sochhaa apnaa faedaa hee sochhaa
Galat netaaon ke liye tumh bigal bajaate rahe

Tumh laumarhion kee hee talaash mein rahe
Kisee aachee khaal kee hee talaash mein rahe
Dharti-o-bazurgon kaa khoon pukaartaa rahaa
Tumh khoon peene waalee jokein khojte rahe

Waqt hai naujawaano gehri neend se jag jaao
Khaiti sookhh rahee hai apnaa khait bachaao
Hari kee chirhaa to naa hain chug rahee khait
Bherhiye hain jo desh nochh nochh  khaa rahe 

MohaN tumhein husn kee pehchaan naa rahee
Baahir dekhte rahe andhar kee jaan naa rahee
Tumh eid ke hee bakre rahe shaheed hote rahe
Tumh andhey rahe asmat-e-maan lutaate rahe

Surindar. N                      "MohaN"

NAUJAWAAN-E-WATAN

Naujawan-e-watan tumh kis neend sote rahe
Desh kaa har chunaav hee tumh khote rahe
Desh naa sochhaa apnaa faedaa hee sochhaa
Galat netaaon ke liye tumh bigal bajaate rahe

Tumh laumarhion kee hee talaash mein rahe
Kisee aachee khaal kee hee talaash mein rahe
Dharti-o-bazurgon kaa khoon pukaartaa rahaa
Tumh khoon peene waalee jokein khojte rahe

Waqt hai naujawaano gehri neend se jag jaao
Khaiti sookhh rahee hai apnaa khait bachaao
Hari kee chirhaa to naa hain chug rahee khait
Bherhiye hain jo desh nochh nochh  khaa rahe 

MohaN tumhein husn kee pehchaan naa rahee
Baahir dekhte rahe andhar kee jaan naa rahee
Tumh eid ke hee bakre rahe shaheed hote rahe
Tumh andhey rahe asmat-e-maan lutaate rahe

Surindar. N                      "MohaN"

bahut shukria all readers.
 notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 28, 2025, 01:58:51 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.151 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer