tu hi tu bas nazaar ataa...

by hameeda on February 02, 2011, 12:06:57 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1318 times)
hameeda
Guest
Reply with quote
as salam-o-alekum

tu hi tu bas nazaar mujhe aata
tera ( jalwaa) hi har taraaf bhaata

kun nazar aye sirf  har su tu
apne sare (karishme) tu dikhla???

meri har sans me meri ruhh mein
is zameen mein  aasmaa mein tu nazar aata

chand mein  chand ni raat mein he  tu
saree (qaainaat) mein tu hi tu dikhta he

tu he phoo loon me or kaliyon me
noor teraa he har su. har jagha bas tu

phir bhi bande nahi samjh te hei
tune (duniya) banai kese (kun)

kees (maqsad) se ham ko bheja he
bhul bhethe hei aaj sare kun?Huh??

kun bhalai sabhi se chuti he
duniya lagti he sari jhuti he???

or burai sabhi ko bhati he?Huh?
dil kun lagta (sheitani) bato mein

bhul bhthe he kun bhalai sab
dil (shiyah) ho gaye hei jane kun

raasta ( bhalai ) ka nazar nahi ataa
rasta in ko dikhade malik mere tu

noor tera he har taraf phel laa
phir bhi in ko nazar na aye kun

char din ki ye zindgani hein
chood duniyan ye sab ko  jani hein

karm ki sazaayein phir to pani he
en ko rasta dikha mere maalik tu

written by hameeda ameer
apna khyal rakhna
ALLAH hafiz bibbo
Logged
hameeda
Guest
«Reply #1 on: February 02, 2011, 12:07:41 AM »
Reply with quote
as salam-o-alekum

tu hi tu bas nazaar mujhe aata
tera ( jalwaa) hi har taraaf bhaata

kun nazar aye sirf tu he tu har su
apne sare (karishme) tu dikhla???

meri har sans me meri ruhh me
is zamee me aasmaa mei sirf tu hi tu

chand me chand ni raat me tu
saree (qaainaat) me tu hi dikhta he

tu he phoo loon me or kaliyon me
noor teraa he har su. har jagha bas tu

phir bhi bande nahi samjh te hei
tune (duniya) banai kese (kun)

kees (maqsad) se ham ko bheja he
bhul bhethe hei aaj sare kun?Huh??

kun bhalai sabhi se chuti he
duniya lagti he sari jhuti he???

or burai sabhi ko bhati he?Huh?
dil kun lagta (sheitani) bato me

bhul bhthe he kun bhalai sab
dil (shiyah) ho gaye hei jane kun

raasta ( bhalai ) ka nazar nahi ata
rasta in ko dikhade malik tu

noor tera he har taraf phel laa
phir bhi in ko nazar na aye kun

char din ki ye zind gani he mere rabba
chod duniya ye to jani he

karm ki sazaye phir to pani he
en ko rasta dikha mere makik tu

written by hameeda ameer
apna khyal rakhna
ALLAH hafiz bibbo
Logged
Anshumali
Guest
«Reply #2 on: February 02, 2011, 04:58:52 AM »
Reply with quote
as salam-o-alekum

tu hi tu bas nazaar mujhe aata
tera ( jalwaa) hi har taraaf bhaata

kun nazar aye sirf  har su tu
apne sare (karishme) tu dikhla???

meri har sans me meri ruhh mein
is zameen mein  aasmaa mein tu nazar aata

chand mein  chand ni raat mein he  tu
saree (qaainaat) mein tu hi tu dikhta he

tu he phoo loon me or kaliyon me
noor teraa he har su. har jagha bas tu

phir bhi bande nahi samjh te hei
tune (duniya) banai kese (kun)

kees (maqsad) se ham ko bheja he
bhul bhethe hei aaj sare kun?Huh??

kun bhalai sabhi se chuti he
duniya lagti he sari jhuti he???

or burai sabhi ko bhati he?Huh?
dil kun lagta (sheitani) bato mein

bhul bhthe he kun bhalai sab
dil (shiyah) ho gaye hei jane kun

raasta ( bhalai ) ka nazar nahi ataa
rasta in ko dikhade malik mere tu

noor tera he har taraf phel laa
phir bhi in ko nazar na aye kun

char din ki ye zindgani hein
chood duniyan ye sab ko  jani hein

karm ki sazaayein phir to pani he
en ko rasta dikha mere maalik tu

written by hameeda ameer
apna khyal rakhna
ALLAH hafiz bibbo


Bahut khoobsurat ehsaas likhe hai aapne ... hameeda Ji !

Very nice creation ... dil se daad !
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #3 on: February 05, 2011, 02:13:29 PM »
Reply with quote
Bahut Khub Hameeda JI
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 24, 2024, 03:12:31 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.091 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer