poochho un galiyo se

by Neeraj Kumar kirar on February 05, 2011, 02:29:42 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1097 times)
Neeraj Kumar kirar
Guest
Reply with quote
poochho un galiyo se jaha se gujre hai ham
kyo thi ye sun san jab chal rahe the ham
aj ye hansi to kuchh aisi hansi
ki hansti rahi hamari jindgi ham par
or rote reh gaye ham.

khilti hansi ki darkar karte hai ham
de dai daman mai unko jinse pyar karte hai hum
agar lootna hai to tere is bande ko loot le
par lota de unko jinse jaine par loot gaye ham.

sahjaha ne banbaya tha taj-mehal kya banba de ham
apni mohabat ko pathar tale dafna de ham
ye khuda aisa karne ka moka unhe bhi dede
jinse pyar karte hai ham.

ishk hai sakhi is dard ka ye to nahi jante ham
mohabat hai bepanha ye bhi nahi jante ham
tuit kar bikhre jo ek pal mai,wo shisha
us shishe ki taswir hai ham
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Deewaanon se yeh mat poochho...........! by sharmaarunkumar in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2 ... 7 8 »
Dil ki galiyo me aayee bahaar.................... by pandit in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3  All »
badnaam galiyo se ek aawaaraa! :P by nirala in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2  All »
gujare the jin galiyo se by Prabha prakas in Share:Love Poetry
nirala
Guest
«Reply #1 on: February 05, 2011, 04:27:48 PM »
Reply with quote
hmm pyar aur dard ka ehsaas ko shabdo se sajaya aapne.
ehsaas achhe hain
daad
"
thanx
"
Logged
MANOJ6568
Khaas Shayar
**

Rau: 31
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
42 days, 19 hours and 59 minutes.

Astrologer & Shayer

Posts: 12017
Member Since: Feb 2010

View Profile
«Reply #2 on: February 05, 2011, 06:38:13 PM »
Reply with quote
v.good
poochho un galiyo se jaha se gujre hai ham
kyo thi ye sun san jab chal rahe the ham
aj ye hansi to kuchh aisi hansi
ki hansti rahi hamari jindgi ham par
or rote reh gaye ham.

khilti hansi ki darkar karte hai ham
de dai daman mai unko jinse pyar karte hai hum
agar lootna hai to tere is bande ko loot le
par lota de unko jinse jaine par loot gaye ham.

sahjaha ne banbaya tha taj-mehal kya banba de ham
apni mohabat ko pathar tale dafna de ham
ye khuda aisa karne ka moka unhe bhi dede
jinse pyar karte hai ham.

ishk hai sakhi is dard ka ye to nahi jante ham
mohabat hai bepanha ye bhi nahi jante ham
tuit kar bikhre jo ek pal mai,wo shisha
us shishe ki taswir hai ham

Logged
Anshumali
Guest
«Reply #3 on: February 06, 2011, 02:57:46 AM »

Very Nice Poetry ... Neeraj Ji !

ehsaas bahut acche lage hume ... dil se daad !
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #4 on: February 07, 2011, 11:19:27 AM »
Reply with quote
Nice Neeraj JI
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 05:57:02 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.093 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer