Gamon ne gher liya hai mujhe to kya gham hai

by Mast Khalander on May 01, 2016, 08:44:00 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 740 times)
Mast Khalander
Maqbool Shayar
****

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
2 days, 11 hours and 42 minutes.

PhoolNahiMeraDilHai

Posts: 902
Member Since: Jul 2013


View Profile
Reply with quote
Gamon ne gher liya hai mujhe to kya gham hai
Main muskura ke jiyunga teri khushi ke liye
Kabhi kabhi tu mujhe yaad kar to leti hai
Sukun itna sa kafi hai zindagi ke liye
Ye waqt jis ne palat kar kabhi nahi dekha
Ye waqt ab bhi muradon ke phal luta hai
Wo mod jis ne hamen ajanabi bana dala
Us ek mod pe dil ab bhi gungunata hai
Fizayen rukati hain rahon par jin se hum guzrr
Ghatayen aj bhi jhuk kar salam karati hain
Har ek shab ye suna hai falak se kuch pariyan
Wafa ka chand hamare hi naam karati hain
Ye mat kaho ki muhabbat se kuch nahi paya
Ye mere geet mere zakhmedil ke rulai
Jinhen tarasati rahi anjuman ke rangini
Mujh mili hai muqaddar se aisi tanhai

Poet: Sardar Anjum
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Jabse Sharab Ne Mujhe Chhu Liya by Devdas_online in Shayri-E-Dard
gham ko gale se laga liya by SHONA in Shayri-E-Dard
~*~ Mujhe bhi parr liya karo ~*~ by Rahim by dead heart in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
GHAM HAZAAR MUJHE by surindarn in Shairi - E - Zindagi
dipawli per sukh smridhi ,jan-jan ko gher gher me de by anmolarora in The Wishes and Celebrations
Mast Khalander
Maqbool Shayar
****

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
2 days, 11 hours and 42 minutes.

PhoolNahiMeraDilHai

Posts: 902
Member Since: Jul 2013


View Profile
«Reply #1 on: May 01, 2016, 08:58:23 AM »
Reply with quote
Gamon ne gher liya hai mujhe to kya gham hai
Main muskura ke jiyunga teri khushi ke liye
Kabhi kabhi tu mujhe yaad kar to leti hai
Sukun itna sa kafi hai zindagi ke liye
Ye waqt jis ne palat kar kabhi nahi dekha
Ye waqt ab bhi muradon ke phal luta hai
Wo mod jis ne hamen ajanabi bana dala
Us ek mod pe dil ab bhi gungunata hai
Fizayen rukati hain rahon par jin se hum guzrr
Ghatayen aj bhi jhuk kar salam karati hain
Har ek shab ye suna hai falak se kuch pariyan
Wafa ka chand hamare hi naam karati hain
Ye mat kaho ki muhabbat se kuch nahi paya
Ye mere geet mere zakhmedil ke rulai
Jinhen tarasati rahi anjuman ke rangini
Mujh mili hai muqaddar se aisi tanhai

Poet: Sardar Anjum
Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 24 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #2 on: May 01, 2016, 09:55:02 AM »
Reply with quote
Gamon ne gher liya hai mujhe to kya gham hai
Main muskura ke jiyunga teri khushi ke liye
Kabhi kabhi tu mujhe yaad kar to leti hai
Sukun itna sa kafi hai zindagi ke liye
Ye waqt jis ne palat kar kabhi nahi dekha
Ye waqt ab bhi muradon ke phal luta hai
Wo mod jis ne hamen ajanabi bana dala
Us ek mod pe dil ab bhi gungunata hai
Fizayen rukati hain rahon par jin se hum guzrr
Ghatayen aj bhi jhuk kar salam karati hain
Har ek shab ye suna hai falak se kuch pariyan
Wafa ka chand hamare hi naam karati hain
Ye mat kaho ki muhabbat se kuch nahi paya
Ye mere geet mere zakhmedil ke rulai
Jinhen tarasati rahi anjuman ke rangini
Mujh mili hai muqaddar se aisi tanhai

Poet: Sardar Anjum


Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause kaafi achchchi sharing hai janaab
Logged
Rustum Rangila
Yoindian Shayar
******

Rau: 128
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
10 days, 16 hours and 31 minutes.

Posts: 2534
Member Since: Oct 2015


View Profile
«Reply #3 on: May 01, 2016, 01:33:00 PM »
Reply with quote
Nice sharing bhai ji Usual Smile  Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
«Reply #4 on: May 01, 2016, 08:50:25 PM »
Reply with quote
Very nice, thanks for sharing.
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 08:30:24 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.1 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer