dharak na kam he dil ka

by hameeda on June 23, 2010, 08:17:48 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 848 times)
hameeda
Guest
Reply with quote




as salamu ale kum
 
 
dharak na kaam he dil ka ye dhad kan tum ne hi di he
mohabbat naam he es ka ye jo bekali tum ne hi di he
 
zamane bhar ki bato ka na ab ham se sabab puncho
guzaare kese din-ratei tun hare bin ye puncho
 
mohabbat tum ko kar te hei magar keh ne se darte hei
khyaalon me magar ham rooz tera deedaar karte hei
 
magar jab sam ne ate ho to nigahe milane se dar te hei
hamare dil pe kya beeti or sirf ahei bhar te hei
 
jigaar me tees dil me dard ham to aahei bhar te hei
ye kesa pyaar he meraa ye kesa dil lagaya he
 
jis zaalim ne tadhpaya yusi pe piyaar ayaa he
tumhara naam le le ke kati ye umar sari he
 
na tum aye na teri yaad ne daman ko choda he
tum hare pyaar ne ham ko kahi ka bhi na chodha he
 
qun aaj bhi dil ne na ummeede daman chodha he
tum hare pyaar ne ham ko kahi ka bhi na chodha he
 
millee khushia kam or teri yaad -ne har pal rulaaya he
magar phir bhi ussi zaalim pe ham ko pyaar aya he
 
written by hameeda ameer
apnaa khayal rakhna
allah hafiz bibbo
 
Logged
khair khwah
Guest
«Reply #1 on: June 25, 2010, 04:32:56 AM »
Reply with quote
hameeda ameer saheba ,aapka andaaz shayerana hai lekin aap ke likhne ko shayeri ke kisi bhi dayere main shamil nahi kar sakte.ek din main ek nazam ya ghazal likhana (achhi likhna ,achhi se muraad uske har pehlo ka khayal rakhte hoe likhna)asaan kaam nahi hai,aap dil ki baat likhrahe hain itna to zaror pata chal gaya hai aap ki ab tak ki tehreeraon se lekin shayeri ke mizaj ko chookar nahi guzarti aap ki tehreer,likhne ka shaouq rakhte hain aap bahot achhi cheez hai,usko tarteeb main likhne ki koshish karo zaror ek din aap maqaam ko paalinge,aisa lagta hai aap likh to rahe hain lekin aap khud hi samajhte honge ke yeh bahot achha likha hai meine,lekin aur log aap ki likhi ko samajhne se khasir hain,aap ki ab tak ki likhi kisi bhi post ko hausla afzai nahi mili,iski wajeh yehi hai ke aap dil ki baat to paish kar rahe hain lekin shayeri ka pata nahi hai.koi lafzao ka istemal achha hai,koshish karein ke shayeri ki bunyadi cheezaon ko samajhne ki.
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 05:46:59 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.094 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer