Aas Chod Gaya (NM)

by Roja on September 04, 2009, 02:46:07 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1081 times)
Roja
Guest
Reply with quote
Mere Wajood Ki Mujh Main Talash Chor Gaya,
Jo Pori Na Ho Kabhi Aisi Aas Chod Gaya,

Yehi Karam Nawazi Uski Mujh Pe Kam Hai,
Ke Khud To Door Hua Per Yaadain Paas Chod Gaya,

Jo Khowahishen Thi Sabhi Hasraton Main Dhal Gayein,
Mere Labon Pe Wo Ik Lafz Kaash! Chod Gaya,

Yeh Mera Zarf Hai Ik Roz Usne Mujh Se Kaha,
Ke Aam Logon Main Ek Tujh Ko Khaas Chod Gaya,

Baharon Se Mujhe Is Liye To Nafrat Hai,
Inhi Ruton Main Mujhe Woh Udaas Chod Gaya..

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
2004 , GUZAR GAYA ! KISI KA KIA GAYA , OR KISI KA KIA GAYA ? by SADIQA JAWED in Shairi - E - Zindagi
Woh Chod Ke Chala Gaya...........Kash by Sanjeev kash in Miscellaneous Shayri
**Magar jise jaan kahte the wo chod gaya ** by kritika sharma in Shayri for Khumar -e- Ishq
Chod Gaya Hai Wo....KAsh by Sanjeev kash in Miscellaneous Shayri
akela chod gaya by pritam tripathi in Shayri-E-Dard
cara
Guest
«Reply #1 on: September 04, 2009, 07:15:25 AM »
Reply with quote
KYA BAAT HAI..ROJA JI......

JUDAA RAHEKAR BHI,JAISE SAATH HAI MERE,
DOOR RAHEKAR BHI,JAISE PAAS HAI MERE.
APNA NA HOKAR BHI, JAISE KHAAS HAI MERE,
AESI ZINDAGI JEENEY KE LIYE MUJHE DEY GAYA,
JO LAGI RAHE,KABHI NA BUJHE,AISI PYAAS DEY GAYA.

Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #2 on: September 04, 2009, 07:33:30 AM »
Reply with quote
Wah wah bahut khoob Roja ji mindblowing creation,beautiful lines by Cara ji, Thumbs UP Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley :clapping:excellent
Logged
waquif ansari
Guest
«Reply #3 on: September 04, 2009, 09:35:37 AM »
Reply with quote
Mere Wajood Ki Mujh Main Talash Chor Gaya,
Jo Pori Na Ho Kabhi Aisi Aas Chod Gaya,

Yehi Karam Nawazi Uski Mujh Pe Kam Hai,
Ke Khud To Door Hua Per Yaadain Paas Chod Gaya,

Jo Khowahishen Thi Sabhi Hasraton Main Dhal Gayein,
Mere Labon Pe Wo Ik Lafz Kaash! Chod Gaya,

Yeh Mera Zarf Hai Ik Roz Usne Mujh Se Kaha,
Ke Aam Logon Main Ek Tujh Ko Khaas Chod Gaya,

Baharon Se Mujhe Is Liye To Nafrat Hai,
Inhi Ruton Main Mujhe Woh Udaas Chod Gaya..


Wah wah roja saheba aap khoob kahti hain. In ashaaron ko padhkar apne kuchh ashaar yaad aane lage:
JAHAN JAHAN BHI GAYA JIS KISI KE PAAS GAYA
PAHAN KE APNE OOSULON KA MAIN LIBAAS GAYA

BAHUT HAQEEQT-e-PINHAAN KI JUSTUJU THI MUJHE
JAHAN MAIN JA NAHIN PAYA MIRA QAYAS GAYA

HAR US MUQAAM PE JAAKAR MAIN LAUT AAYA HOON
JUNOON-e-ISHQ KA JIS JAA BHI IN-EKAS GAYA
Logged
Roja
Guest
«Reply #4 on: September 07, 2009, 03:08:16 PM »
Reply with quote
KYA BAAT HAI..ROJA JI......

JUDAA RAHEKAR BHI,JAISE SAATH HAI MERE,
DOOR RAHEKAR BHI,JAISE PAAS HAI MERE.
APNA NA HOKAR BHI, JAISE KHAAS HAI MERE,
AESI ZINDAGI JEENEY KE LIYE MUJHE DEY GAYA,
JO LAGI RAHE,KABHI NA BUJHE,AISI PYAAS DEY GAYA.

Wah wah Wonderful Cara ji  Applause Applause

Logged
Roja
Guest
«Reply #5 on: September 07, 2009, 03:09:02 PM »
Reply with quote
Wah wah bahut khoob Roja ji mindblowing creation,beautiful lines by Cara ji, Thumbs UP Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley :clapping:excellent

Thanks Madhu dear
Logged
Roja
Guest
«Reply #6 on: September 07, 2009, 03:09:42 PM »
Reply with quote
Wah wah roja saheba aap khoob kahti hain. In ashaaron ko padhkar apne kuchh ashaar yaad aane lage:
JAHAN JAHAN BHI GAYA JIS KISI KE PAAS GAYA
PAHAN KE APNE OOSULON KA MAIN LIBAAS GAYA

BAHUT HAQEEQT-e-PINHAAN KI JUSTUJU THI MUJHE
JAHAN MAIN JA NAHIN PAYA MIRA QAYAS GAYA

HAR US MUQAAM PE JAAKAR MAIN LAUT AAYA HOON
JUNOON-e-ISHQ KA JIS JAA BHI IN-EKAS GAYA


 Applause Applause Applause Applause
Superb  Thumbs UP
Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 24 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #7 on: June 07, 2011, 12:27:53 PM »
Reply with quote
Mere Wajood Ki Mujh Main Talash Chor Gaya,
Jo Pori Na Ho Kabhi Aisi Aas Chod Gaya,

Yehi Karam Nawazi Uski Mujh Pe Kam Hai,
Ke Khud To Door Hua Per Yaadain Paas Chod Gaya,

Jo Khowahishen Thi Sabhi Hasraton Main Dhal Gayein,
Mere Labon Pe Wo Ik Lafz Kaash! Chod Gaya,

Yeh Mera Zarf Hai Ik Roz Usne Mujh Se Kaha,
Ke Aam Logon Main Ek Tujh Ko Khaas Chod Gaya,

Baharon Se Mujhe Is Liye To Nafrat Hai,
Inhi Ruton Main Mujhe Woh Udaas Chod Gaya..




bahut khoob roja ji
Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 07:24:59 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.109 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer