Taj Mahal Ko Kuch Kahena hai.....By Mr. Iqbal Ashaar

by asif faiz on May 09, 2013, 03:33:45 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 5185 times)
asif faiz
Guest
Reply with quote
Main waqt ki dahleez par thahra hua pal hun..
Kaayam hai meri shaan k main TajMahal hun
Bhoola hai na bhoolega kabhi mujhko zamanaa
Zinda hai mere dum se mohabbat ka fasaana
Jo dil me utar jaaye wo rangin gazal hun..

Main amn ka paigam mohabbat ki nishaani
Wo husn hun dhalti hi nahi jiski jawaani..
Ye kisne kaha tumse k guzra hua kal hun
Main waqt ki dahlieez pe thahra hua pal hun…

Patthar ki imaarat hun magar mom ka dil hai
Poonam ka haseen chand mere gaal ka til hai..
Mumtaaz ki paakiza mohabbat ka kamal hun
Main waqt ki dahlieez pe thahra hua pal hun..

Kab maine kaha mujhko nigaahon me basaa lo
Mumkin ho to zahreeli hawaaon se bachalo
Do chahnewaalo ki tamannaon ka phal hun..
Main waqt ki dahlieez pe thahra hua pal hun….

( Written By - Poet Mr. Ashar Iqbal )
Logged
RAJAN KONDAL
Guest
«Reply #1 on: May 09, 2013, 03:48:34 PM »

[/c

olor][/b][/i]
Nice sharing
Logged
marhoom bahayaat
Guest
«Reply #2 on: May 09, 2013, 04:05:22 PM »
Reply with quote
Main waqt ki dahleez par thahra hua pal hun..
Kaayam hai meri shaan k main TajMahal hun
Bhoola hai na bhoolega kabhi mujhko zamanaa
Zinda hai mere dum se mohabbat ka fasaana
Jo dil me utar jaaye wo rangin gazal hun..

Main amn ka paigam mohabbat ki nishaani
Wo husn hun dhalti hi nahi jiski jawaani..
Ye kisne kaha tumse k guzra hua kal hun
Main waqt ki dahlieez pe thahra hua pal hun…

Patthar ki imaarat hun magar mom ka dil hai
Poonam ka haseen chand mere gaal ka til hai..
Mumtaaz ki paakiza mohabbat ka kamal hun
Main waqt ki dahlieez pe thahra hua pal hun..

Kab maine kaha mujhko nigaahon me basaa lo
Mumkin ho to zahreeli hawaaon se bachalo
Do chahnewaalo ki tamannaon ka phal hun..
Main waqt ki dahlieez pe thahra hua pal hun….

( Written By - Poet Mr. Ashar Iqbal )

gr8888 sharing,sir
Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 24 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009

View Profile
«Reply #3 on: May 09, 2013, 04:43:15 PM »
Reply with quote
Main waqt ki dahleez par thahra hua pal hun..
Kaayam hai meri shaan k main TajMahal hun
Bhoola hai na bhoolega kabhi mujhko zamanaa
Zinda hai mere dum se mohabbat ka fasaana
Jo dil me utar jaaye wo rangin gazal hun..

Main amn ka paigam mohabbat ki nishaani
Wo husn hun dhalti hi nahi jiski jawaani..
Ye kisne kaha tumse k guzra hua kal hun
Main waqt ki dahlieez pe thahra hua pal hun…

Patthar ki imaarat hun magar mom ka dil hai
Poonam ka haseen chand mere gaal ka til hai..
Mumtaaz ki paakiza mohabbat ka kamal hun
Main waqt ki dahlieez pe thahra hua pal hun..

Kab maine kaha mujhko nigaahon me basaa lo
Mumkin ho to zahreeli hawaaon se bachalo
Do chahnewaalo ki tamannaon ka phal hun..
Main waqt ki dahlieez pe thahra hua pal hun….

( Written By - Poet Mr. Ashar Iqbal )

waaaaaaaaah achchchi sharing hai Applause Applause
Logged
msanjusethi
Shayari Qadrdaan
***

Rau: 1
Offline Offline

Waqt Bitaya:
1 days, 16 hours and 6 minutes.

Posts: 235
Member Since: Aug 2012

View Profile
«Reply #4 on: May 09, 2013, 08:33:38 PM »
Reply with quote
good sharing
 Applause Applause Applause
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011

View Profile
«Reply #5 on: May 10, 2013, 08:38:24 AM »
Reply with quote
waah waah bahut khoob
Logged
ahujagd
Maqbool Shayar
****

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
6 days, 1 hours and 34 minutes.
Posts: 842
Member Since: May 2005

View Profile
«Reply #6 on: May 10, 2013, 09:17:07 AM »
Reply with quote
very nice sharing, bahut khoob,
ghanshamdas ahuja
Logged
mohammad luqman
Guest
«Reply #7 on: August 25, 2016, 08:42:00 AM »
Reply with quote
wah wah kya kehne bht khub aapki shyri ka jawab nai iqbal shab me aapka fan hu zada taraapki shyriyan post kar ta hu Huh?Huh?Huh???
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 27, 2025, 05:03:00 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.115 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer