Mehanga Pada...

by Shalu RV on June 07, 2011, 01:58:32 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1426 times)
Shalu RV
Guest
Reply with quote
Naa Jaane kyun tumse dil lagana itna "Mehanga" Pada..
Akele mein rote dil ko manaana pada,
behisaab aansuon ko beh jaane dena pada,
aankhon ki nami ko sukhana mushkil pada,
Naa Jaane kyun tumse dil lagaana "Mehanga" Pada..

Waqt ne diye sitam, hum sehte bhi gaye,
Aayi jo raaho mein mushkilein hum lete bhi gaye,
Aahein bhi na bhari humne,dil ka jalaana pada,
Jaane kyun tumse mohabbat aise hui,
ki tumse dil lagaana "Mehanga" Pada..

Is dunia ka kya kasoor kahein,
Humari kismat mein hi yeh sab tha,
Shayad jaante they hum, par mohabbat ka nishaan bahut gehra pada,
Jahaan se bhi gujre,hamare dard ka ehsaas bhaari pada..
Shayad tumse dil lagaana hi humein bahut "Mehanga" Pada..

Hum toh samjhe they ki tum sang khushiyaan barsengi,
barsaat hogi aisi ki dunia tarsegi,
Par naa barsaat hui,aansuon se zameen ko bhigona pada,
Kuch ehsaas jo sheeshe ke bache they, unhe bhi ab choor hona pada,
Shayad tumse dil lagaana "Shalu" ko bahut "Mehanga" Pada.. love9
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
~~~Chupana Pada~~~ by Ravinder in Shayri-E-Dard
dil bhi ro pada by NABROY in Shayri-E-Dard
ghum se wasta pada by sameer14112 in SMS , mobile & JOKES
safed libaas may jo aaj lipta pada hai by jeet jainam in Shayri-E-Dard
YE ZARREYE DIL AAPKE QADMO ME PADA HAI by pradeep srivastava raunaq in Shayari-e-Parastish
Shalu RV
Guest
«Reply #1 on: June 07, 2011, 01:58:52 PM »
Reply with quote
Naa Jaane kyun tumse dil lagana itna "Mehanga" Pada..
Akele mein rote dil ko manaana pada,
behisaab aansuon ko beh jaane dena pada,
aankhon ki nami ko sukhana mushkil pada,
Naa Jaane kyun tumse dil lagaana "Mehanga" Pada..

Waqt ne diye sitam, hum sehte bhi gaye,
Aayi jo raaho mein mushkilein hum lete bhi gaye,
Aahein bhi na bhari humne,dil ka jalaana pada,
Jaane kyun tumse mohabbat aise hui,
ki tumse dil lagaana "Mehanga" Pada..

Is dunia ka kya kasoor kahein,
Humari kismat mein hi yeh sab tha,
Shayad jaante they hum, par mohabbat ka nishaan bahut gehra pada,
Jahaan se bhi gujre,hamare dard ka ehsaas bhaari pada..
Shayad tumse dil lagaana hi humein bahut "Mehanga" Pada..

Hum toh samjhe they ki tum sang khushiyaan barsengi,
barsaat hogi aisi ki dunia tarsegi,
Par naa barsaat hui,aansuon se zameen ko bhigona pada,
Kuch ehsaas jo sheeshe ke bache they, unhe bhi ab choor hona pada,
Shayad tumse dil lagaana "Shalu" ko bahut "Mehanga" Pada.. love9
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #2 on: June 07, 2011, 02:03:37 PM »
Reply with quote
Bahut Bahut Khoob Shalu ji..

Acha Likha Hai Aapne Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Par Shalu ji aap ki khud ki likhi poetry Misc section mein post kijiye Naa Ki Share Section mein..
Logged
Shalu RV
Guest
«Reply #3 on: June 07, 2011, 02:05:00 PM »
Reply with quote
Shukriya..will do it..
Logged
Shalu RV
Guest
«Reply #4 on: June 07, 2011, 02:07:23 PM »
Reply with quote
Naa Jaane kyun tumse dil lagana itna "Mehanga" Pada..
Akele mein rote dil ko manaana pada,
behisaab aansuon ko beh jaane dena pada,
aankhon ki nami ko sukhana mushkil pada,
Naa Jaane kyun tumse dil lagaana "Mehanga" Pada..

Waqt ne diye sitam, hum sehte bhi gaye,
Aayi jo raaho mein mushkilein hum lete bhi gaye,
Aahein bhi na bhari humne,dil ka jalaana pada,
Jaane kyun tumse mohabbat aise hui,
ki tumse dil lagaana "Mehanga" Pada..

Is dunia ka kya kasoor kahein,
Humari kismat mein hi yeh sab tha,
Shayad jaante they hum, par mohabbat ka nishaan bahut gehra pada,
Jahaan se bhi gujre,hamare dard ka ehsaas bhaari pada..
Shayad tumse dil lagaana hi humein bahut "Mehanga" Pada..

Hum toh samjhe they ki tum sang khushiyaan barsengi,
barsaat hogi aisi ki dunia tarsegi,
Par naa barsaat hui,aansuon se zameen ko bhigona pada,
Kuch ehsaas jo sheeshe ke bache they, unhe bhi ab choor hona pada,
Shayad tumse dil lagaana "Shalu" ko bahut "Mehanga" Pada.. love9
Logged
nirala
Guest
«Reply #5 on: June 07, 2011, 02:33:57 PM »
Reply with quote
hmm………
Logged
MANOJ6568
Khaas Shayar
**

Rau: 31
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
42 days, 19 hours and 59 minutes.

Astrologer & Shayer

Posts: 12017
Member Since: Feb 2010


View Profile
«Reply #6 on: June 08, 2011, 07:20:51 AM »
Reply with quote
GD ONE
Naa Jaane kyun tumse dil lagana itna "Mehanga" Pada..
Akele mein rote dil ko manaana pada,
behisaab aansuon ko beh jaane dena pada,
aankhon ki nami ko sukhana mushkil pada,
Naa Jaane kyun tumse dil lagaana "Mehanga" Pada..

Waqt ne diye sitam, hum sehte bhi gaye,
Aayi jo raaho mein mushkilein hum lete bhi gaye,
Aahein bhi na bhari humne,dil ka jalaana pada,
Jaane kyun tumse mohabbat aise hui,
ki tumse dil lagaana "Mehanga" Pada..

Is dunia ka kya kasoor kahein,
Humari kismat mein hi yeh sab tha,
Shayad jaante they hum, par mohabbat ka nishaan bahut gehra pada,
Jahaan se bhi gujre,hamare dard ka ehsaas bhaari pada..
Shayad tumse dil lagaana hi humein bahut "Mehanga" Pada..

Hum toh samjhe they ki tum sang khushiyaan barsengi,
barsaat hogi aisi ki dunia tarsegi,
Par naa barsaat hui,aansuon se zameen ko bhigona pada,
Kuch ehsaas jo sheeshe ke bache they, unhe bhi ab choor hona pada,
Shayad tumse dil lagaana "Shalu" ko bahut "Mehanga" Pada.. love9
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 05:17:35 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.089 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer