Ek nazm betiyon k naam...By Mr. Manzar Bhopali

by asif faiz on May 07, 2013, 02:23:34 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 12261 times)
asif faiz
Guest
Reply with quote
Inko aansu bhi mil jaye to muskaati hain ,
Betiyaan to badi maasum hain jazbaati hain…

Inse kaayam hai takaddus bhi hamare ghar ka ,
Subah ko Apni namazon se ye mahkaati hain….

Log beton se hi rakhte hain tawaako lekin ,
Betiyaan apni burey waqt me kaam aati hain….

Ek beti ho to khil uthta hai ghar ka aangan,
Ghar wahi rahta hai , par raunake badh jaati hai…..

Betiyaan hoti hain pur-noor charagon ki tarah,
Roshni karti hain jis ghar me chali jaati hain..

Apne sasuraal ka har zakhm chupa leti hain ,
Saamne maa ke jab aati hainn to muskaati hai…

Apne Baaba ke kaleje se lipat kar “Manzar”
Zindagi jeene ka ehsaas dila jaati hain….

( Not Mine)

( Written By – Poet Mr. Manzar Bhopali )
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
~*~Ek Aur Nazm Naam tumhare~*~ by badnaam_shayar in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3 4 »
Janab Manzar Bhopali sahab !! by abdulqadeer in Ghazals
Zabaan-e-hind hain Urdu...(Manzar Bhopali) by sajid_ghayel in Shayri-E-Dard
Ghazal's Of Manzar Bhopali by anjaan dharkan in Ghazals « 1 2  All »
Ye Nazm Unke naam hai by mrigank in Shayri for Khumar -e- Ishq
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #1 on: May 07, 2013, 02:40:50 PM »
Reply with quote
Inko aansu bhi mil jaye to muskaati hain ,
Betiyaan to badi maasum hain jazbaati hain…

Inse kaayam hai takaddus bhi hamare ghar ka ,
Subah ko Apni namazon se ye mahkaati hain….

Log beton se hi rakhte hain tawaako lekin ,
Betiyaan apni burey waqt me kaam aati hain….

Ek beti ho to khil uthta hai ghar ka aangan,
Ghar wahi rahta hai , par raunake badh jaati hai…..

Betiyaan hoti hain pur-noor charagon ki tarah,
Roshni karti hain jis ghar me chali jaati hain..

Apne sasuraal ka har zakhm chupa leti hain ,
Saamne maa ke jab aati hainn to muskaati hai…

Apne Baaba ke kaleje se lipat kar “Manzar”
Zindagi jeene ka ehsaas dila jaati hain….

( Not Mine)

( Written By – Poet Mr. Manzar Bhopali )



Bahut Hi KHOOBSURAT Sharing....

Bahut Bahut Khooob
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #2 on: May 07, 2013, 02:49:58 PM »
Reply with quote
nice sharing ...... ye pink Colour bahut dim hai , thora dark dein to zyada legible ho jaaye.
Logged
asif faiz
Guest
«Reply #3 on: May 07, 2013, 03:07:12 PM »
Reply with quote
ji Siddiqui saahab..humne abhi iska color change kar diya..
Logged
poonamA
Guest
«Reply #4 on: May 07, 2013, 03:14:41 PM »
Reply with quote
bahot sunder
Logged
~Aatish~
Guest
«Reply #5 on: May 07, 2013, 03:21:47 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause

 icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut

 hello
Logged
Sudhir Ashq
Khususi Shayar
*****

Rau: 108
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
16 days, 19 hours and 27 minutes.

Posts: 1813
Member Since: Feb 2013


View Profile WWW
«Reply #6 on: May 07, 2013, 04:26:27 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause

Wah.Wah,Wah bahut khoob.
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #7 on: May 07, 2013, 04:39:17 PM »
Reply with quote
Inko aansu bhi mil jaye to muskaati hain ,
Betiyaan to badi maasum hain jazbaati hain…

Inse kaayam hai takaddus bhi hamare ghar ka ,
Subah ko Apni namazon se ye mahkaati hain….

Log beton se hi rakhte hain tawaako lekin ,
Betiyaan apni burey waqt me kaam aati hain….

