ADIK
Guest
|
chod sari duniya hum kahin or hi ji rahe the tanha kabhi akele khud ko hasaa rahe the jab tak tu nahi thi meri zindagi mein hum har Lamhe ko badi shidat se ji rahe the.... Anil R Bhardwaj mail at:- anilrbhardwaj@gmail.com
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
saahill
Mashhur Shayar
Rau: 86
Offline
Waqt Bitaya:147 days, 20 hours and 6 minutes.
Posts: 18629 Member Since: Jun 2009
|
|
«Reply #1 on: December 16, 2010, 07:56:33 AM » |
|
nice keep it up
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ADIK
Guest
|
|
«Reply #2 on: December 16, 2010, 08:16:17 AM » |
|
thanx Saahil i'll do my best
|
|
|
Logged
|
|
|
|
saahill
Mashhur Shayar
Rau: 86
Offline
Waqt Bitaya:147 days, 20 hours and 6 minutes.
Posts: 18629 Member Since: Jun 2009
|
|
«Reply #3 on: December 16, 2010, 08:24:53 AM » |
|
apni koshish ko hameshan anjaam dete rehne kalam ko apni jubaan dete rehna na samhna ke tum ho tanha is jahaan mein bas apne shayar hone ki pehchaan dete rehna
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ADIK
Guest
|
|
«Reply #4 on: December 16, 2010, 08:27:55 AM » |
|
pehchann toh abhi hum dhundh rahe hain kabhi kissi kabhi kahin hum ghum rahe hain tanha hain ye keh nahi sakte, sath sab hain Phir bhi tabha rehne ki wajah dhundh rahe hai
Anil R Bhardwaj
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nirala
Guest
|
|
«Reply #5 on: December 16, 2010, 09:45:57 AM » |
|
tabahi-barbaadi ki wajah kya dhoondta hai samandar me ek boond kya dhoondta hai swikaar le uss khuda ki khudai na khalega tujhe fir'nirala' yaar ki judai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
saahill
Mashhur Shayar
Rau: 86
Offline
Waqt Bitaya:147 days, 20 hours and 6 minutes.
Posts: 18629 Member Since: Jun 2009
|
|
«Reply #6 on: December 16, 2010, 09:50:07 AM » |
|
judaai ka gham aisa hai jo sahaa nahin jaata kya karieyn juda hokar raha nahin jaata kartey hain koshish lakh dil se use nikaalne ki dil ka to koi kasoor nahin khud hi behlaana nahin aata
|
|
|
Logged
|
|
|
|
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
Rau: 19
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle
Posts: 5603 Member Since: Jun 2010
|
|
«Reply #7 on: December 16, 2010, 09:55:59 AM » |
|
pehchann toh abhi hum dhundh rahe hain kabhi kissi kabhi kahin hum ghum rahe hain tanha hain ye keh nahi sakte, sath sab hain Phir bhi tabha rehne ki wajah dhundh rahe hai
Anil R Bhardwaj
kuch kuch apni baat lagi....bht khub adik ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
Rau: 19
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle
Posts: 5603 Member Since: Jun 2010
|
|
«Reply #8 on: December 16, 2010, 09:56:54 AM » |
|
judaai ka gham aisa hai jo sahaa nahin jaata kya karieyn juda hokar raha nahin jaata kartey hain koshish lakh dil se use nikaalne ki dil ka to koi kasoor nahin khud hi behlaana nahin aata
gud 1 saahil
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anilrbhardwaj
Guest
|
|
«Reply #9 on: December 16, 2010, 09:57:13 AM » |
|
samandar bhi kissi ke intejaar mein rehta hai jab nahi aata koi toh woh uffan mein rehta hai kitna dard hai kissi ke dil mein kaun kehta hai "Anil" toh bus apne dard ko lafzoin mein likhta rehta hai
Anil R Bhardwaj
|
|
|
Logged
|
|
|
|
saahill
Mashhur Shayar
Rau: 86
Offline
Waqt Bitaya:147 days, 20 hours and 6 minutes.
Posts: 18629 Member Since: Jun 2009
|
|
«Reply #10 on: December 16, 2010, 10:02:07 AM » |
|
uth ti hai lehar saagar mein to ehsaas yeh hota hai phir se koi toofan aaj saahil se takraayega phir se doob jayengi chahat ki kashtiyan phir se koi bewafai ke sagar mein doob jayega har baar yehi sochkar hum samandhar mein jaate hain is baar shayad pyar ka saahil humein mil jayega
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anilrbhardwaj
Guest
|
|
«Reply #11 on: December 16, 2010, 10:44:10 AM » |
|
kuch kuch apni baat lagi....bht khub adik ji
thanks kasak ji khata kis ki thi kya pata naam hamara aaya khushi kissi ko milli Gum mere daman mein aaya jitni baar koshish ki maine khud ko hasane ki, har baar koi naya chehra mujhe rulane aaya..... Anil R Bhardwaj
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anilrbhardwaj
Guest
|
|
«Reply #12 on: December 16, 2010, 10:51:46 AM » |
|
zahir tha humein ke woh mera nahi hai phir bhi koshish ki humne usse pane ki samandar mein utar kar sahil par jaane ki Dhub gaya "Anil" or usne kaha ye meri chahat thi
Anil R Bhardwaj
|
|
|
Logged
|
|
|
|
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
Rau: 19
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle
Posts: 5603 Member Since: Jun 2010
|
|
«Reply #13 on: December 16, 2010, 10:56:32 AM » |
|
samandar bhi kissi ke intejaar mein rehta hai jab nahi aata koi toh woh uffan mein rehta hai kitna dard hai kissi ke dil mein kaun kehta hai "Anil" toh bus apne dard ko lafzoin mein likhta rehta hai
Anil R Bhardwaj
mast h anil
|
|
|
Logged
|
|
|
|
saahill
Mashhur Shayar
Rau: 86
Offline
Waqt Bitaya:147 days, 20 hours and 6 minutes.
Posts: 18629 Member Since: Jun 2009
|
|
«Reply #14 on: December 16, 2010, 11:02:08 AM » |
|
na jane kyun teri ankhon mein koi khayal rehta hai jawab nahin jiska koi hothon par woh sawaal rehta hai tere dil ke samandhar mein koi toofan uth ta rehta hai kar le koi haasil mujhko saahil bhi tarasta rehta hai ho jaye jo nazriyn inaayat apki is na cheej par apke do lafzon ko parhne dil betaab sa rehta
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|