SARE JAHAN SE ACHA

by Pooja on November 02, 2004, 05:39:40 PM
Pages: 1 2 [3] 4  All
Print
Author  (Read 13202 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #30 on: June 17, 2006, 06:54:35 AM »
Quote from: "Pankhuri2"
Quote from: "Jaanasheen"
Bahoot Khoob Pooja Didi,...

Sare Jahan Se Acha Hindustaan Hamara,..
Kehna To Asaan Hai Par Mushkil Hai Guzaara,..

Rehte Hain Sab Yahan Uljhano Mein Phas Kar,..
Azaadi Milkar Hume Humne Phir Bhi Nahi Isko Sawaara,..

Abaadi Bardhti Jaa Rahi Phir Bhi Lard Rahe Hain,..
Jaane Kahan Kho Gaya "Jaanasheen" Aman Ka Sitaara,..

Sab Lardte Hain Yahan Lekar Naam Mazhaab Ka,..
Kho Gaayi Hai Kashti Apni Milta Nahi Kinaara,..

Aye Khuda Reham Kar Hum Bekaso Par,...
De De Hume Bhi Tu Koi Sahaara,..

______________-Azeem-_______________

Doston Agar Mujhse Koi Galti hui Ho To Maaf Kar dena,..

bahoot khoob Lil Bro... man khush ho gaya apki kavita pad kar..... bahoot hi khoob...

Shukriya,..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
ye sare bade bachche ke liye hain!.:) by redwhitegang in SMS , mobile & JOKES
sare-aam karna hein! by Prateek Mardia in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
sare gam by sanglikar in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Sare hijra neend na aayegee! by abdbundeli in Shayri for Khumar -e- Ishq
Sare jahaan ke malik.. by Kohinoor in Shayari-e-Parastish
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #31 on: June 17, 2006, 07:06:06 AM »
Saare Jahan Se Acha Hindustaan Hamara,..
Hum Bul Bule Hain Iske Ye Gulsitaan Hamara,..
Kho Gaya Hai Wajood Apna Bechain Hain Sab,..
Mit Raha Hai Dekho Naam-Nishaan Hamara,..

Veerasat Mein Mili Hai Azaadi Hume Is Liye Gafeel Hain Hum,..
Poocho Unse Kadar Iski Jisne Kiya Kaanton Par Guzaara,..
Hume To Kadar Na Raahi Ab Watan Ki Watan Waalon Ki,..
Karne Jaa Rahe Hain Hum Mazhab Ke Naam Par Watan Ka Batwaara,..

________________________________________-Jaanasheen-
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006

View Profile
«Reply #32 on: June 18, 2006, 03:42:45 AM »

great job jaansheen
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #33 on: June 18, 2006, 04:35:34 AM »
Quote from: "Jaanasheen"
Saare Jahan Se Acha Hindustaan Hamara,..
Hum Bul Bule Hain Iske Ye Gulsitaan Hamara,..
Kho Gaya Hai Wajood Apna Bechain Hain Sab,..
Mit Raha Hai Dekho Naam-Nishaan Hamara,..

Veerasat Mein Mili Hai Azaadi Hume Is Liye Gafeel Hain Hum,..
Poocho Unse Kadar Iski Jisne Kiya Kaanton Par Guzaara,..
Hume To Kadar Na Raahi Ab Watan Ki Watan Waalon Ki,..
Karne Jaa Rahe Hain Hum Mazhab Ke Naam Par Watan Ka Batwaara,..

________________________________________-Jaanasheen-

too@infinty.great!!! bahoot hi acha likha hai Lil bro..... dil khush ho jaata hai apki shayri pad kar... hamesha issee bhi acha likhte raho....
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #34 on: June 18, 2006, 10:55:07 AM »
Quote from: "BHONDU"
Quote from: "Jaanasheen"

Saare Jahan Se Acha Hindustaan Hamara,..
Hum Bul Bule Hain Iske Ye Gulsitaan Hamara,..
Kho Gaya Hai Wajood Apna Bechain Hain Sab,..
Mit Raha Hai Dekho Naam-Nishaan Hamara,..

Veerasat Mein Mili Hai Azaadi Hume Is Liye Gafeel Hain Hum,..
Poocho Unse Kadar Iski Jisne Kiya Kaanton Par Guzaara,..
Hume To Kadar Na Raahi Ab Watan Ki Watan Waalon Ki,..
Karne Jaa Rahe Hain Hum Mazhab Ke Naam Par Watan Ka Batwaara,..

________________________________________-Jaanasheen-

great job jaansheen

Shukriya Bhondu Bhai,..
Gar App Bhi Likhte To Acha Lagta,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #35 on: June 18, 2006, 10:55:50 AM »
Quote from: "Pankhuri2"
Quote from: "Jaanasheen"
Saare Jahan Se Acha Hindustaan Hamara,..
Hum Bul Bule Hain Iske Ye Gulsitaan Hamara,..
Kho Gaya Hai Wajood Apna Bechain Hain Sab,..
Mit Raha Hai Dekho Naam-Nishaan Hamara,..

Veerasat Mein Mili Hai Azaadi Hume Is Liye Gafeel Hain Hum,..
Poocho Unse Kadar Iski Jisne Kiya Kaanton Par Guzaara,..
Hume To Kadar Na Raahi Ab Watan Ki Watan Waalon Ki,..
Karne Jaa Rahe Hain Hum Mazhab Ke Naam Par Watan Ka Batwaara,..

________________________________________-Jaanasheen-

too@infinty.great!!! bahoot hi acha likha hai Lil bro..... dil khush ho jaata hai apki shayri pad kar... hamesha issee bhi acha likhte raho....

Shukriya Sis,..
Apne Kuch Likha Nahi,..
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006

View Profile
«Reply #36 on: June 28, 2006, 02:42:29 PM »
Quote from: "Jaanasheen"

Saare Jahan Se Acha Hindustaan Hamara,..
Hum Bul Bule Hain Iske Ye Gulsitaan Hamara,..
Kho Gaya Hai Wajood Apna Bechain Hain Sab,..
Mit Raha Hai Dekho Naam-Nishaan Hamara,..

Veerasat Mein Mili Hai Azaadi Hume Is Liye Gafeel Hain Hum,..
Poocho Unse Kadar Iski Jisne Kiya Kaanton Par Guzaara,..
Hume To Kadar Na Raahi Ab Watan Ki Watan Waalon Ki,..
Karne Jaa Rahe Hain Hum Mazhab Ke Naam Par Watan Ka Batwaara,..

________________________________________-Jaanasheen-[/b]

great job jaansheen[/quote]

sare jahan se aacha hindustaan humara.
hum bul bule hai iske ye gulsitaan humara.
khoon chuste neta ye mar raha bichara.
baagbaan nasad hai ye le kiska sahara.
kati patang ki tarah ye ho gaya aawara.
dare jahan se aacha hindustaan humara.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #37 on: June 29, 2006, 07:53:40 AM »
Shukriya Bhondu Bhai,..
And Nice One,..

Sare Jahan Se Acha Hindustan Hamara,..
Hum Bul Bule Hain Iske Ye Gulsitaan Hamara,..
Bhawar Mein Hai Dekho Kashti Aman Aur Pyaar Ki,..
Beh Rahi Hai Sahil Mein Ye Milta Nahi Kinaara,..

Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #38 on: July 09, 2006, 07:15:22 PM »
Quote from: "Jaanasheen"
Saare Jahan Se Acha Hindustaan Hamara,..
Hum Bul Bule Hain Iske Ye Gulsitaan Hamara,..
Kho Gaya Hai Wajood Apna Bechain Hain Sab,..
Mit Raha Hai Dekho Naam-Nishaan Hamara,..

Veerasat Mein Mili Hai Azaadi Hume Is Liye Gafeel Hain Hum,..
Poocho Unse Kadar Iski Jisne Kiya Kaanton Par Guzaara,..
Hume To Kadar Na Raahi Ab Watan Ki Watan Waalon Ki,..
Karne Jaa Rahe Hain Hum Mazhab Ke Naam Par Watan Ka Batwaara,..

________________________________________-Jaanasheen-

gr8 bro waqai kya likha hai

saare jahaan se achcha  hindostaan hamara
ham hi nahi the layaq isko nahi sambhala
dekar lahu ki boonden lakhon sipahiyon ne
kitna lahu bahaya bahano ke bhaiyon ne
har ik sitam saha bas is mulk ko bachaya
hamse anadiyon ne us khoon ko lajaya
ham ne padhi kitaben azadiyon ki jung par
bas yaad karke usko parchon me likh diya hai
aur paas jab hue ham bas usko hai bhulaya
kitane hain ham me aise jisane hai yaad rakha
 har roz ek bhi pal kabhi desh ke kaam aaya
ham likh rahen yunhi bas  panne bhar rahen hain
kya ham ne kabhi socha ham kuch to kar hi paaen
is desh me hain jeete kabhi iske kaam aaen
ye nahi zaroori koi har ek ho sipahi
ham hain jahaan vahin se kar sakte hain ladai
sari buraiyan bas dushman bane hamari
ham ik sipahi ban ke jad se unhe mitaen
kabhi ek roz ko hi is desh ke kaam aaen
tabhi ham bhi gaa sakenge vo tarana sabse pyara
ham bulbulen hain isaki ye gul sitan hamara.............................
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #39 on: July 11, 2006, 09:46:44 AM »
Shukriya Tabassum Didi,..
Apne Bahoot Khoob Likha Hai,..
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006

View Profile
«Reply #40 on: July 11, 2006, 12:55:08 PM »
Quote from: "tabassum shakeel"

saare jahaan se achcha  hindostaan hamara
ham hi nahi the layaq isko nahi sambhala
dekar lahu ki boonden lakhon sipahiyon ne
kitna lahu bahaya bahano ke bhaiyon ne
har ik sitam saha bas is mulk ko bachaya
hamse anadiyon ne us khoon ko lajaya
ham ne padhi kitaben azadiyon ki jung par
bas yaad karke usko parchon me likh diya hai
aur paas jab hue ham bas usko hai bhulaya
kitane hain ham me aise jisane hai yaad rakha
 har roz ek bhi pal kabhi desh ke kaam aaya
ham likh rahen yunhi bas  panne bhar rahen hain
kya ham ne kabhi socha ham kuch to kar hi paaen
is desh me hain jeete kabhi iske kaam aaen
ye nahi zaroori koi har ek ho sipahi
ham hain jahaan vahin se kar sakte hain ladai
sari buraiyan bas dushman bane hamari
ham ik sipahi ban ke jad se unhe mitaen
kabhi ek roz ko hi is desh ke kaam aaen
tabhi ham bhi gaa sakenge vo tarana sabse pyara
ham bulbulen hain isaki ye gul sitan hamara.............................

bahut aacha likha hai aapne tabassum ji... sach mein dil ko chu gayi aapki kavita...

sare jaha se aacha hindositaan humara.
shool bhi hai aapne jub gulsitaan humara.
hai kosis in shoolon se na zakmi ho appne.
sone ki chiriya ke phir poore ho sapne.
na koi ghus sake phir aapne is ghar mein.
sarhad pe jaaker aapne shoolon ko hai sajana.
sare jahan se upar lahraye tiranga pyaara
hum bulbule hai iske ye gulsita humara.
sare jahan se aacha hindositaan humaara.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #41 on: July 11, 2006, 12:58:49 PM »
Bahoot Khoob Bhondu Bhai,.

Sare Jahan Se Acha Hindustaan Hamara,..

Jab Sunta Hoon Main Is Nazm Ko Meri Rooh Bhi Kaamp Uth Ti Hai,..
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006

View Profile
«Reply #42 on: July 11, 2006, 01:07:56 PM »
Quote from: "Jaanasheen"
Bahoot Khoob Bhondu Bhai,.

Sare Jahan Se Acha Hindustaan Hamara,..

Jab Sunta Hoon Main Is Nazm Ko Meri Rooh Bhi Kaamp Uth Ti Hai,..

 kyn bhai humein to kafi garv hota hai.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #43 on: July 11, 2006, 01:12:48 PM »
Bai Mera Matlab Hai Jab Sunta Hoon Main Is Nazm Ko,..
To Mere DIL Ke Saath ROOH Par Bhi iska Asar Hota Hai,..
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #44 on: July 12, 2006, 03:27:37 PM »
thanx jaanasheen  and bhondu
Logged
Pages: 1 2 [3] 4  All
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 12:04:45 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.134 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer