PAYAAR

by Amit Janglan on August 15, 2004, 11:13:33 AM
Pages: [1] 2 3  All
Print
Author  (Read 6048 times)
Amit Janglan
Guest
Bharaa nhin jo bhaon se,
Bhahati jisamen rasdhaar nhin.
Aadami nhin vah patthhar hai ,
Jisamen sav desh se payaar nhin.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #1 on: August 15, 2004, 10:36:47 PM »
bahoot khoob Amit.
Logged
sanju
Guest
«Reply #2 on: August 16, 2004, 05:26:31 AM »
:thumb:  ^^
Logged
nishita
Guest
«Reply #3 on: August 16, 2004, 07:05:43 AM »
cool !!
Logged
Beena Jain
Guest
«Reply #4 on: August 18, 2004, 07:50:12 PM »
"ae mere pyaarey vatan
ae mere bichhdey chaman
tujhhpey dil kurbaan
tu he meri aarzoo
tu he meri aabroo
tu he meri jaan."
Logged
Beena Jain
Guest
«Reply #5 on: August 18, 2004, 08:02:24 PM »
Amit ji aap please apni kavita ko quotes mein kariye kyunki vo kavita kisi aur ne india ki independence ke duraan likhi hei aur is tharhaa se hei,

"bharaa nahin jo bhhaavon se
behthi jismein rasdhhaar nahin
vo hridhei nahin hei patthhar hei
jismein swadesh ka pyaar nahin."

Aapney hridhei (dil) ki jagha aadmi karkey kavita ko apna kaisey bana liya? Kya mein samjhoon ki aap mein dil nahin hei? Please excuse me for correcting you!
Logged
mateen govindvi
Guest
«Reply #6 on: August 19, 2004, 11:07:00 AM »
watan pe marne walo ki kami nahi hai yahape
har ek marne ko tayaar hai yahape
dushmano ab koi aur jagah dhoondlo jahaan me
ab tumhari nahi chalegi yahape
Logged
Amit Janglan
Guest
«Reply #7 on: August 22, 2004, 07:09:01 AM »
Quote from: "Beena Jain"
Amit ji aap please apni kavita ko quotes mein kariye kyunki vo kavita kisi aur ne india ki independence ke duraan likhi hei aur is tharhaa se hei,

"bharaa nahin jo bhhaavon se
behthi jismein rasdhhaar nahin
vo hridhei nahin hei patthhar hei
jismein swadesh ka pyaar nahin."

Aapney hridhei (dil) ki jagha aadmi karkey kavita ko apna kaisey bana liya? Kya mein samjhoon ki aap mein dil nahin hei? Please excuse me for correcting you!

Beena Ji.....

Milna hou tou mil,magar hum to desh ki pargati ko taras te hain.
Na tum hou khuda jayse, na hum farishte hain.

Aap boli sahi, kayaa apako apane desh se payaar nhin,
Humare purkhon ke raste par,aage badne ke huqdaar nhin.

Dil laakh 84 yoniyon main hota hai, par aadami sabse alag hota hai .usmen dil bhi hai, dhadkan bhi, sabase badi baat wo azaad hai desh ke bhale ya bure aur aage badne ke bare main sabse jayadaa soch sakata hai.Agar apako ye baaten buri lagen to I M VERY SORRY.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #8 on: November 03, 2004, 10:10:40 PM »
Nice Amit!!!
Logged
Amit Janglan
Guest
«Reply #9 on: November 08, 2004, 01:59:21 PM »
Thanx.............. Pooja.
Logged
Amit Janglan
Guest
«Reply #10 on: November 08, 2004, 02:00:39 PM »
Quote from: "mateen govindvi"
watan pe marne walo ki kami nahi hai yahape
har ek marne ko tayaar hai yahape
dushmano ab koi aur jagah dhoondlo jahaan me
ab tumhari nahi chalegi yahape


mateen g bahut khub
Logged
Amit Janglan
Guest
«Reply #11 on: November 08, 2004, 02:06:47 PM »
Thanx.....nishita.............. ,sanju,......... Pooja.
duniyan main hai to bas ek pyaar hai
bakee sabh hai to wo udhaar hai
 udhaar hai,  udhaar hai,  udhaar hai.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #12 on: November 08, 2004, 05:51:54 PM »
apki yah baat
saweekar hai, saweekar hai, saweekar hai!!!!!!!!
Logged
Amit Janglan
Guest
«Reply #13 on: November 09, 2004, 12:56:17 PM »
hum bhi lachaar hain, hum bhi lachaar hain,hum bhi lachaar hain.
Logged
sharmaarunkumar
Guest
«Reply #14 on: December 01, 2004, 09:20:31 AM »
Very Nice all!
Logged
Pages: [1] 2 3  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 09:04:09 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.098 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer