WO PYAR HAI

by kamal aggarwal on February 12, 2011, 10:01:53 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 872 times)
kamal aggarwal
Guest
Reply with quote

    "pyar karne walon ke naam"


Dard to hai,par jakhm nahi,
gehra to hai par saagar nahi,
ehsaas hai par bayan nahi,
wo pyar hai aur kuch nahi,

samne to hai par dikhta nahi ,
hakiqut hai lekin fasana nahi,
chahat hai magar khwahish nahi,
wo pyar hai aur kuch nahi,

nasha to hai par jaam nahi,
asha to hai uski paribhasha nahi,
badta hai jo ghat-ta nahi,
wo pyar aur kuch nahi,

badnaam hai wo bud nahi,
hota hai jo karte nahi,
kuch hai aur kuch bhi nahi,
wo pyar hai aur kuch nahi,

behta hai paani nahi,
uska koi saani nahi,
hawa ke ek jhoke sa ,
wo pyar hai aur kuch nahi,

yaad  hai  fariyaad nahi,
duniya to hai par aabaad nahi,
chiraag to hai baati nahi,
wo pyar hai aur kuch nahi,

aag to hai  dhun-a  nahi,
spna hai jo pura hota nahi,
naseeb me ho to milta hai ,
wo pyar hai aur kuch nahi,

jaat nahi koi paat nahi,
koi deen nahi imaan nahi,
ek  khuli  kitaab sa hai ,
wo pyar hai aur kuch nahi,

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Pyar se hame kitna pyar hai ..... by redwhitegang in Shayri for Khumar -e- Ishq
ki maa pio da pyar pyar nahi by mandeepsingh in Poetry for Life in Punjabi
PYAR PYAR MEIN by ANKIT RAO in Other Languages
Pyar Ke Badle Pyar Kyun Nahi Milta....VS by Versatile Shayar in Shayri-E-Dard
pyar to pyar hai mere dost.................. by mrkapil_raj1 in Shayri for Khumar -e- Ishq
Anshumali
Guest
«Reply #1 on: February 12, 2011, 11:09:10 AM »
Reply with quote

    "pyar karne walon ke naam"


Dard to hai,par jakhm nahi,
gehra to hai par saagar nahi,
ehsaas hai par bayan nahi,
wo pyar hai aur kuch nahi,

samne to hai par dikhta nahi ,
hakiqut hai lekin fasana nahi,
chahat hai magar khwahish nahi,
wo pyar hai aur kuch nahi,

nasha to hai par jaam nahi,
asha to hai uski paribhasha nahi,
badta hai jo ghat-ta nahi,
wo pyar aur kuch nahi,

badnaam hai wo bud nahi,
hota hai jo karte nahi,
kuch hai aur kuch bhi nahi,
wo pyar hai aur kuch nahi,

behta hai paani nahi,
uska koi saani nahi,
hawa ke ek jhoke sa ,
wo pyar hai aur kuch nahi,

yaad  hai  fariyaad nahi,
duniya to hai par aabaad nahi,
chiraag to hai baati nahi,
wo pyar hai aur kuch nahi,

aag to hai  dhun-a  nahi,
spna hai jo pura hota nahi,
naseeb me ho to milta hai ,
wo pyar hai aur kuch nahi,

jaat nahi koi paat nahi,
koi deen nahi imaan nahi,
ek  khuli  kitaab sa hai ,
wo pyar hai aur kuch nahi,



 Very Nice Poetry ... Kamal Ji !

dil se daad !
Logged
nirala
Guest
«Reply #2 on: February 12, 2011, 06:36:23 PM »
Reply with quote
wah kya baat kahi bhai.
too good ji too good
daad hai ji
Logged
kamal aggarwal
Guest
«Reply #3 on: February 13, 2011, 01:11:03 PM »
Reply with quote
aap dono ka bhut -bhut shukrita ada karti hoon nirala ji aur anshumali ji
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #4 on: February 14, 2011, 07:26:27 PM »
Reply with quote
BAhut Khub Kamal JI
Logged
kamal aggarwal
Guest
«Reply #5 on: February 15, 2011, 08:27:38 AM »
Reply with quote
thanks rishi ji
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 06:10:52 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.126 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer