AAGAAZ-E-HUSN (Ghazal)... "MohaN"

by surindarn on October 24, 2016, 12:18:29 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 977 times)
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
Reply with quote
AAGAAZ-E-HUSN (Ghazal)

Tere iss aagaaz-e-husn ne meraa jeenaa mahaal kar diyaa
       Mujhe yeh naaz ke tere andaaz ne kyaa kamaal kar diyaa

Teri nikaab kaali ke kaale rang ne raat bhi din kar diyaa
        Ulatii jo nikaab tu ne nigahon ne mujhe behaal kar diyaa

Bin tere jiyoon bhi kyunkar yahi abb sochhtaa hoon main
     Yeh janoon-e-ishq mohabbat kyaa keh bemissal kar diyaa

Raaz-e-ulfat pinhaa hee rahe shayad yahi behtar bhi hai
       Magar qasam teri nigaahon ne har raaz be.raaz kar diyaa

Abb paataa hoon main tajali pe jahan ke jalwe hee jalwe
        Haaye lekin woh mujhko jahan saaz ne besaaz kar diyaa

Abb dil-e-aashiq kaa to kyaa zikar ho yeh usskee majaal
        Naaz waalon ke bhi khoob naaz jeenaa wabaal kar diyaa

Kuchh ajab tarah sunaate hain woh nagmein bhi MohaN
       Soz to soz yeh soz.saaz ne marnaa bhi mahaal kar diyaa

Tajali = splendour.

Surindar. N                              "MohaN"
Logged
RAKESH DENGDA
Maqbool Shayar
****

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
1 days, 13 hours and 49 minutes.
Posts: 528
Member Since: Jun 2016


View Profile
«Reply #1 on: October 24, 2016, 04:33:57 AM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
«Reply #2 on: October 25, 2016, 01:55:27 AM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause Applause
bahut shukria Rakesh Jee.
 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
«Reply #3 on: October 26, 2016, 01:46:58 AM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause
AAGAAZ-E-HUSN (Ghazal)

Tere iss aagaaz-e-husn ne meraa jeenaa mahaal kar diyaa
       Mujhe yeh naaz ke tere andaaz ne kyaa kamaal kar diyaa

Teri nikaab kaali ke kaale rang ne raat bhi din kar diyaa
        Ulatii jo nikaab tu ne nigahon ne mujhe behaal kar diyaa

Bin tere jiyoon bhi kyunkar yahi abb sochhtaa hoon main
     Yeh janoon-e-ishq mohabbat kyaa keh bemissal kar diyaa

Raaz-e-ulfat pinhaa hee rahe shayad yahi behtar bhi hai
       Magar qasam teri nigaahon ne har raaz be.raaz kar diyaa

Abb paataa hoon main tajali pe jahan ke jalwe hee jalwe
        Haaye lekin woh mujhko jahan saaz ne besaaz kar diyaa

Abb dil-e-aashiq kaa to kyaa zikar ho yeh usskee majaal
        Naaz waalon ke bhi khoob naaz jeenaa wabaal kar diyaa

Kuchh ajab tarah sunaate hain woh nagmein bhi MohaN
       Soz to soz yeh soz.saaz ne marnaa bhi mahaal kar diyaa

Tajali = splendour.

Surindar. N                              "MohaN"

Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
«Reply #4 on: October 27, 2016, 02:07:59 AM »
Reply with quote
AAGAAZ-E-HUSN (Ghazal)

Tere iss aagaaz-e-husn ne meraa jeenaa mahaal kar diyaa
       Mujhe yeh naaz ke tere andaaz ne kyaa kamaal kar diyaa

Teri nikaab kaali ke kaale rang ne raat bhi din kar diyaa
        Ulatii jo nikaab tu ne nigahon ne mujhe behaal kar diyaa

Bin tere jiyoon bhi kyunkar yahi abb sochhtaa hoon main
     Yeh janoon-e-ishq mohabbat kyaa keh bemissal kar diyaa

Raaz-e-ulfat pinhaa hee rahe shayad yahi behtar bhi hai
       Magar qasam teri nigaahon ne har raaz be.raaz kar diyaa

Abb paataa hoon main tajali pe jahan ke jalwe hee jalwe
        Haaye lekin woh mujhko jahan saaz ne besaaz kar diyaa

Abb dil-e-aashiq kaa to kyaa zikar ho yeh usskee majaal
        Naaz waalon ke bhi khoob naaz jeenaa wabaal kar diyaa

Kuchh ajab tarah sunaate hain woh nagmein bhi MohaN
       Soz to soz yeh soz.saaz ne marnaa bhi mahaal kar diyaa

Tajali = splendour.

Surindar. N                              "MohaN"

kermit kermit kermit kermit kermit kermit kermit kermit kermit kermit
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 07:47:29 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.132 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer