aaj tum ko sunaty, mard ,gazaal....

by hameeda on May 01, 2011, 06:35:23 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1487 times)
hameeda
Guest
Reply with quote

as slam o ale kum



aaj tum ko sunaty mard, gazaal
kese hote hei bhole dil ke ye


haar hansi pe he ataa dil einkaa
har hansi se ye pyaar karte hei


waade kar te pyaar mei ye  sabhi
pyaar bhi  baar - baar karte  hei


jahaan dekha koi hansi chehra
wahi apna dil nisaar kar te hei


ein ki kamzoori sirf auraat he
us pe duniyaa nisaar kar te hei


us ko paane ki ek khatir ye
wade so-so hazaar kar te hei


koi kehtaa he hoor, jannat ki
koi pariyaan misaal dete hei


chahe goori ho chahe kaali ho
har haseena se pyaar karte hei


maan te hei sabhi batein  yuski
jis ko ye dil se pyaar karte hei


babaa adaam, ne maan kar kehnaa
apni biwee ka kitne dukh the sahe



sun ke biwi ki baat adaam ne
jaannat se wo bhi to nikale gaye


or phir kitne sab sahe dukh bhi
sari duniyaa  ye bhi jane hei


sooch loo aaj bhi samhal jao
apne jazbaat ko nahi kehnaa


ek galti ki khatir  tum,  hazaar
duniyaa mei dukh   nahi sehnaa


apne raab, se karoge ulfaat to
koi tum ko silaa milega bhi


chaar din ki ye zindgani he
choti yusse bhi ye jawaani he


apne raab, se mang lo maafi
or aaj se nek kaam kar daloo


wadaa kar loo apne rab se tum
aaj se  koi na buraa kaam karei


na anaa, dil ki batoon mei kabhi
jisse khud ko zaleelo khwaar karei


maaf karnaa mujhe mere bhai
aaj jo baat dil ki zabaan par lai


apni biwi se sirf pyaar karoo
or shushiyo ka karo baar karo


qadmoon mei jahaa  nisaar karoo
sari duniya se zyadaa pyaar karo


dekhna phir nazaaraa jannat ka
to baa raab, se tum baar - baar karoo


maaf kardetaa he khudaa ham ko
rab ko sajdaa tum baar - baar karo



sari duniyaa se tum karo ulfaar
dil mei sab ka tum aehtraam karoo


bibbo, karti   he pyaar  duniyaa se
or sab ko   diloon  mei rakhty he


bhai kehti he, sari  duniya ko
or sab ko   behn, samjhty he


dard sab ka, wo apna kehti he
har behn, ke dil mei rehty he


pyaar karti he sari duniyaa ko
or dil apnaa  paak rakhty  he


maanti he jahaa ko apnaa ghar
or sabhi ka  khayaal rakhty he


maaf kardenaa sab mere bhai

aaj ( bibbo) se ho gai  galty


yaad rakhna meri sabhi batei
aaj se  sab ko maano tum apna


har dukhi ko gale  lagaalenaa
har kisi ko samjho tum apnaa



sare shikwe gale mitaa dena
har kisi ko gale lagaa lenaa



apna khayaal rakhna

ALLAH HAFIZ

written by h bibbo ameer
Logged
hameeda
Guest
«Reply #1 on: May 01, 2011, 06:35:43 PM »
Reply with quote

as slam o ale kum



aaj tum ko sunaty mard, gazaal
kese hote hei bhole dil ke ye


haar hansi pe he ataa dil einkaa
har hansi se ye pyaar karte hei


waade kar te pyaar mei ye  sabhi
pyaar bhi  baar - baar karte  hei


jahaan dekha koi hansi chehra
wahi apna dil nisaar kar te hei


ein ki kamzoori sirf auraat he
us pe duniyaa nisaar kar te hei


us ko paane ki ek khatir ye
wade so-so hazaar kar te hei


koi kehtaa he hoor, jannat ki
koi pariyaan misaal dete hei


chahe goori ho chahe kaali ho
har haseena se pyaar karte hei


maan te hei sabhi batein  yuski
jis ko ye dil se pyaar karte hei


babaa adaam, ne maan kar kehnaa
apni biwee ka kitne dukh the sahe



sun ke biwi ki baat adaam ne
jaannat se wo bhi to nikale gaye


or phir kitne sab sahe dukh bhi
sari duniyaa  ye bhi jane hei


sooch loo aaj bhi samhal jao
apne jazbaat ko nahi kehnaa


ek galti ki khatir  tum,  hazaar
duniyaa mei dukh   nahi sehnaa


apne raab, se karoge ulfaat to
koi tum ko silaa milega bhi


chaar din ki ye zindgani he
choti yusse bhi ye jawaani he


apne raab, se mang lo maafi
or aaj se nek kaam kar daloo


wadaa kar loo apne rab se tum
aaj se  koi na buraa kaam karei


na anaa, dil ki batoon mei kabhi
jisse khud ko zaleelo khwaar karei


maaf karnaa mujhe mere bhai
aaj jo baat dil ki zabaan par lai


apni biwi se sirf pyaar karoo
or shushiyo ka karo baar karo


qadmoon mei jahaa  nisaar karoo
sari duniya se zyadaa pyaar karo


dekhna phir nazaaraa jannat ka
to baa raab, se tum baar - baar karoo


maaf kardetaa he khudaa ham ko
rab ko sajdaa tum baar - baar karo



sari duniyaa se tum karo ulfaar
dil mei sab ka tum aehtraam karoo


bibbo, karti   he pyaar  duniyaa se
or sab ko   diloon  mei rakhty he


bhai kehti he, sari  duniya ko
or sab ko   behn, samjhty he


dard sab ka, wo apna kehti he
har behn, ke dil mei rehty he


pyaar karti he sari duniyaa ko
or dil apnaa  paak rakhty  he


maanti he jahaa ko apnaa ghar
or sabhi ka  khayaal rakhty he


maaf kardenaa sab mere bhai

aaj ( bibbo) se ho gai  galty


yaad rakhna meri sabhi batei
aaj se  sab ko maano tum apna


har dukhi ko gale  lagaalenaa
har kisi ko samjho tum apnaa



sare shikwe gale mitaa dena
har kisi ko gale lagaa lenaa



apna khayaal rakhna

ALLAH HAFIZ

written by h bibbo ameer
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 10:04:05 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.094 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer