rang na ho lahoo ka

by salil2002 on March 16, 2009, 12:43:39 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1567 times)
salil2002
Guest
hello everyone, happy belated holi, kuch khayalon ko
shayari k shaql main aapse share karna chahta hoon ,
ummeed karta hoon kii meri koshish ko aapki daad haazir ho




aaj rangon se sarabor dekha maine apne desh ko
aaj khushiyon main khoya dekha maine apne desh ko
zindadili ki di misaale isne kadam kadam par
oon misaalon kii neev se bante majboot dekha apne desh ko

par kuch log aise bhi dekhe jo rangon ka matlab na samajh paaye
lahoo bahaya apne bhaiyon ka hi ,na jaane kitne ghar k chiraag na jal paaye
reh gayi sooni kitni baheno kii rakhi,kitne berang kuch ghar nazar aaye
dekha maine oon bilakhte baapon ko,jo apne bachchon ko kandha de k thay ghar aaye

rang lahoo ka lal dikhta hai magar isse na rangon apne haath
patakhe jalao tum diwali main, na karo kissii k ghar ko isse rakh
hindu, musalmaan, sikh ho ya ho tum isai , main kissii dharm ko mahin maanta
hai insaniyat sabse upar hai uske upar hai'EK' main kissii aur ko nahin janta

aao mere bhaiyon mita de is deewaar ko
aao mere doston gale laga lo apne yaar ko,
na baanton mujhe is duniya ki reet aur khokhlepan se
aao khelo mujh sang rang aao mal do mere chehre par gulaal ko
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
~*~ LAHOO SE LIKHI GAZAL ~*~ by _Vicky_ in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
RANG DO MUJH KO APNE PYAR KE RANG MEIN........ by ranjana in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 ... 5 6 »
Lahoo ka kharaaj by mirzasaleem in Shayari -e- Husn
Lahoo, ashk ban ker aankhon se rawaN hoota hai by javedarshad in Shayri-E-Dard « 1 2 3 4 »
LAHOO-LAHOO RAKHNAA.................................SAINI by sksaini4 in Ghazals « 1 2 3  All »
sajid_ghayel
Guest
«Reply #1 on: March 16, 2009, 02:09:06 PM »
Bohat bohat khoob salil.....
Logged
Roja
Guest
«Reply #2 on: March 16, 2009, 02:10:52 PM »
Bahut khoob Salil ji  Applause
Logged
salma786
Guest
«Reply #3 on: March 16, 2009, 02:37:40 PM »
Bahoot hi acha likha hai apne salil ji Clapping Smiley Clapping Smiley

Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #4 on: March 16, 2009, 09:59:51 PM »
aap ko bhi belated holi mubarak ho,
very nice salil ji,nice.madhuwesh
Logged
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #5 on: March 17, 2009, 08:20:02 AM »
salil ji behad khubsurat or meaningful words ka istmaal kar aapne is shayri ko ham sabke saamne pesh kiya hai
sorry to see late ........par aapka likha wakai kaabile taarif hai Applause  Applause  Applause
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #6 on: March 17, 2009, 09:44:21 AM »
BOhat Achche Salil Bhai, Good Work,.
Yunhi Likhte Rahiye,.
Logged
syednaami
Guest
«Reply #7 on: March 29, 2009, 07:42:40 PM »
Excellent work Salil... Keep writing good work...
Logged
Talat
Guest
«Reply #8 on: March 29, 2009, 10:38:04 PM »
hello everyone, happy belated holi, kuch khayalon ko
shayari k shaql main aapse share karna chahta hoon ,
ummeed karta hoon kii meri koshish ko aapki daad haazir ho




aaj rangon se sarabor dekha maine apne desh ko
aaj khushiyon main khoya dekha maine apne desh ko
zindadili ki di misaale isne kadam kadam par
oon misaalon kii neev se bante majboot dekha apne desh ko

par kuch log aise bhi dekhe jo rangon ka matlab na samajh paaye
lahoo bahaya apne bhaiyon ka hi ,na jaane kitne ghar k chiraag na jal paaye
reh gayi sooni kitni baheno kii rakhi,kitne berang kuch ghar nazar aaye
dekha maine oon bilakhte baapon ko,jo apne bachchon ko kandha de k thay ghar aaye

rang lahoo ka lal dikhta hai magar isse na rangon apne haath
patakhe jalao tum diwali main, na karo kissii k ghar ko isse rakh
hindu, musalmaan, sikh ho ya ho tum isai , main kissii dharm ko mahin maanta
hai insaniyat sabse upar hai uske upar hai'EK' main kissii aur ko nahin janta

aao mere bhaiyon mita de is deewaar ko
aao mere doston gale laga lo apne yaar ko,
na baanton mujhe is duniya ki reet aur khokhlepan se
aao khelo mujh sang rang aao mal do mere chehre par gulaal ko

Bohot Khoob....Very nice creation Salil
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #9 on: March 31, 2009, 04:26:36 AM »
Bahut Bahut Khoob Salil Bro..Ecxellent Thoughts. Applause Applause Applause
Logged
salil2002
Guest
«Reply #10 on: April 06, 2009, 06:16:41 AM »
Bohat bohat khoob salil.....
Bahut khoob Salil ji  Applause
Bahoot hi acha likha hai apne salil ji Clapping Smiley Clapping Smiley


aap ko bhi belated holi mubarak ho,
very nice salil ji,nice.madhuwesh
salil ji behad khubsurat or meaningful words ka istmaal kar aapne is shayri ko ham sabke saamne pesh kiya hai
sorry to see late ........par aapka likha wakai kaabile taarif hai Applause  Applause  Applause
BOhat Achche Salil Bhai, Good Work,.
Yunhi Likhte Rahiye,.
Excellent work Salil... Keep writing good work...
Bohot Khoob....Very nice creation Salil
Bahut Bahut Khoob Salil Bro..Ecxellent Thoughts. Applause Applause Applause
aap sabka bahut bahut shukriya kii aapne mere liye waqt nikala........
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 03:02:27 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.154 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer