dead heart
Guest
|
«Reply #15 on: December 14, 2010, 08:46:21 PM » |
|
Kasak ki kasak he reh jaaye ki tere dil mai Un tak pahunchne ki manzil mumkin nahi hai...
Tammana ko laga seene se bas khada reh tu line mai bus ki Ye baat hai dil lagaane ki,nahi ye koi bus Dehli jaane ki Haayeeeee kya baat kahi hai di.. Uffffff maza agaya..! Yeh meri hi badkismati ka ek misal hai Rahim, Line main wafa liye lagte hai toh bhi sabse akhri main moka ata hai..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
saahill
Mashhur Shayar
Rau: 86
Offline
Waqt Bitaya:147 days, 17 hours and 51 minutes.
Posts: 18610 Member Since: Jun 2009
|
|
«Reply #16 on: December 15, 2010, 05:17:35 AM » |
|
apki zaranawahsi ka ehtraam karta hoon dil se ap sab ko salaam karta hoon
|
|
|
Logged
|
|
|
|
saahill
Mashhur Shayar
Rau: 86
Offline
Waqt Bitaya:147 days, 17 hours and 51 minutes.
Posts: 18610 Member Since: Jun 2009
|
|
«Reply #17 on: December 15, 2010, 05:52:46 AM » |
|
dil se jo lag jaye woh dillagi ki kya baat hai chandani se jo raushnayee us raat ki kya baat hai tanhayee mein bhi jo mehfil sajaaye ter hi woh sath hai na sochna ke hum to kar rahe hain bas kuch dillagi hothon se nahin yeh to dil se nikli har baat hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
AbhiTamrakar
Guest
|
|
«Reply #18 on: December 15, 2010, 06:04:41 AM » |
|
bahut badhiya likha he saahil ji..
anu ji mast to aap waise h ho..
koyaliya ..is bar b golmol par achha laga padhkar..
likhte rahiye..
sabhi ke liye dher saari daad~
|
|
|
Logged
|
|
|
|
saahill
Mashhur Shayar
Rau: 86
Offline
Waqt Bitaya:147 days, 17 hours and 51 minutes.
Posts: 18610 Member Since: Jun 2009
|
|
«Reply #19 on: December 15, 2010, 09:51:04 AM » |
|
gham hai itna ke seene mein chupaa leta hooon dard jab saha nahin jaata to lafzon mein sazaa leta hoon
|
|
|
Logged
|
|
|
|
KOYAL46
Guest
|
|
«Reply #20 on: December 15, 2010, 11:39:36 AM » |
|
Kya hai capacity kitna Gham seene me chhupa lete ho Overflow hota hai,tab he kya kaagaz pe uttar dete ho
|
|
|
Logged
|
|
|
|
saahill
Mashhur Shayar
Rau: 86
Offline
Waqt Bitaya:147 days, 17 hours and 51 minutes.
Posts: 18610 Member Since: Jun 2009
|
|
«Reply #21 on: December 15, 2010, 11:41:45 AM » |
|
gham ka samndhar mere seene mein samaaya hai jise milta hai dard wohi samjh payaa hai zakham hote nahin iske gehrey dekhne mein jise lagti hai chot mohaabt mein wohi jaan paaya hai to kya hua humpar hasti hai dunya deewano ko kya koi aaj tak samjh paaya hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
killbill
|
|
«Reply #22 on: December 15, 2010, 11:48:35 AM » |
|
hahahaha---- Koyal gazab ka response.. *** ghamo ko andar hi rahne do bahar naa aane do kahin dariya na ban jaye bahar aakr baha na le jaye hume saath doobakar lekar iii behtar hai seene ki dam me qaid rakho bha iii ***
|
|
|
Logged
|
|
|
|
KOYAL46
Guest
|
|
«Reply #23 on: December 15, 2010, 12:22:35 PM » |
|
Gham ka samunder kyu tune seene me chhupaya hai Ab tak kyu nahi tu usse kaagaz pe uttar paaya hai
O-Deewaane Naa rakh tu itna bojh apne seene mai Maana Dil lutta chuka hai tu hassino-kamseeno mai
Mohaabbat kay khel mai chot khana ye tou aam si baat hai Kisi casino se kam nahi ishq ka khel,jeetna-haarna kismat hai gham ka samndhar mere seene mein samaaya hai jise milta hai dard wohi samjh payaa hai zakham hote nahin iske gehrey dekhne mein jise lagti hai chot mohaabt mein wohi jaan paaya hai to kya hua humpar hasti hai dunya deewano ko kya koi aaj tak samjh paaya hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
killbill
|
|
«Reply #24 on: December 15, 2010, 12:40:01 PM » |
|
kya hoga seene me dafn ghamo ko kagaz pe utar ke kya kaam ayega ye kisi bichde apne yaar ke hasega wo bhi jisne itne gham diye zamaane ke sang mil ke *****
|
|
|
Logged
|
|
|
|
saahill
Mashhur Shayar
Rau: 86
Offline
Waqt Bitaya:147 days, 17 hours and 51 minutes.
Posts: 18610 Member Since: Jun 2009
|
|
«Reply #25 on: December 16, 2010, 11:31:51 AM » |
|
tera gham bhi itna haseen hai ke bhulaaya nahin jaata zakham jo diya hai seene par mitaaya nahin jaata sookh na jaye zakham mera aisa kuch karta hoon yaad karke sitam tere zakham ko hara karta hoon thi kasak dil mein aisi ke ab kya main batlaaoun bhool gaye hain chahe mujhe woh mujhse to bhulaaya nahin jaata
|
|
|
Logged
|
|
|
|
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
Rau: 19
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle
Posts: 5603 Member Since: Jun 2010
|
|
«Reply #26 on: December 16, 2010, 11:38:04 AM » |
|
tera gham bhi itna haseen hai ke bhulaaya nahin jaata zakham jo diya hai seene par mitaaya nahin jaata sookh na jaye zakham mera aisa kuch karta hoon yaad karke sitam tere zakham ko hara karta hoon thi kasak dil mein aisi ke ab kya main batlaaoun bhool gaye hain chahe mujhe woh mujhse to bhulaaya nahin jaata
badhiya haiii
|
|
|
Logged
|
|
|
|
saahill
Mashhur Shayar
Rau: 86
Offline
Waqt Bitaya:147 days, 17 hours and 51 minutes.
Posts: 18610 Member Since: Jun 2009
|
|
«Reply #27 on: December 17, 2010, 08:40:40 AM » |
|
pyar kya hai pyaar ijhaar kya hai izhaar intzaar kya hai intzaar ikraaar kya hai ikraar bekraar kya hai bekraar khumaar kya hai khumaar agar pata chal jaye to bata dena kya yahi hai pyaar
|
|
|
Logged
|
|
|
|
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
Rau: 19
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle
Posts: 5603 Member Since: Jun 2010
|
|
«Reply #28 on: December 17, 2010, 08:53:05 AM » |
|
ye kya kya uljhan bhara keh gaye aap na mujhe kuch samajh aaya sarkaar kya hai ikraar ayr kya hai pyaar mujhe to chahiye bas sath ho mera yaar
|
|
|
Logged
|
|
|
|
KOYAL46
Guest
|
|
«Reply #29 on: December 17, 2010, 08:58:05 AM » |
|
Shabdon k chakkar mai buri tarah fass gaya wo Naam hai Saahill par bhawar mai atak gaya hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|