Paak Mulk Mein.,

by Jaanasheen on December 04, 2009, 12:14:24 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 2093 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
Doston, Ye Maine Pehli Baar Nahi Kayi Baar Likha Hai, Dusre Mulkon Par Bhi,.
Bas Yahi Chahta Hoon Ke Har Jagaah Khushi Ho Sukoon Ho,.

Aur Is Kalaam Mein Kuch Koshish Ki Hai Dil Ki Baat Ko Lafzon Mein Peerone Ki,.
Umeed Hai Sab Ka Saath Milega,.

Dehshat Ka Suraj Dekha, Lahoo Mein Doobi Shaam Dekha,.
Apne Haaton Se Aaj, Apna Khissa Hi Hote Tamaam Dekha,.
Di Panaah Jinhe Mulk Ke Hisson Mein Humne,.
Badle Mein Iske Humne Apna Hi Bura Anjaam Dekha,.

Dehshat Ka Suraj Dekha, Lahoo Mein Doobi Shaam Dekha,.
Paak Mulk Mein Maine, Shaitaano Ka Kaam Dekha,.

Laal Masjid Ko Khoone SE Hote Laal Dekha,.
Peshawar Mein Bomb's Ka Bawaal Dekha, Bura Sabka Haal Dekha,.
Har Shaks Ko Bebasi Mein Dekha, Har Ek Ko Ghulaam Dekha,.
Paak Mulk Mein Maine, Shaitaano Ka Kaam Dekha,.

Maaon Ka Betiyon Ka Biwiyon Ka Tadapna Dekha,.
Bebas Lachaar, Dehshat Ke Aage, Hote Aawaam Dekha,.
Siyasatdaaron Ka Bhi Inmein Naam Dekha,.
Paak Mulk Mein Maine, Shaitaano Ka Kaam Dekha,.

Rab Aman, Sukoon, Chain Bakshe Hamare Padosi Mulk Ko,.
Hindustaan Ke Dilon Se Nikalta Hua Ye Paighaam Dekha,.
Labon Par Sabke, Paak Ke Liye Maine Salaam Dekha,.

-Azeem-

Aao Is Jung Mein Hum Bhi Tumhaare Saath Hain,.
Insaaniyat Ke Dushmano Ko Shikast Dene,.

-Azeem-


May Allah Bless INDO_PAAK And Rest Of The Worl With Peace,.

Aameen,.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
zakmon ko paak kar leeya by anjaan dharkan in Shayri for Dard -e- Judai « 1 2  All »
Naat-e Paak by seraj325 in Shayari-e-Parastish
MULK by @kaash in Shairy-E-Watan
Paak muhabbat by xxx200 in Shayri for Khumar -e- Ishq
us paak jahaan mein farishte ho gaye dono.. charan.. by lovely_charan in Shayri for Dard -e- Judai
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #1 on: December 04, 2009, 12:26:52 PM »















Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #2 on: December 04, 2009, 12:51:32 PM »
MA

jaan, kya sach me doobi nazm lihkki hai, MA

i am speechless yaar... very great work
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #3 on: December 05, 2009, 03:20:39 AM »
Dil ko chu gayi Azeem bhai aapke kavita,mahesoos kar sakti hoon unn logo pe kiya beeta hoga,very touching creation,excellent. icon_salut Thumbs UP Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #4 on: December 05, 2009, 08:55:26 AM »
Bahut hi unch koti ki nazm likhi hai aap ne chote Bhai
Allah aap ko salamat rakkhe
Logged
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005


View Profile
«Reply #5 on: December 05, 2009, 08:59:59 AM »
great work azeem  Applause Applause
ek gaane ke bol yaad aa gaye
khud ke liye jiye to kya jiye,
aye dil tu jee jamane ke liye
Logged
KOYAL46
Guest
«Reply #6 on: December 05, 2009, 10:32:04 AM »
Azeem-bhai bahut he prabhavshaali kalaam hai aapka....
Sachayi ko darshata damdaar shabdo mai bayaan hai... Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Last line sahi nahi lagi....sabke tou ho nahi sakta...aapke tevar bhi eyse nahi lagte hain.....Salaam ho he nahi sakta.....daya..karuna..ho sakti hai....
Meri chand line isi lay mai...

Paak Mulk Mein maine sajishon ka jaal dekha
Aawaam ki tabahi ka tamaasha sareaam dekha
Satta k lalchi bhediyon ka swarthi plan dekha
Karuna se bhar aaya dil mera jab ye haal dekha
tearyeyed tearyeyed tearyeyed tearyeyed tearyeyed tearyeyed tearyeyed tearyeyed tearyeyed
Logged
shiken
Guest
«Reply #7 on: December 05, 2009, 11:30:05 AM »
Great piece.
Logged
ovais
Guest
«Reply #8 on: December 06, 2009, 01:56:24 AM »
tu wahi kar jo tu chahta hai,
main wahi karta hon jo main chahta hon,
hota wahi hai jo tu chahta hai,
karta wahi hon jo main chahta hon.
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #9 on: December 06, 2009, 08:06:50 AM »
Bahut HI sundar Likha Hai Azeem bhai Aapne Bahut hi sahi dang se sawara hai her alfaj jko aapne Applause Applause
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #10 on: December 14, 2009, 05:58:06 AM »
Bahoot Bahoot Khoob Azeem .. Bahoot hi Umda likha hai...

God Bless All !

Good lines Koyal, ovis and nice sharing Shihab!
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 08:27:22 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.131 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer