Yaa.d rehtaa hai,............

by laaiba on December 14, 2013, 09:04:27 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 788 times)
laaiba
Guest
Reply with quote
 
 mere pasandeeda poet adeem hashmi sahib kee aik ghazal ,..........

sar e sehra musafir ko sitara yaad rehta hai
main chalta hun muje chehra tumhara yaad rehta hai

tumhara zarf hai tum ko muhabbat bhool jatti hai
humen to jis ne hans kar be pukara yaad rehta hai

muhabbat aur nafrat ,talkhi aur shireeni
kis ne kis tarah ka phool mara yaad rehta hai

muhabbat main jo duba ho use sahil se kya lena
kise is behr main ja kar kinara yaad rehta hai

bohat lehroon ko pakra dobne wale ke hathoon ne
yahi bas aik darya ka nazara yaad rehta hai

sadain aik si, yaksaniyat main doob jaati hain
zara sa mukhtalif jis ne pukara yaad rehta hai..

''adeem hashmi''
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
-----/// Tumhaari yaadon mein rehtaa hoon ///----- Hriday by ~Hriday~ in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
-----/// Waqt dard aazmaataa rehtaa hai ///----- Hriday by ~Hriday~ in Miscellaneous Shayri
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #1 on: December 14, 2013, 09:14:57 PM »
Reply with quote

 mere pasandeeda poet adeem hashmi sahib kee aik ghazal ,..........

sar e sehra musafir ko sitara yaad rehta hai
main chalta hun muje chehra tumhara yaad rehta hai

tumhara zarf hai tum ko muhabbat bhool jatti hai
humen to jis ne hans kar be pukara yaad rehta hai

muhabbat aur nafrat ,talkhi aur shireeni
kis ne kis tarah ka phool mara yaad rehta hai

muhabbat main jo duba ho use sahil se kya lena
kise is behr main ja kar kinara yaad rehta hai

bohat lehroon ko pakra dobne wale ke hathoon ne
yahi bas aik darya ka nazara yaad rehta hai

sadain aik si, yaksaniyat main doob jaati hain
zara sa mukhtalif jis ne pukara yaad rehta hai..

''adeem hashmi''


Waaaaaah..Kya kehne..bahut Hi Khoob

Thanks For Sharing Laaiba Jee icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
Saman Firdaus
Guest
«Reply #2 on: December 14, 2013, 09:37:13 PM »
Reply with quote
Wahhhhhhhhhhhhhhh!!!!!!!!!!!!!!!!!!! Wahhhhhhhhhhhhhhhhhhh!!!!!!!!!!!!!!!!!!!

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #3 on: December 14, 2013, 10:17:27 PM »
Reply with quote
beautiful dheron daad
Logged
sahal
Umda Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
47 days, 4 hours and 0 minutes.

love is in the Air,but CuPiD is alone here.

Posts: 4410
Member Since: Sep 2012


View Profile WWW
«Reply #4 on: December 14, 2013, 10:53:43 PM »
Reply with quote



tumhara zarf hai tum ko muhabbat bhool jatti hai
humen to jis ne hans kar be pukara yaad rehta hai

muhabbat aur nafrat ,talkhi aur shireeni
kis ne kis tarah ka phool mara yaad rehta hai.

bohat lehroon ko pakra dobne wale ke hathoon ne
yahi bas aik darya ka nazara yaad rehta hai

sadain aik si, yaksaniyat main doob jaati hain
zara sa mukhtalif jis ne pukara yaad rehta hai..

''adeem hashmi''
Bohut bohut achha collection hai apke paas

Ye chand ashaar khaas lage.

Thanks laaiba ji.
Logged
laaiba
Guest
«Reply #5 on: December 14, 2013, 11:13:27 PM »
Reply with quote
bohat bohat shuqria Aa.p sabhee kaa,...............
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #6 on: December 14, 2013, 11:59:04 PM »
Reply with quote
sar e sehra musafir ko sitara yaad rehta hai
main chalta hun muje chehra tumhara yaad rehta hai

tumhara zarf hai tum ko muhabbat bhool jatti hai
humen to jis ne hans kar be pukara yaad rehta hai

 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
nice sharing laaiba ji
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #7 on: December 15, 2013, 12:08:03 AM »
Reply with quote
bahut khoob Applause
Logged
dksaxenabsnl
YOS Friend of the Month
Yoindian Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 20 hours and 34 minutes.

खुश रहो खुश रहने दो l

Posts: 4127
Member Since: Feb 2013


View Profile
«Reply #8 on: December 15, 2013, 01:46:02 AM »
Reply with quote

 mere pasandeeda poet adeem hashmi sahib kee aik ghazal ,..........

sar e sehra musafir ko sitara yaad rehta hai
main chalta hun muje chehra tumhara yaad rehta hai

tumhara zarf hai tum ko muhabbat bhool jatti hai
humen to jis ne hans kar be pukara yaad rehta hai

muhabbat aur nafrat ,talkhi aur shireeni
kis ne kis tarah ka phool mara yaad rehta hai

muhabbat main jo duba ho use sahil se kya lena
kise is behr main ja kar kinara yaad rehta hai

bohat lehroon ko pakra dobne wale ke hathoon ne
yahi bas aik darya ka nazara yaad rehta hai

sadain aik si, yaksaniyat main doob jaati hain
zara sa mukhtalif jis ne pukara yaad rehta hai..

''adeem hashmi''

 Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
RAJAN KONDAL
Guest
«Reply #9 on: December 15, 2013, 01:52:21 AM »
Reply with quote
nice sharing
Logged
Miru;;;;
Guest
«Reply #10 on: December 15, 2013, 08:25:28 AM »
Reply with quote
bahut bahut khoob.............. Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
rahil_uk
New Member


Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
2 hours and 15 minutes.
Posts: 10
Member Since: Dec 2013


View Profile
«Reply #11 on: December 28, 2013, 02:19:39 AM »
Reply with quote
Awwsome Laiba loved it!!
I don't no if I am allowed to shair in this section but here we go

Bhatke hue phirte hain kaee lafz jo dil mein
Duniya ne diya waqt to likk denge kisi din

Hil jayenge ek baar to arshoon ke dar-o-baam
Ye khaak nasheen log jo bolenge kisi din

Ae jaan teri yaad ke benaam parindey
Shaakhon pe mere dard ki utrenge kisi din

Jaati hai kisi jheel ki gahraee kahan tak
Aankhon mein teri doob ke dekhenge kisi din 

Soyenge teri aankh ki khilvat mein kisi raat
Saaye mein teri zulf ke jaagenge kisi din

Khushboo ki tarah asl-e-sabaa khaak numa se
Galiyon se tere shahr ki guzrenge kisi din

‘Ae jaan’ hai yehi ab ke kafan baandh ke sar se
Us shahr-e-sitamgar mein jaayenge kisi din
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 28, 2025, 02:05:30 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.281 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer