Iqlaas tha muravath thi

by Mast Khalander on March 24, 2014, 03:48:26 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 807 times)
Mast Khalander
Maqbool Shayar
****

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
2 days, 11 hours and 42 minutes.

PhoolNahiMeraDilHai

Posts: 902
Member Since: Jul 2013


View Profile
Reply with quote
Iqlaas tha muravath thi pocho kya kya na tha
Guzra huva zamaana hamara zamaana tha
Main ne jala k rakkha tha jis naam ka charagh
Moo zore andhiyo say bhi hargiz bujha na tha
Namao se sab bade they ‘Raza’ shaher mein agar
Insaan koi bhi yahaan dil ka bada na tha
Gard-o-ghubaar jab tak hata na tha
Bedaari shahar ka kouson pata na tha
Manzil nazar mein unke thi oonche the houslay
Dil mein khouf-o-khaisar zara na tha
Basti ujad gayi hai to khamosh hai sabhi
Lagta hai yahaan koi ranhuma na tha
Ashkaon se usne apni kitnay afsany likhay
Apni zubaan se jo wo kabhi bolta na tha
Dekha jo hamne apne daman mein jhank kar
Apne siwa doosra koi bhi bura na tha
Hakim ko ekhtedar ka aisa nasha na tha
Masoom sharion ka koi ghar jala na tha
Bedaari-e-shaoor k charche aam they
Bedaari-e-shaoor ka koson pata na tha
Dunya mujhey na apni nazar se gira saki
Jab tak main apni nazraon se gira na tha
Not Mine
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #1 on: March 24, 2014, 04:11:42 PM »
Reply with quote
waah waah bahut khoob
Logged
RAJAN KONDAL
Guest
«Reply #2 on: March 24, 2014, 04:37:11 PM »
Reply with quote
waaaaah !
Logged
shiverz
Guest
«Reply #3 on: March 24, 2014, 05:02:11 PM »
Reply with quote
 Applause Applause
Logged
aqsh
Guest
«Reply #4 on: March 24, 2014, 08:49:14 PM »
Reply with quote
Nice Sharing.................
Logged
Mast Khalander
Maqbool Shayar
****

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
2 days, 11 hours and 42 minutes.

PhoolNahiMeraDilHai

Posts: 902
Member Since: Jul 2013


View Profile
«Reply #5 on: March 24, 2014, 10:12:39 PM »
Reply with quote
thanks to all jee Usual Smile
Logged
jeet jainam
Khaas Shayar
**

Rau: 237
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
60 days, 12 hours and 13 minutes.

my rule no type no life and ,i m happy single

Posts: 10150
Member Since: Dec 2012


View Profile WWW
«Reply #6 on: March 25, 2014, 01:18:30 AM »
Reply with quote
Iqlaas tha muravath thi pocho kya kya na tha
Guzra huva zamaana hamara zamaana tha
Main ne jala k rakkha tha jis naam ka charagh
Moo zore andhiyo say bhi hargiz bujha na tha
Namao se sab bade they ‘Raza’ shaher mein agar
Insaan koi bhi yahaan dil ka bada na tha
Gard-o-ghubaar jab tak hata na tha
Bedaari shahar ka kouson pata na tha
Manzil nazar mein unke thi oonche the houslay
Dil mein khouf-o-khaisar zara na tha
Basti ujad gayi hai to khamosh hai sabhi
Lagta hai yahaan koi ranhuma na tha
Ashkaon se usne apni kitnay afsany likhay
Apni zubaan se jo wo kabhi bolta na tha
Dekha jo hamne apne daman mein jhank kar
Apne siwa doosra koi bhi bura na tha
Hakim ko ekhtedar ka aisa nasha na tha
Masoom sharion ka koi ghar jala na tha
Bedaari-e-shaoor k charche aam they
Bedaari-e-shaoor ka koson pata na tha
Dunya mujhey na apni nazar se gira saki
Jab tak main apni nazraon se gira na tha
 Applause Applause Applause Applause
bohut khub waaaaaaaaaahhhhhhhhhh thanks fr sharing
Logged
Advo.RavinderaRavi
Guest
«Reply #7 on: March 25, 2014, 03:15:12 AM »
Reply with quote
Iqlaas tha muravath thi pocho kya kya na tha
Guzra huva zamaana hamara zamaana tha
Main ne jala k rakkha tha jis naam ka charagh
Moo zore andhiyo say bhi hargiz bujha na tha
Namao se sab bade they ‘Raza’ shaher mein agar
Insaan koi bhi yahaan dil ka bada na tha
Gard-o-ghubaar jab tak hata na tha
Bedaari shahar ka kouson pata na tha
Manzil nazar mein unke thi oonche the houslay
Dil mein khouf-o-khaisar zara na tha
Basti ujad gayi hai to khamosh hai sabhi
Lagta hai yahaan koi ranhuma na tha
Ashkaon se usne apni kitnay afsany likhay
Apni zubaan se jo wo kabhi bolta na tha
Dekha jo hamne apne daman mein jhank kar
Apne siwa doosra koi bhi bura na tha
Hakim ko ekhtedar ka aisa nasha na tha
Masoom sharion ka koi ghar jala na tha
Bedaari-e-shaoor k charche aam they
Bedaari-e-shaoor ka koson pata na tha
Dunya mujhey na apni nazar se gira saki
Jab tak main apni nazraon se gira na tha
Not Mine

Bahut Khoob.
Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 4 hours and 11 minutes.
Posts: 14553
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #8 on: March 25, 2014, 11:35:21 AM »
Reply with quote
bahut khoob
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 05:42:32 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.116 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer