Khud ko kho diya ham ne… Apnon ko paatay paatay…

by Mast Khalander on March 23, 2016, 12:20:51 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 12298 times)
Mast Khalander
Maqbool Shayar
****

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
2 days, 11 hours and 42 minutes.

PhoolNahiMeraDilHai

Posts: 902
Member Since: Jul 2013


View Profile
Reply with quote
https://www.youtube.com/watch?v=QR70OU1snoA

Beth jata hun mitti pe aksar…
Kyun k mujhe apni auqat achi lagti hai…
Maine…
Samandar se seekha hai jeenay ka saliqa…
Chup chup se behna…
Aur apni mauj mai rahena…
Aesa nahi hai ke mujh mai koi aeb nahi hai…
Par sach kehta hun…
Mujh mai koi faraib nahi hai…
Jal jatay hain meray andaz se meray dushman…
Kyun k ek muddat se maine…
Na mohabbat badli…
Aur na dost badlay…
Ek ghadi khareed kar hath mai kya bandhli…
Waqt peechay hi padh gaya meray…
Sochta tha…
Ghar bana kar rahunga sukun se…
Par ghar ki zarurton ne musafir bana dala…
Sukun k baat mat kar ae ghalib…
Bachpan wala itwar ab nahi ata…
Shouq to baap ke paison se puray hotay hain…
Apnay paison se to bas…
Zarurte hi puri ho pati hain…
Zindagi k bhag daud mai…
Kyun waqt k sath rangat kho jati hai…
Hansti khelti zindagi bhi aam ho jati hai…
Ek sawera tha jab hans k uthtay thay hum…
Aur aaj…
Kai baar…
Bina muskurae hi sham ho jati hai…
Kitney dur nikal gye…
Rishton ko nibhatay nibhatay…
Khud ko kho diya ham ne…
Apnon ko paatay paatay…
Log kehtay hain…
Hum muskuratay bahot hain…
Aur hum thak gye…
Dard ko chupatay chupatay…
Khush hun…
Aur sab ko khush rakhnay ki koshish karta hun…
Laparwa hun…
Phir bhi sab ki parwah karta hun…
Maloom hai…
Koi mol nahi mera…
Phir bhi…
Kuch anmol logon se…
Rishtay rakhta hun…
Beth jata hun mitti pe aksar…
Kyun k mujhe apni auqat achi lagti hai…

Narrated by: Syed Jassim Ali
Logged
Rustum Rangila
Yoindian Shayar
******

Rau: 128
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
10 days, 16 hours and 31 minutes.

Posts: 2534
Member Since: Oct 2015


View Profile
«Reply #1 on: March 23, 2016, 02:18:56 PM »
Reply with quote
Bahot achi sharing Usual Smile thanks
Logged
Prabha prakas
Khususi Shayar
*****

Rau: 24
Offline Offline

Waqt Bitaya:
3 days, 3 hours and 49 minutes.
Posts: 961
Member Since: Feb 2015


View Profile
«Reply #2 on: March 23, 2016, 03:43:40 PM »
Reply with quote
Bahut khub  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
«Reply #3 on: March 23, 2016, 08:40:07 PM »
Reply with quote
Mast jaisaa ke aap sab ko kehtey hain Mast Jee, bas mast hai. issko doond nikaalney ke liye bahut shukria.
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Mast Khalander
Maqbool Shayar
****

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
2 days, 11 hours and 42 minutes.

PhoolNahiMeraDilHai

Posts: 902
Member Since: Jul 2013


View Profile
«Reply #4 on: March 24, 2016, 07:21:52 AM »
Reply with quote
Thanks for all above
The below link for Mr. Surindar ji
https://www.youtube.com/watch?v=QR70OU1snoA
Logged
sbechain
Guest
«Reply #5 on: March 24, 2016, 09:23:05 PM »
Reply with quote
https://www.youtube.com/watch?v=QR70OU1snoA

Beth jata hun mitti pe aksar…
Kyun k mujhe apni auqat achi lagti hai…
Maine…
Samandar se seekha hai jeenay ka saliqa…
Chup chup se behna…
Aur apni mauj mai rahena…
Aesa nahi hai ke mujh mai koi aeb nahi hai…
Par sach kehta hun…
Mujh mai koi faraib nahi hai…
Jal jatay hain meray andaz se meray dushman…
Kyun k ek muddat se maine…
Na mohabbat badli…
Aur na dost badlay…
Ek ghadi khareed kar hath mai kya bandhli…
Waqt peechay hi padh gaya meray…
Sochta tha…
Ghar bana kar rahunga sukun se…
Par ghar ki zarurton ne musafir bana dala…
Sukun k baat mat kar ae ghalib…
Bachpan wala itwar ab nahi ata…
Shouq to baap ke paison se puray hotay hain…
Apnay paison se to bas…
Zarurte hi puri ho pati hain…
Zindagi k bhag daud mai…
Kyun waqt k sath rangat kho jati hai…
Hansti khelti zindagi bhi aam ho jati hai…
Ek sawera tha jab hans k uthtay thay hum…
Aur aaj…
Kai baar…
Bina muskurae hi sham ho jati hai…
Kitney dur nikal gye…
Rishton ko nibhatay nibhatay…
Khud ko kho diya ham ne…
Apnon ko paatay paatay…
Log kehtay hain…
Hum muskuratay bahot hain…
Aur hum thak gye…
Dard ko chupatay chupatay…
Khush hun…
Aur sab ko khush rakhnay ki koshish karta hun…
Laparwa hun…
Phir bhi sab ki parwah karta hun…
Maloom hai…
Koi mol nahi mera…
Phir bhi…
Kuch anmol logon se…
Rishtay rakhta hun…
Beth jata hun mitti pe aksar…
Kyun k mujhe apni auqat achi lagti hai…

Narrated by: Syed Jassim Ali



behtreen nazm share ki hai aapne aur bahut hi pyaari aawaaz aur andaaz . ye sajid ali kaun hain icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower!
Logged
Maaya
Shayarana Mizaaj
**

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
3 hours and 22 minutes.

Im nothing without you

Posts: 105
Member Since: Mar 2016


View Profile
«Reply #6 on: March 25, 2016, 08:35:02 AM »
Reply with quote
Nice
Logged
Mast Khalander
Maqbool Shayar
****

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
2 days, 11 hours and 42 minutes.

PhoolNahiMeraDilHai

Posts: 902
Member Since: Jul 2013


View Profile
«Reply #7 on: March 27, 2016, 11:31:06 AM »
Reply with quote

behtreen nazm share ki hai aapne aur bahut hi pyaari aawaaz aur andaaz . ye sajid ali kaun hain icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower!

thanks
jee itna pata hai ke sajid ali main to nahi hoon  tongue3
Logged
Shubham singta
Guest
«Reply #8 on: September 03, 2018, 05:35:26 PM »
Reply with quote
sir mujhe apki awaaj or apka andaaz sabse acchaa laga            thanks  
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 07:16:03 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.123 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer