hameeda
Guest
|
|
|
1 - dil tadhaptaa he aankh rooty he, jab mohabbat kisi ko hooti he,,, yaad aati hei sary bate jab, bebasi bhi ajeeb hooti he,,, yaar ki baatei wo sabhi qasmei, yaad karke kyun aankh rooti he,,, jis ki khatir kitne dukh the sahe, kyu.n na chahat wo apni hoti he,,, writen by hameeda ameer 2 – dekh kar tujh-ko, bhigi barish main, dil meraa ho-gyaa, diwanaa snaam, laakh chahaa, chupanaa chahat ko, raaz aankhoon ne, khool dalaa snam, tune shrmaa ke, nazar nichi ki, dil ne dil ko gwahi dedi snaam, zulm kar-dalaa, tery suraat ne, zindagi namm tere kardi snaam, Writen by hameeda ameer 3 – dil se kyun aaj nikli he tere aahh yun ( bibbo ) kyaa aaj wo bhi bechen he tery tarhaan,,,, Writen by hameeda ameer 4 – Din he eid ka Tere binaa naa koi Tayyari He, Tu nahi to Ye eid bhi bahut bezaary he,,,
5 - dharak na kaam he dil kaa, ye dharkan tum ne hi di he, mohabbat naam he is kaa, jo tumne bekali di he, zamane bhar ki baton kaa na abb ham se sabab puncho, guzaare kese din-ratei tumhare bin ye bas punchoo, mohabbat tum ko karte hain magar kehne se darte hain, khyaalon main magar teraa, hum deedaar karte hain, tum jab samne ate, nigaahei chaar karte hain, hamare dil pe kyaa beeti wo kehne se darte hain, jigaar main tees dil main dard ham to aahei bharte hain, ye kesaa ishq he meraa ye kesaa dil lagayaa he, jis zaalim ne tadhpayaa, yusi ko piyaar karte hain, tumharaa naam le-le ke kati ye umar saari, naa tum aye naa yaad-e dil ne daman ko hi choraa he, tum hare pyaar ne ham ko, kahi kaa bhi naa choaraa he, kyun aaj bhi dil ne, ummeede daman na choraa he, tumhare pyaar ne ham ko kahi ka bhi na chodha he, millee khushiaa kam, teri yaad –ne har pal rulaayaa he, magar phir bhi ussi zaalim pe ham ko pyaar ayaa he, 6 - Dil se Mitne Ki nahi Cheez ye hooty yaadein, Umr bhar Samhal kar rakhne ki, cheez ye hooty yaadein, Kabhi-kabhi lagtaa hum bhool gaye hain unko, Magar sachche ishq ki buniyaad ,,, ye hooty yaadein, Tum jise pyaar karoo usse dagaa matt karnaa, Door rehkar bhi sdaan zindaa, ye rehty yaadein, Writen by hameeda ammer 7 - dhalti nahi hain raat, snaam yaad aa gayaa, sooyi hui wo dil ki duniyaa jagaa gayaa,,,
Writen by hameeda ameer 8 - dil ko kyaa roog lagaa bhethe, hum ishq main khud ko gwaa bhethe, maloom naa thaa, ye ishq hmei, jab jaanaa, khoof hum khaa bethe, hum sunte the ye duniyaa se, ye ishq bury beemaary he, hanste the sadaa hum sun-sun kar, khud huaa to, ashq bahaa bethe,,,
written by hameeda ameer 9- dil ye kyaa kar baithaa, yaa mere khuda, binaa jane use, jaan keh-betha, mere khuda,,, ik anjaan ajnabi milaa thaa, barsaat ki ik raat, usko apni zindagi keh-bethaa, yaa mere khudaa,,,
written by hameeda ameer
10 - dil to chataa he baras jaaye,ghataa aaj to be-moosam hi, tu-jo ayaa he blaam loot ke, aaj bar-soon ke baad, dil khushi se ye diwanaa hua jataa he, saath payaa he jo aaj teraa snaam, barsoon ke baad, dil ye udhtaa he meraa aaj hwaaoo-n jesaa, tery baanhoon main, jo aaye, hum barsoon ke baad, ab-naa hasraat, naa shikayat he,is zmaane se mujhe, tujh ko payaa he snaam, aaj jo barsoon ke baad, dil to ab yehi duaa kartaa he, har paal meraa, kabhi judaa naa ho ab hum, tujhe pane ke baad,,,,
writen by hameeda ameer 11- duaa he saal ye sabhi ka achchaa jaye, loot ke eid phir sabhi ko khushiyaa laye, koi gum aaye naa zindagi mei kabhi, (bibbo ) ke lab pe bas ye duaa aaj aaye,
written by hameeda ameer
12 - dhoop main, sard hawaa, barish main, mujhko bas tu yaad aayaa, doorr rehkar bhi, mere dil se, juda naa tu kabhi ho payaa, jab main bethi nadi kinaare, saath tumharaa yaad ayaa, pehroo bethaa karte the hum, manzaar saraa yaad ayaa, jheell ke andar chaand ko dekho, Main jab tum se kehty thi, tum kyaa kehte wo bhi mujh ko, aaj sanam sab yaad ayaa, main naa dekhu chand ko sajni, meraa chaan to tum ho jaana, sun kar main sharmaa-jaty thi, saraa alaam yaad ayaa, kitni batei karte the hum, kitnaa pyaar tha dono main, aaj mujhe bitaa wo sabhi, ku wo zmanaa yaad ayaa, tum bichre to mar jaungi, baat sdaa ye kehty thi, tum bijhre main zindaa hyun, sooch ke aankh ye bhar ayaa, koi naa martaa kisi ki khatir, kehne ki ye batei hain, apni chahat. Soch ke dil main, aaj mere bas ye ayaa,
written by hameeda ameer
|