Ek beti ho to khil uthta hai ghar ka aangan,
Ghar wahi rahta hai , par raunake badh jaati hai…..

Betiyaan hoti hain pur-noor charagon ki tarah,
Roshni karti hain jis ghar me chali jaati hain..

Apne sasuraal ka har zakhm chupa leti hain ,
Saamne maa ke jab aati hainn to muskaati hai…

Apne Baaba ke kaleje se lipat kar “Manzar”
Zindagi jeene ka ehsaas dila jaati hain….

( Not Mine)

( Written By – Poet Mr. Manzar Bhopali )



naaaaaaaaaaice sharing -AF
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 4 hours and 51 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #8 on: May 07, 2013, 04:53:52 PM »
Reply with quote
Umdah Sharing Bhai...Clapping Smiley


Shad o Aabaad Rahiye

Shihab
Logged
sahal
Umda Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
47 days, 4 hours and 0 minutes.

love is in the Air,but CuPiD is alone here.

Posts: 4410
Member Since: Sep 2012


View Profile WWW
«Reply #9 on: May 07, 2013, 04:58:51 PM »
Reply with quote
Inko aansu bhi mil jaye to muskaati hain ,
Betiyaan to badi maasum hain jazbaati hain…

Inse kaayam hai takaddus bhi hamare ghar ka ,
Subah ko Apni namazon se ye mahkaati hain….

Log beton se hi rakhte hain tawaako lekin ,
Betiyaan apni burey waqt me kaam aati hain….

Ek beti ho to khil uthta hai ghar ka aangan,
Ghar wahi rahta hai , par raunake badh jaati hai…..

Betiyaan hoti hain pur-noor charagon ki tarah,
Roshni karti hain jis ghar me chali jaati hain..

Apne sasuraal ka har zakhm chupa leti hain ,
Saamne maa ke jab aati hainn to muskaati hai…

Apne Baaba ke kaleje se lipat kar “Manzar”
Zindagi jeene ka ehsaas dila jaati hain….

( Not Mine)

( Written By – Poet Mr. Manzar Bhopali )

wow wow wow
awesome
ApplauseApplauseApplauseApplauseApplause
ApplauseApplauseApplauseApplauseApplause
Logged
suman59
Guest
«Reply #10 on: May 07, 2013, 07:03:20 PM »
Reply with quote
ati sundar. thanks for sharing jee
Logged
aqsh
Guest
«Reply #11 on: May 08, 2013, 07:35:33 PM »
Reply with quote
awesome sharing...
Logged
ahujagd
Maqbool Shayar
****

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
6 days, 1 hours and 34 minutes.
Posts: 842
Member Since: May 2005


View Profile
«Reply #12 on: May 10, 2013, 09:31:21 AM »
Reply with quote
Inko aansu bhi mil jaye to muskaati hain ,
Betiyaan to badi maasum hain jazbaati hain…

Inse kaayam hai takaddus bhi hamare ghar ka ,
Subah ko Apni namazon se ye mahkaati hain….

Log beton se hi rakhte hain tawaako lekin ,
Betiyaan apni burey waqt me kaam aati hain….

Ek beti ho to khil uthta hai ghar ka aangan,
Ghar wahi rahta hai , par raunake badh jaati hai…..

Betiyaan hoti hain pur-noor charagon ki tarah,
Roshni karti hain jis ghar me chali jaati hain..

Apne sasuraal ka har zakhm chupa leti hain ,
Saamne maa ke jab aati hainn to muskaati hai…

Apne Baaba ke kaleje se lipat kar “Manzar”
Zindagi jeene ka ehsaas dila jaati hain….

( Not Mine)

( Written By – Poet Mr. Manzar Bhopali )


Bhai aapki yeh sharing to bahut lajawaab hai, aisee pyaari rachna ko hum sabse share karne ke liye aapko bahut bahut dhanyavaad.
shubhkaamnaoN ke saath
ghanshamdas ahuja
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #13 on: May 10, 2013, 03:38:09 PM »
Reply with quote
behad khoobsoorat
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 24, 2024, 02:21:42 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.119 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer