saahill
Mashhur Shayar
Rau: 86
Offline
Waqt Bitaya:147 days, 17 hours and 51 minutes.
Posts: 18610 Member Since: Jun 2009
|
shakhayein dil par chahat ki bahaar hai aane wali ishq ka mausam phir se hai woh laane wali dekho to saj gayee hain dulhan si mohabbat ki galyan armaano hi shehnaaya hai ab bajne wali khol diye hain sarey rastey dil tak jo hain aatey dadhkan bekraar hai meri dilbar hai ismein aane wali
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
Rau: 19
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle
Posts: 5603 Member Since: Jun 2010
|
|
«Reply #1 on: December 18, 2010, 08:18:18 AM » |
|
wahh waahh ji wahhh...
jaldi se aajaye wo dil k dwaar me jiska hai tumko besabri se intezaar aa ke mehka degi wo tera gulshan aisi manmohak hogi wo pyaar ki bahaar
|
|
|
Logged
|
|
|
|
saahill
Mashhur Shayar
Rau: 86
Offline
Waqt Bitaya:147 days, 17 hours and 51 minutes.
Posts: 18610 Member Since: Jun 2009
|
|
«Reply #2 on: December 18, 2010, 08:24:39 AM » |
|
dil hai mera koi phoolon ka bagh nahin pyar hai chipa ismein our koi raaj nahin jaan kar bhi anjaan ban jatey hain woh na janee kyun apni pehchaan chupaatey hain woh ayegi bahaar ek din tere dil ke gulshan mein yehi lafz bolkar dil behlaatey hain woh
|
|
|
Logged
|
|
|
|
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
Rau: 19
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle
Posts: 5603 Member Since: Jun 2010
|
|
«Reply #3 on: December 18, 2010, 08:38:31 AM » |
|
kaun hai zara ye raaz hume bhi batao kyun nahin ati saamne zara ye bhi samjhao nahin maanti tumse to keh do hume hum denge tips tumhe kaise use manao
|
|
|
Logged
|
|
|
|
saahill
Mashhur Shayar
Rau: 86
Offline
Waqt Bitaya:147 days, 17 hours and 51 minutes.
Posts: 18610 Member Since: Jun 2009
|
|
«Reply #4 on: December 18, 2010, 09:09:11 AM » |
|
manana kaise unko yeh to humein bhi ataa hai samhjna nahin chatey samjhana humein bhi aata hai woh poochtey hain kaun hai kya naam hai uska humko bhi unke samne nama unka lena nahin aata hai hai khawaish ke samjh jayein woh khud hi baat dil ki humein bhi unke saamne naam unka bataana nahin aata
|
|
|
Logged
|
|
|
|
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
Rau: 19
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle
Posts: 5603 Member Since: Jun 2010
|
|
«Reply #5 on: December 18, 2010, 09:11:32 AM » |
|
jab tak ap naam na lenge hum kaise samjhenge jab tak hum samjhenege nahin use janenege kaise
|
|
|
Logged
|
|
|
|
saahill
Mashhur Shayar
Rau: 86
Offline
Waqt Bitaya:147 days, 17 hours and 51 minutes.
Posts: 18610 Member Since: Jun 2009
|
|
«Reply #6 on: December 18, 2010, 09:26:44 AM » |
|
kuch khaas hain woh itne ke hum keh nahin saktey hai nasha unki aankhon mein hum chorh nahin saktey hai anddaaj unka alag sabse hum bhool nahin saktey chura na le koi unko humse naam bhi nahin le saktey
|
|
|
Logged
|
|
|
|
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
Rau: 19
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle
Posts: 5603 Member Since: Jun 2010
|
|
«Reply #7 on: December 18, 2010, 09:29:32 AM » |
|
aisi haseen shakhsiyat se hume bi milao ye raaz apne dil ka doston se na chhupao
|
|
|
Logged
|
|
|
|
saahill
Mashhur Shayar
Rau: 86
Offline
Waqt Bitaya:147 days, 17 hours and 51 minutes.
Posts: 18610 Member Since: Jun 2009
|
|
«Reply #8 on: December 18, 2010, 09:39:29 AM » |
|
bahaana nahin bana rahe hum kisi baat ka intzaar to humein bhi hai unke ijhaar ka besabri ka aalam hai unke ikraar ka is patjarh ko intzaar hai pyar ki bahaar ka tasveer se nikal ayegi woh naam hai uska ? a aa a a a a a ?
|
|
|
Logged
|
|
|
|
dead heart
Guest
|
|
«Reply #9 on: December 18, 2010, 09:38:14 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
Rau: 19
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle
Posts: 5603 Member Since: Jun 2010
|
|
«Reply #10 on: December 19, 2010, 07:06:41 AM » |
|
labon pe thurtharahut hai aur aankhon me uska intezar dil me hai ajeeb si bekasi ab to aajao na o mere dildaar
|
|
|
Logged
|
|
|
|
saahill
Mashhur Shayar
Rau: 86
Offline
Waqt Bitaya:147 days, 17 hours and 51 minutes.
Posts: 18610 Member Since: Jun 2009
|
|
«Reply #11 on: December 19, 2010, 07:13:14 AM » |
|
labon ko kehne do jo kehte hain woh sun lena bandh rehtey hain kyun uljhan inki samjh lena na lage samjh phir bhi to ankhon ka sahaara lena rehtey hain har pal sath apke kabhi khud bhi nihaar lena karni ho jo baat humse to ayane mein khud ko pukaar lena
|
|
|
Logged
|
|
|
|
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
Rau: 19
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle
Posts: 5603 Member Since: Jun 2010
|
|
«Reply #12 on: December 19, 2010, 07:31:42 AM » |
|
waahhhh bht khubb saahil ji...
aaine k saamne jab main khadi hoti hun usme nahinkhud ki tasveer main paati hun ek ajanani si shakal nazar aati hai usme kabhi wo thi main hi par aaj nahin usme kuch bhi apna sa kyun nahin main paati hun...!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
saahill
Mashhur Shayar
Rau: 86
Offline
Waqt Bitaya:147 days, 17 hours and 51 minutes.
Posts: 18610 Member Since: Jun 2009
|
|
«Reply #13 on: December 19, 2010, 07:42:40 AM » |
|
poochna aayena kyun yeh mera haal ho gaya kabhi aata tha chehra nazar ab kyun anjaan ho gaya kyun dadhkan rehti hain dadhkati har pal tez tumhari aati hai tasver tumein jo tasveer woh tumhari hai lagta hai aayene ko bhi pyaar hai tumse ho gaya
|
|
|
Logged
|
|
|
|
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
Rau: 19
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle
Posts: 5603 Member Since: Jun 2010
|
|
«Reply #14 on: December 19, 2010, 07:54:41 AM » |
|
achcha hai saahil ji reply par kuch incmplete hai.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|