The Legend Ahmed Faraz Collection,.

by Jaanasheen on May 18, 2009, 08:05:02 PM
Pages: 1 [2] 3 4  All
ReplyPrint
Author  (Read 14461 times)
dead heart
Guest
«Reply #15 on: May 18, 2009, 08:54:54 PM »
Reply with quote
Umeed na rakhna kisi se sache pyaar ki Faraz,
Aksar dokha dete hai toot kar chahne wale...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
**Ke liye aa..By Ahmed Faraz** by dead heart in Miscellaneous Shayri
Maut aai to So lenge ( Ahmed Faraz ) by qadeer_junaid in Shayri-E-Dard
Ghazal : Abke hum bichure to shayad kabhi khwabon mai mile. "Ahmed Faraz" by R.M. Dixit in Other Languages
Ahmed Faraz sahab by sayyed aamir hussain in Urdu Poets
Ahmed Faraz sahab by sayyed aamir hussain in Urdu Poets
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #16 on: May 18, 2009, 08:55:44 PM »
Reply with quote
Aisay hadsay bhi hote hai zindagi main Faraz,
Insaan bach toh jaata hai par ZINDA nahin rehta...

Superb Yaar
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #17 on: May 18, 2009, 08:57:04 PM »
Reply with quote
Umeed na rakhna kisi se sache pyaar ki Faraz,
Aksar dokha dete hai toot kar chahne wale...

Mujhe Ahmed Faraz Ji Ke Ashaar Bohat Pasand Hain, Aur Tumne Yahaan Share Karke Rahim Dil KHush Kar Diya,.
Logged
dead heart
Guest
«Reply #18 on: May 18, 2009, 08:57:24 PM »
Reply with quote
Aik aisa shaks hai meri zeest main yaaron,
Jo meri umar hai aur main uska lamha bhi nahin...
Logged
dead heart
Guest
«Reply #19 on: May 18, 2009, 09:00:00 PM »
Reply with quote
Superb Yaar
Mujhe Ahmed Faraz Ji Ke Ashaar Bohat Pasand Hain, Aur Tumne Yahaan Share Karke Rahim Dil KHush Kar Diya,.
Shukriya Azeem bhaijan...Mujhe bhi Ahmed Faraz ji ke ashar bahaut pasand hai...bas he is an ideal poet for me...Unke 1% jitna likh paun yehi khwah hai mera...shaer karte rahunga bas saath dete rahiyega..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #20 on: May 18, 2009, 09:02:38 PM »
Reply with quote
Shukriya Azeem bhaijan...Mujhe bhi Ahmed Faraz ji ke ashar bahaut pasand hai...bas he is an ideal poet for me...Unke 1% jitna likh paun yehi khwah hai mera...shaer karte rahunga bas saath dete rahiyega..

Sahi Kaha Tumhe, Waise Main Saath Deta Rahoonga Yaar,.
Logged
dead heart
Guest
«Reply #21 on: May 18, 2009, 09:12:19 PM »
Reply with quote
Sahi Kaha Tumhe, Waise Main Saath Deta Rahoonga Yaar,.
Shukriya...
Logged
SARVESH RASTOGI
Guest
«Reply #22 on: May 19, 2009, 02:00:30 AM »
Reply with quote
Lajawab collection, Azeem
Kya baat hai Faraz sahab ki, very very impressive
SARVESH RASTOGI
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #23 on: May 19, 2009, 05:31:38 AM »
Reply with quote
tum bhi khafa ho loog bhi burhum hein dosto
ab ho chala yaqin keh bouray hum hein dosto

kis ko hamare hal se nisbut hai kya karein
aankhein to dushmanooN ki bhi purnum hein dosto

apne siwa humaray na hoonay ka ghum kise
apni talaash mein to humein hum hein dosto

kuch aaj shaam hi se hai dil bhi bujha bujha
kuch shahr ke chiragh bhi mudhum hein dosto

iss shahr-e aarjo se bhi baahar nikal chalo
ab dil ki raunaqein bhi koi dum hein dosto

sub kuch sahi Faraz per itna zaroor hai
dunya mein aise loog bauhut kum hein dosto



RANJISH HI SAHI DIL HI DUKHAANEY KEY LIYE AAA.....KYAA BAAT HAI FARAAZ SB KI...UNKEY KALAAM MAINEY RU-B-RU SUNAA HAI EK MUSHAIREY MAIN 1994 MAIN DELHI MAIN
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #24 on: May 19, 2009, 10:23:27 AM »
Reply with quote
Lajawab collection, Azeem
Kya baat hai Faraz sahab ki, very very impressive
SARVESH RASTOGI

Sahi Kaha, Lajawaab Shayar The, Sir Ahmed Faraz,.
Allah Unhe Jannat Bakhse,.

Aameen
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #25 on: May 19, 2009, 10:25:48 AM »
Reply with quote

RANJISH HI SAHI DIL HI DUKHAANEY KEY LIYE AAA.....KYAA BAAT HAI FARAAZ SB KI...UNKEY KALAAM MAINEY RU-B-RU SUNAA HAI EK MUSHAIREY MAIN 1994 MAIN DELHI MAIN

Beshaq Kaash Ke Main Ihe Ru Ba Ru Dekh Paata,.
Bas Allah Unhe Jannath Naseeb Kare,.
Logged
Talat
Guest
«Reply #26 on: May 19, 2009, 11:47:58 AM »
Reply with quote
Very nice collections Azeem...and nice contribution, Rahim
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #27 on: May 19, 2009, 12:36:31 PM »
Reply with quote
Aik aisa shaks hai meri zeest main yaaron,
Jo meri umar hai aur main uska lamha bhi nahin...


kyaa khoob dh
Logged
pandit
Guest
«Reply #28 on: May 19, 2009, 12:37:48 PM »
Reply with quote
Umeed na rakhna kisi se sache pyaar ki Faraz,
Aksar dokha dete hai toot kar chahne wale...

OH MY GOD......!
THATS TRUE YAAR....
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #29 on: May 19, 2009, 01:12:33 PM »
Reply with quote
Very nice collections Azeem...and nice contribution, Rahim

Shukriya Sis,.
Logged
Pages: 1 [2] 3 4  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 08:46:01 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.114 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer