saahill
Mashhur Shayar
Rau: 86
Offline
Waqt Bitaya:147 days, 19 hours and 41 minutes.
Posts: 18617 Member Since: Jun 2009
|
izhaaraat hoga ab to annkhon hi aankhon mein bandh hothon ko bhi ab to humse shikayat hogi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
Rau: 19
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle
Posts: 5603 Member Since: Jun 2010
|
|
«Reply #1 on: December 14, 2010, 09:11:37 AM » |
|
band honth keh jate hain itna kuch khule to yaa khuda fir to kayamat hogi...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nirala
Guest
|
|
«Reply #2 on: December 14, 2010, 09:33:06 AM » |
|
bandh hotho ki sun sake to sun le binbole budbudate hain wo bhi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
saahill
Mashhur Shayar
Rau: 86
Offline
Waqt Bitaya:147 days, 19 hours and 41 minutes.
Posts: 18617 Member Since: Jun 2009
|
|
«Reply #3 on: December 14, 2010, 09:39:12 AM » |
|
LAGA LIYA HAI DIL APSE NA JAANE KAISI MULAAQAT HOGI WOH KEHTEY THEY KABHI DEKHI NAHIN HUMNE IS YAHAN MEIN KOI UNKO BATADEY KE AB TO HAR RAAT QYAMAAT KI RAAT HOGI
|
|
|
Logged
|
|
|
|
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
Rau: 19
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle
Posts: 5603 Member Since: Jun 2010
|
|
«Reply #4 on: December 14, 2010, 09:44:57 AM » |
|
bandh hotho ki sun sake to sun le binbole budbudate hain wo bhi
superbbbbb jo kehke bhi na khete hon aise labon ki kahani kya sune aur kya samjhe ga koi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
saahill
Mashhur Shayar
Rau: 86
Offline
Waqt Bitaya:147 days, 19 hours and 41 minutes.
Posts: 18617 Member Since: Jun 2009
|
|
«Reply #5 on: December 14, 2010, 09:49:54 AM » |
|
JO PARH JAYE ANHKHON KI ZUBAAN WOHI TO DEEWANA HOGA BANDH HOHTON SE HI PYAAR KA AFASAAN KAHEGA TUMEIN CHAHEGA MAGAR KUCH NE USSE KAHA JAYEGA DIL HI DIL MEIN TERE LIYE WOH KHUD KO BEKRAAR KAR JAYEGA
|
|
|
Logged
|
|
|
|
KOYAL46
Guest
|
|
«Reply #6 on: December 14, 2010, 09:54:41 AM » |
|
Tere ye kamkampate larajte honth khud jubaa.n hain Bin-bole he sab kuchh keh diya o-meri pyarri sakhi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nirala
Guest
|
|
«Reply #7 on: December 14, 2010, 09:58:41 AM » |
|
baap re!!! ek se badhkar ek hai sab! "" bandh hotho se jo kah de tu wada hai "nirala" kabhi na sune duniya ke bol ""
|
|
|
Logged
|
|
|
|
saahill
Mashhur Shayar
Rau: 86
Offline
Waqt Bitaya:147 days, 19 hours and 41 minutes.
Posts: 18617 Member Since: Jun 2009
|
|
«Reply #8 on: December 14, 2010, 10:05:13 AM » |
|
jo tu kahey to dunya ko bhi chorh doon sach hai ke tere pyar mein dil se dil ko jorh doon jis gali mein tera ghar ho us gali mein khud ko morh doon hothon ko rakhun bandh ankhon se sab kuch bol doon tera pyaar hai itna anmol use kaise sone chaandi se tol doon
|
|
|
Logged
|
|
|
|
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
Rau: 19
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle
Posts: 5603 Member Since: Jun 2010
|
|
«Reply #9 on: December 14, 2010, 10:05:56 AM » |
|
kya baat hai ji sab ne bht khub reply diye hain
main to khamosh band hothon se aur khamosh nigahon se kehti rahi har baat lekin tum bas meri awaazz hi sunte rahe mere kahe hue bolon ko tolte rahe kyun na samjha paye tum kabhi mere kamosh labon ki ankahi si wo baat.......
|
|
|
Logged
|
|
|
|
saahill
Mashhur Shayar
Rau: 86
Offline
Waqt Bitaya:147 days, 19 hours and 41 minutes.
Posts: 18617 Member Since: Jun 2009
|
|
«Reply #10 on: December 14, 2010, 10:11:29 AM » |
|
hum tumein dekhtey rahe tum apni nazar badaltey rahey hum tumein hi sochtey rahey tum apni soch badlatey rahey hum tumein hi pukartey rahey tum gairon ki suntey rahey hum apne honth to khol na sakery tum kisi ki awaaz suntey rahey hum tere dil mein utartey rahy tum dil mein kisi ke bastey rahey hum tumein anmol kartey gaye tum hamara hi mol kartey rahey
|
|
|
Logged
|
|
|
|
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
Rau: 19
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle
Posts: 5603 Member Since: Jun 2010
|
|
«Reply #11 on: December 14, 2010, 10:14:06 AM » |
|
haye reeeee..bht mast hai ye replyyyy.....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
killbill
|
|
«Reply #12 on: December 14, 2010, 10:20:19 AM » |
|
hmm kya mast mara mari chal riya hai idhar..wah wah:) ***
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Rishi Agarwal
Guest
|
|
«Reply #13 on: December 14, 2010, 10:23:33 AM » |
|
Sabne Bahut Accha Likha Hai Koshis Kar rha hu Kuch Likhne ki Galti ho To Maf Krna..
Aapki Aawaj Mein Wo Jadu Bhara Tha Yar.. Ki Hum Aapke Masum Chehre Ko Dekh Rahe The.. Na Humne Kuch Bola Aur Na Hi Kuch Tola Yar.. Kyuki Tujhme To Hum Apne Rab Ko Dekh Rahe The..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
saahill
Mashhur Shayar
Rau: 86
Offline
Waqt Bitaya:147 days, 19 hours and 41 minutes.
Posts: 18617 Member Since: Jun 2009
|
|
«Reply #14 on: December 14, 2010, 10:30:18 AM » |
|
na zameen par na aasman mein kahin nazar aata hai nazreiyn ho jis our unki wahin nigaah jaata hai sochti hai woh jab bhi uska khayal aata hai kyun doondtey hain log khuda ko junglon mein bas kar dekho mehboob ke dil mein wahin khuda nazar aata hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|